how many types of analysis and importance of analysis?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how many types of analysis and importance of analysis?
    ASSLAM O ALIKUM umeed ha sab khariyart se hon ga aj ka hamara topic ha types of analysis.Analysis ki 3 types han
    1-fundamental analysis
    2-Technical analysis
    3-Sentimental analysis
    Aam trader ka liye pehla 2 types bhot makbul han aur jo expert trader hota han wo log last types istemal karte han is liye ham log is ma pehli 2 types pa hi baat kara ga.
    1-technical analysis

    Is analysis ma trade ki price ki harkat ka andaza hota ha.technical analysis ma ham logo ko chart se asani sa samaj ma a skahta han ka past ma price kis level pa thi aur ab kis level pa ha. Price upar ja rahi ha ya down ya side pa move kar rahi ha.

    2-fundamental analysis

    Is analysis ma kisi currency ka mulki sayassi halat ko dekha jata ha kyu ka ye factors kisi currency ki mazbooti aur kamzori ki waja banta han aur price ki up and down movement ki waja banta han aur rozana kisi na kisi mulak ka is nuyaat ki waja banta han.
    Koun si types best ha analysis ka liye?

    Dono types hi bahut important han magar in ma sa best jo ha analysis ka liye wo ha fundamental ha agar ham log fundamental analysis se kam karta han to trading ma acha profit ho sakta han is ka acha tariak ye ha ka ham log trading karna se pehla candles ko check kare.Non farm pay roll wala din trading na kara ye bhot acha tarika ha agar ham log professional trader bana chahte han to ham logo ko fundamental analysis karna ana chahaiye aur is ma ham log kam kara
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: how many types of analysis and importance of analysis?

    Dear trader har trader ko proper technical analysis karne chahiye achi trading k liye yeh analysis iss liye kiey jaate hein kay price pattern ki ache se identification ki jaye aur mustaqbil main market ke harkat ke peshgoii ke jay is tarah analysis pe ahci trades hoti hain aur is kay liye technical study karna indicators ko dekhna sab kuch shamil hota hai aur unka istemal karna aur dusre kisam k tamam analysis tools ka istemal kiya jata hai.

    How to use technical analysis:

    Hum theek se jante hain kay market ke direction kis ko bhe confirm maloom nahi hoti hai kay kis simat main jay gi isko hume ne parakhna hota hai ya agla market ka move kiya hoga lekin aik baat confirm hai ke price ke movement random nahi hoti isko analysis mein theek se dekha jata hai markets main kuch patterns banty hain aur market unko follow karti hai ye patterns samjhne aham hain jab aapko pata hota hai kay koi bhe predictions 100% nahi hoti aur market aapki against ja sakti hai isliye theek se analysis ka use kar sakte hain.

    Trading with technical analysis:

    Aap ki trading secure hojati hai technical analysis mein ap market main successful trading karna chahte hain to ap ko technical analysis kr k market main entry leni chahye jab aap aisa karen ge aap ki trading perfect hogi ta k ap acha Profit bna sakyn or es k elwa ap apne technical analysis ki learning ko mukammal karna chahty hain aap ko iss mein acha benefit hoga to ismain apni learning hasil kar sakte hain or is ke sath YouTube par ap ko technical analysis se related bahot achi videos available hain.

    Why analysis:

    Analysis mei dekha jata hai k market mein range position hai ya koi trend chal raha hai agar trend hai konsa trend strong hai bullish ya bearish isliye analysis keye jate hain in analysis ko krne k bad hi trades ki jati hain har tarah se market k analysis mein market ki prediction ki jati hai.



    Click image for larger version

Name:	Forex-Price-Action-Trading-1024x459.jpg
Views:	8
Size:	57.5 کلوبائٹ
ID:	12352075

    اب آن لائن

    Working...
    X