Concept of Currency Base and Currency Quotes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Concept of Currency Base and Currency Quotes
    Concept of Currency Base and Quote

    forex currency pair ki 2 different types hoti hain. Ek currency ki value ko dosri ma quote kiya jata hai. market ma ik time ma 2 currencies envolve hoti hai. Hamy en ma tb he trade karni chahe jb hamy en k bary ma achi information ho. Forexample EURUSD ik currency pair hai. Es ma jo pehle currency hai EUR esko base currency kehtyn hain or jo second currency hai USD esko quote currency kehty hain. Es ka further matlab ye hota hai k hamy ketny dollar chahe ik Euro ko buy karny k lae. Pehle currency ko agr ap buy karna chahty hain to eska matlab hota hai k ap ko second currency ko sell karna ho ga.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-30T173701.621.png
Views:	2
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12481916

    Example

    Example Kay tor py ap EURUSD ko lay len jis me is me

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-30T173707.744.jpeg
Views:	6
Size:	33.6 کلوبائٹ
ID:	12481918

    EUR = Base
    USD= Quote


    Isi trha forex market me kay kafi currency pairs mojood hen jin py trading ki jaati hy

    Pairs Margin

    Ese lae har currency pair par trade karny k lae different margin chahe hota hai kiu k har currency ka rate different hota hai or pehle currency ko buy karny k lae hamy second currency chahe hoti hai jin ki value different hoti hai. Currency pair ko further major or minor pairs ma divide kiya hai. Agr hamy pairs ki mukamal information ni ho gi to ham kbi achi trade ni kar payn gy. Jin currency ki sath usd ka combination hota hai unki movement fast hoti hai. Asy pairs ma profit hasil karny ka chance b zayada hota hai. But agr kisi ki pair ki movemenr slow ho gi to ham es ma achi trade ni kar payn gy kiu k wo move he less kary ga.

    Separation of Major Pairs and Currency Pairs

    Forex ma variety of pairs available hai jin ma sy pehle major pairs ko side par kar lena chahe or unki movement ko measure karty rehna chahe agr un ma trade ka acha chance mele to he enter hona chahe. Ye b zehan ma rakhna chahe k us pair ma trade karyn jis ma trade open karny k bad b apk pass free margin bach jae.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-30T173816.857.jpeg
Views:	12
Size:	20.9 کلوبائٹ
ID:	12481920
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Concept of Currency Base and Currency Quotes

    Basic of Base and Quote Currency

    Forex market key bary me agar ibtedai maloomat hasil ki jaye to es key ley traders ko es cheez ki information hasil karni chaye key base currency kon si hoti hay aur quote currency kon si hoti hay, Forex market me kesi single currency par trading karna allow hi nahi ki jati hay es ley pairs jab be banaye gaye hey to es me 1 currency ko base currency ka name dia gia hay aur aur 2nd currency ko quote currency kaha jata hay.

    Click image for larger version

Name:	base-quote.png
Views:	1
Size:	22.4 کلوبائٹ
ID:	12351858

    Understanding in Simple Words

    Simple words me ham ye samaj sakty hey key jo be first currency ho gi ye base currency ho gi jes ko ham buy kar sakty hey aur aur jo 2nd currency ho gi ye hamary ley quote aur selling currency ho gi, pairs me buying key sath selling currency ka hona be zarori hay tab hi ham market me pairs me trading kar sakty hen.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2021-11-30T175825.920.png
Views:	1
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12351859

    Why currencies Pairs are formed dual


    Agar base aur quote currency k concept na hota to to hamary ley currency pairs me trading karna asaan na hota aur na hi hamy buying price ka asani se pata chalta aur na hi selling price ka ham agar market ko just watch kar len to hamary samny bahot si currency pairs ki price a jati hay base aur quote currencies ki waja se hi hamy buying price ka be asani se maloom ho jata hay aur sath me selling price ki be information mil jati hay.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-30T175926.109.jpeg
Views:	1
Size:	23.7 کلوبائٹ
ID:	12351860


    Different Pairs Base and Quote


    Forex ma dual currencies combine ho k aik pair bnati hain air different abbrevations sa show jo rhi hoti hain jiasay EUR/USD, is ma two currencies Euro aur US Dollar ka apas ma relation hota ha is ma EUR ko base currency kahtay hain aur USD ko quote kahain gay, forex market mostly USD par depend karti ha aur baki tamam currencies ma isi k hisab sa up and down moment hoti rehti ha, aur agr EUR/USD ma usd weak hota ha to price buy ma mtlb up jay gi aur agr usd strong ho ga to pair ki price sell ma mtlb down ho gi, is liay hmain currencies par trading karnay k liay in basic cheezon ka pata hona chye.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2021-11-30T175832.082.png
Views:	1
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12351861

    Different Rate and Different Margin

    Forex market me currencies ka rate aur value different hoti ha is liay in ka margin bhi different hota ha, mostly currencies k sath usd lagta ha iski main waja ye b ha k usd market par bht effect karta ha aur iski up ya down moment dusray pairs par kafi asar karti ha, is liay agr ap forex ma kmayabi chahtay hain to apko dollar ki moment sa sakh boojh honi chaiay, agr ap aik currency pair ki pehli currency ko buy kartay hain to iski dusri currency ko sell karna ho ga, hmain currencies k apas k relation ko samajhnay k liay apni learning ko behtar karnay ki koshish karni chaiay aur in k latest rates sa agah rahain ta k hmain forex ma in par trading kartay huay pareshani na ho.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

    اب آن لائن

    Working...
    X