time frames

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    forex forum.ko hum ko cahye kah hum is forum ko zyda se zyda taim de sakyn kun kah ye huhat hi bahyren or sab se bedt biznees hy min is biznees min lush jun
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      g hun jnab hum forex treding biznees min hum.ko zyda tar is forum ko taim d3na cahye takh hum ko.sab s3 best or sab se bahyren prifit hasil ho sakeis lie esa karna cahye
       
      • #498 Collapse

        time is money and money is life is k loay humy is ko kis tarsay hasil kr saqty hain ye baat kafi importance ki hamal hoti hai bus is k liay hum nay is kaam ko ik proper pattern k sath follow krna hota hai jis k bad hi is ko teek sya perormance day saqty hain but zada tar trader is kaam mai nuksan krty hain khud ka is liay humy ko is ko care k sath krna hai
        • #499 Collapse

          My bro aap KO batna cheat ho Kay ma is ma new uesr ho our Mary pass zada knowledge nhe ha is liay ma aap ko ya he kaho ga Kay forex ma time frames ki both zada important nas de mate ha our ma zada nhe janta ho is ma humko both zada mahnat Karna cahay our ya aik best business ha........
          • #500 Collapse

            humain agr trade main kam karna hay to huamin is main time frame ko use kar kay kam karna ho ga ta kay huamin acha profot haisl ho saky kun kay huamin is main hard work kar kay kam karna hoga
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #501 Collapse

              hum is main aik time frame ko set kar kay kam karty hain ta kay huamian achi earning hasil ho saky or huamin aik limit tak huamin is main invesmetn karni ho gi ta kay ziada loss nai ho saky
              • #502 Collapse

                jaha tak mera experience hay time frame koi b app use karo es ka faida tab app ko ho sakta hay jab app ki trading achi ho gi agar app ki trading hi achi nahi hay or app ne trades ghalat lagaye hey to app ko har time frame me loss hi ho ga
                • #503 Collapse

                  ager time ku daikhain tu forex man buhut si countries pakistan k time k mutabiq late hours man hi open hotay hain ic liye un ki timing ku match karain. main tu hamesha long term ptrade ku hi prefer kerta hun.
                  • #504 Collapse

                    time frame ko set kar kay trade main ana ho ga ta kay humain market main loss km ho saky humain hard work kar kay trade main ana ho ga tak ay humain hard work karna ho ga k loss km ho
                    • #505 Collapse

                      yes dear ye bat app ki thek hai forex mai ziada ter ham ko long term he kam karna chheay kun k is mai risk kam hota hai aur stop los hit hony k chanse kam hoty hain iss leay hmain ziada trading ong term he karni cheay short term mai ziada risk hota hai.
                      • #506 Collapse

                        ji bilkul sahi khe rahy hy app ky forex trading mein 2 trha ki trading hoti hy short term and long term trading aur mery khayal se tou newbies ko short term trading karni chayein kyun ky us mein kam risk hota hy aur asani se trading ho jati hy
                        • #507 Collapse

                          dear yahn koi time frame nhn hy ap jab b trading timing mai forex mai trade kar k earning hasil karna chahte ho kar skte ho es liye ap ko smjh k aur seekh k kam karna ho ga... lehaza ap apnii life ko b set karo aur acha earn karo warna ap kabii b acha earn nhn kar sako gy aur waqt k sath sath ap ko loss he ho ga...
                          • #508 Collapse

                            forex trading ap ko bohat sary time frames provide krti hy ji ma kuch ko hum short term or kuch ko long term kehty hain .short term thoray arsay k liye hotay hain lekin long term ma ap ko lng period k liye trade ka wait krna perta hy lekin risk factor long term ma kafi kum hota hy.
                            • #509 Collapse

                              G han ap nay bohat valuable information share ki hay ap experience share karna bohat achi baat hay aur forex pay to is ki bohat zaroorat hay kiun k bohat say loagon ko dosron ki sharing say experience ho jata hay aur juniors bhi is say sabak seekhtay hain aur phir wo wali mistakes karnay say guriaz kartay hain long term trade wakai eham hay kiun k us me loss k chances kam hotay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                jee han main ap se agree kerta hoon k long term trade main kem risk hota hay aur is se hum achi earning ker sektay hain jeb k short term trade main loss k chances aur profit k chances ziada hotay hain but ye ziada risky hota hay is lie new members ko short term trade ni kerni chahie short term trade ko scalping kehtay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X