What is Trend Line and how to draw Trend line ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Trend Line and how to draw Trend line ?
    Assalam o Alaikum dear friends, Forex market main trend hamare lie buhat zayda ahmiyat rakhta hai agar ham just trend k bare main hi acha knowledge rakhte hai to ham achi earning kar sakte hain our Market l trend k faida hasi kar sakte hai

    What is Trend ?
    dear friends forex main trend us wakt banta hai jab market ek khas mudat main ek khas simat main safar karti hai our market hamesha apne trend ko follow karti hai jab tak koi strong effect market k trend ko change na kar de dear friend market ka ye trend long term, short term , upar , neechy yaha tak k side way be ho sakta hai agar ham market k trend ko samj len to ham just trend trade kar k b earning kar sakte hai market k Trend ko dekhen k liye ham Trend Line ka use karte hai so aaj ham apne is Topic main Trend line ko hi Discus karne wale hain

    What is Trend line ?
    dear friends hamare Trading chart par ham market k Trend ko dekhne k liye ham ek line Draw karte hai is line ko ham Trend line kehte hai jan ham Trend line ko draw karte hai to is k upar ya neechy hame tamam candles k close ya open ponts mil jate hai our ham market ko asaani se samj sakte hai k market is waky is taha move ho rahi hai our 70% chance hote hai k market isi trend ko Folow karte huye apne candles ko close kary

    How to Draw Trend line ?
    dear friends Apne Forex chart par hame agar trend line draw karni hai to sab se pehle ham markt tools se Trend line ko pick karna hota hai us k baad hame Trend line ko is traha draw karna hota hai k hamari tamam candles k close ya start point is line par fit aajye is tarah ham apne chart par trend line draw kar sakte hai our market k trend ki janch kar sakte hai
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Trend Line and how to draw Trend line ?

    umeeeed karti ho k aaaap say thek hongy or apni learning k sath sath lot of beenfit hasil kar rahy hogy forex trading main work karne k liye trend ko find karna b must hota hain qk jaaab tk forex tradind main trend ko find nhe kia jata hain tu kamyabi b nhe mil skti hain forex trading main ek trend he tradrs ka friend hota hain agar hard workk sath kaaam kiya jyga tu achi learning k sath sath trend main benefit b hasil hota hain forex trading kafi risk wala busniesss hain jis main trders ne agar hard work k sath work kia tu bhot he best earning ho skti hian trendline drwa karne k liye b market ko analysis karna must hain supply and demand ko b check karna must hain qk agar supply and demand ko check kia nhe jata hain tu pher loss k chances b ziyda ho jate hain


    trendline in forex trading and how to analysis market in trendline:


    ek best and kamyab traders jaab b kaam karte hain tu forex trading main regular market ko analysis karte hain agar analysis kia jata hain tu feature main kamyabi mil skti hain jis b person ne forex tradinig ko join kia hain us person ne forex trading main sab say phly learning ko incress kia hain qk jaaab tak learnig inicress nhe hoti hain tu earning b nhe ho skti hain forex trading main trendline ko drwa karne k liye b market ko analysis karna parta hain jaaab tak market main koi strong learning nhe hogi tu benefit b hasil nhe hota hain regular kaam karne wale traders market ko must analysis karte hain or kamyabi pane k liye market main hard work karte hain trendline he ek traders ko next move ka bata skti hain or achi earning karne k lie trend ko b find karna must hota hian


    Click image for larger version

Name:	the-trend-is-your-friend_body_USdollarupwardtrendlineexample.png.full.png
Views:	43
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12351782

    اب آن لائن

    Working...
    X