AOA to Everyone Umeed karta hu sub thek ho gaye.
Analysis:
Kisy be Trade sy phalye Market ki Analysis karna bhot zaroori hota hain.Eyes close kar k toh Deal nhi ki jaati.For example Ap agr GBP/USD ki trader karna chah rahye ha.Ap iss ko Sell karna chah rhye ho.Iss sy phalye Ap apny ap sy Yeh pouchta ha k chart kiya bata raha hain?Market Up jaa rahye hain Yeh down jaa rhaye hain?Market Trend main hain yeh side main?Bartania main koi bank rate yeh Economy yeh afraad berozgar ki shara Kah aaj ahlan toh nahi ho raha?Inn Sub Chezo ki Checking ko Analysis kahta hain.
Analysis ki 3 types hoti hain.1-Fundamental Analysis
2-Technical Analysis
3-Sentimental Analysis
Hum main sy aam traders k liya Phlye 2 Analysis Bhot Important hain Jab k 3rd wala Analysis Aik bhot he Expert traders used karta hain.Hum iss main phlye 2 analysis per bat karye gaye
Technical Analysis:
Aik Frame Work hota hain Jis main Trader prices Ki Movements ko analysis kar lata hai.Technical Analysis main sab sy phlye Joh Chez zehan main ati hain Woh chart han or iss chart sy bah asani andaza hota hain k maazi kareeb main Prices kis level per thi Or ab kis level per hain.Price Uper jaa rhaye hain Yeh necha.Market trend main hain yeh Side per move kar raha hain
![](https://lh4.googleusercontent.com/mEeg6m48H3LhulXr7bhRk0cp2Th6e-mt7MfbzQM67JeisgP4NwmeVY5jWLlzEnfEzXiJhwGgLj3F1X-rTsbYpt0YJ-1Y1hXAg5J3kGVPm54dERBY0c23JH8SHKjRCri5OPn-ywdh)
![](https://lh3.googleusercontent.com/ctsSEPtUXS8K0H2XwHr5Vy6BH-mlHJGXDIYs-95_xCI7qnkAEFVdQtunrc5Qm17Em4E8Wcv2FHxjM8Yr74HKfKMUlA1lVDuUSm83e-iAxMmTb2wg51Pbrw1dBOTRYDQa50EdzLd8)
Yaha yeh bat dilchasbi sy hali nahi k aik he chart ko different traders different way sy dakta hain.Aik he chart per trade karna walye Traders Fida utaa rahye hota hain jab k kuch Nuqsaan utaa rahye hota hain.Price Movement Ko mazeed Wahzaya karna k liya indicators chart main load kiya jahtye hain inn kah zikaar bad main aye ga.market main trends bag time frame for example Dali yeh 4 hour main dakye jatye hain.
Fundamental Analysis:
Fundamental Analysis main kisy be currency k Economy ko mahda nazar rakha jata hain.Q k Yeh Factors kisy currency ki Strongness Yeh weakness Ki baheez bnta hain or Price ki Up Down Movement kah baheez banta hain.Rohzana Kisy na kisy Country ki nahweeyat kah ehlaan hota rahta hain.Forex Ki different websites
Per inn alaanat kah week kah schedule mahjood hota hain iss ko Calendar kahta hain.Sub sy zada useable website ************.com hain iss main calendar ki tag ko click karye toh kahye dino kah schedule samny aa jata hain.
Analysis:
Kisy be Trade sy phalye Market ki Analysis karna bhot zaroori hota hain.Eyes close kar k toh Deal nhi ki jaati.For example Ap agr GBP/USD ki trader karna chah rahye ha.Ap iss ko Sell karna chah rhye ho.Iss sy phalye Ap apny ap sy Yeh pouchta ha k chart kiya bata raha hain?Market Up jaa rahye hain Yeh down jaa rhaye hain?Market Trend main hain yeh side main?Bartania main koi bank rate yeh Economy yeh afraad berozgar ki shara Kah aaj ahlan toh nahi ho raha?Inn Sub Chezo ki Checking ko Analysis kahta hain.
Analysis ki 3 types hoti hain.1-Fundamental Analysis
2-Technical Analysis
3-Sentimental Analysis
Hum main sy aam traders k liya Phlye 2 Analysis Bhot Important hain Jab k 3rd wala Analysis Aik bhot he Expert traders used karta hain.Hum iss main phlye 2 analysis per bat karye gaye
Technical Analysis:
Aik Frame Work hota hain Jis main Trader prices Ki Movements ko analysis kar lata hai.Technical Analysis main sab sy phlye Joh Chez zehan main ati hain Woh chart han or iss chart sy bah asani andaza hota hain k maazi kareeb main Prices kis level per thi Or ab kis level per hain.Price Uper jaa rhaye hain Yeh necha.Market trend main hain yeh Side per move kar raha hain
Yaha yeh bat dilchasbi sy hali nahi k aik he chart ko different traders different way sy dakta hain.Aik he chart per trade karna walye Traders Fida utaa rahye hota hain jab k kuch Nuqsaan utaa rahye hota hain.Price Movement Ko mazeed Wahzaya karna k liya indicators chart main load kiya jahtye hain inn kah zikaar bad main aye ga.market main trends bag time frame for example Dali yeh 4 hour main dakye jatye hain.
Fundamental Analysis:
Fundamental Analysis main kisy be currency k Economy ko mahda nazar rakha jata hain.Q k Yeh Factors kisy currency ki Strongness Yeh weakness Ki baheez bnta hain or Price ki Up Down Movement kah baheez banta hain.Rohzana Kisy na kisy Country ki nahweeyat kah ehlaan hota rahta hain.Forex Ki different websites
Per inn alaanat kah week kah schedule mahjood hota hain iss ko Calendar kahta hain.Sub sy zada useable website ************.com hain iss main calendar ki tag ko click karye toh kahye dino kah schedule samny aa jata hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим