Importance of ""Shooting Star Candlestick Pattern""" in forex trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of ""Shooting Star Candlestick Pattern""" in forex trading...
    Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers traders, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga. Aur forex trading sa ak acha gain le raha hon ga.

    Importance of Candlestick Patterns in forex trading:

    Forex trading man trader currency pairs aur commodities ki price movements ko smajhna k liye price chart ko read kerta ha. Q k price chart patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Candlestick Patterns currency pairs aur commodities k price chart man price ki movement ko track kerna k liye use hona wala most common technical tool ha. Trader forex trading man kisi b currency pair ya commodity ko buy/sell kerna k liye candlestick patterns per depend kerta ha. Aj man apka sath ""Shooting Star Candlestick Pattern"" per apna knowledge share kerta hun.

    Shooting Star Candlestick:

    Shooting Star Candlestick ak small real body ki bullish/bearish candle hoti ha jiska upper wick long hota ha aur lower wick smaller ya zero hoti ha. Ye candle buyers aur sellers k dermiyan indecision ko batati ha. Ye candle currency pairs aur commodities k price chart man long bullish trend k top per banti ha.
    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-29T094722.199.png
Views:	69
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12480504
    Shooting Star Candlestick Pattern:

    Shooting Star Candlestick Pattern ak bullish trend reversal candlestick pattern ha, jo currency pairs aur commodities k price chart man long bullish trend k top per resistance level k qareeb banta ha. Is pattern k complete hona k bad price bhot tazi k sath fall kerti ha. Is pattern man first candle ""Shooting Star Candlestick"" banti ha is liye is pattern ko ""Shooting Star Candlestick Pattern"" kehta han.
    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-29T094653.743.png
Views:	74
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12480502Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-29T094641.626.jpeg
Views:	57
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12480503
    Identification of Shooting Star Candlestick Pattern in Price Chart:

    Shooting Star Candlestick Pattern price k bullish trend ko bearish trend man change kerta ha is liye isko ""Bearish Candlestick Pattern"" b kehta han. Ye pattern two candles per moshtamil hota ha.

    1. Is pattern man first candle Day-1 ki ""Shooting Star Candlestick"" banti ha, jo long bullish trend k bad buyers aur sellers k dermiyan indecision ko batati ha aur price man mazeed oper jana stop ker deti ha.

    2. Is pattern man second candle Day-2 ki long real body ki bearish candle banti ha, jo first candle ki real body k sath gap-down k sath open hoti ha. Ye candle sellers ki market man strong entry ko show kerti ha aur is ka bad price long bearish trend man fall kerti han.
    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-29T094653.743.png
Views:	74
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12480502
    Trading with Shooting Star Candlestick Pattern:

    Shooting Star Candlestick Pattern per trading kerna k liye trader ko is pattern k complete hona ka wait kerna chaheye. Jab ye pattern complete ho jae to trader ko chaheye k new candle k open per ""sell ki trade"" active kara. Aur trade k doran account balance ko secure rukhna k liye trader ko chaheye k her trade k sath Stoploss aur Take Profit ka use kara. Shooting Star Candlestick Pattern per trading k doran trader ko Stoploss Shooting Star Candlestick k high k oper place kara aur Take Profit ko next support levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place karen.
    ..Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-29T094704.147.png
Views:	50
Size:	22.1 کلوبائٹ
ID:	12480501
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of &quot;&quot;Shooting Star Candlestick Pattern&quot;&quot;&quot; in forex trading...

    Dear member ap ny bhot hi achi information humary sath share ki hai .Dear agr ap successful trading karna chahte hain to ismein aapko bahut zayda hard work karna hota hai tb hi ap successful hon gay, Dear aj main ap sy bhot important information share karna chahti hun jis ko ap understand kar k market main achi working kar sakhty hain. Jesa k shooting star candlestick pattern hai es ki details ap sy share karun gi ap acha es ko achi tara samjhty hain to asani sy apna acha profit bana sakhty hain.

    SHOOTING STAR ON RESISTANCE LEVEL:

    Dear main ap ko ya batana chahti Hun, Ky shooting star candlestick patterns hamesha ap ko resistance level par mil sakhta hai, agar ap is candlestick pattern ko study karna chahty hain, to ap ko resistance level par aik reversal candlestick milti hai, Jo reversal trend ki confirmation krti hai. Es main ap ik achi entry ly kar apna acha profit bana sakhty hain is liye market jab resistance level ko jab break karti hai, to market ka downtrend hota hai. resistance level par aik reversal candlestick milti hai, Jo reversal trend ki confirmation krti hai es main ap ik achi entries par trade laga kar acha profit bana sakhty hain .

    SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN:

    Dear Shooting star candlestick patterns basically aik reversal candlestick pattern hota hai, Jo ap ko market main aik strong uptrend Ky bad available hota hai, jab market ka trend uptrend sa downtrend ki tarf change ho raha hota hai. Is candlestick ko completely study karna hoga, otherwise ap ky analasis wrong ho sakhty Hain Agr ap completely study karty hain to advantages available ho sakty hain .

    IDENTIFICATION OF SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN IN PRICE CHART:

    Shooting Star Candlestick Pattern price k bullish trend ko long bearish trend man convert ker deta ha is liye is pattern ko ""bearish candlestick pattern"" kehta han. Shooting Star Candlestick Pattern two candles sa mil ker banta ha.

    1ST. Is pattern man first candle Day-1 ki ""Shooting Star Candlestick"" banti hai jo long bullish trend k bad buyers or sellers k dermiyan indecision ko batati hai. Aur ye candle trend k change hony ka signal deti hai.

    2ND. Is pattern main second candle Day-2 ki long real body ki bearish candle banti hai. Yeh candle buyers k strong pressure k finish hona ka or sellers ki market main strong entry ko show karti hai. Ye candle bearish trend k start honay ki confirmation karti hai.

    STOP LOSS IN SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN:

    Dear members agar aap Forex trading mein is pattern ko study kar Kay market main enter hoty Hain, tu apko hamesha last closing candlestick ki wick point to aap stop-loss set karna chahe, kun k agar market wick level ko break Kar jati hai, to phr market further upwards ja sakhti hai jis main ap ye confirmation mil jati hai k upward ja sakti or apna SL laga kar apna account save rahk sakhty hain .

    INTERPRETATION PROCESS :

    Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein aapko bahut zayda experience ki zarorat hoti hai agr ap different factors par study karty hain to ap bhot zyada advantages available hoty hain es liye ap ko hmesa market Mein candlestick ko achi tarah understand karna chahie ta k ap market main achi earning karain.

    Click image for larger version

Name:	images (50).jpeg
Views:	17
Size:	30.9 کلوبائٹ
ID:	12351489
    • #3 Collapse

      Re: Importance of &quot;&quot;Shooting Star Candlestick Pattern&quot;&quot;&quot; in forex trading...

      bhot he nice sharing ki hain apne forex trading main agar hard work k sath kaam kia jata hain tu achi kamyabi b mil jati hain forex trading main har candle ko samjhna parta hain agar forex trading main best learning karna must hain jaaab tak koi strong Shooting Star Candlestick nhe hoti hain tu kabi b entry nhe karni chahiye agar forex trading main candle nhe ban jati hain tu tab he kabi b entry neh karna chahiye agar forex main full kamyabi pana hain tu forex trading main best earning karna hoga agar learning nhe hain tu kabi b kisi b candle ki samjh nhe aa skti hain forex main achi and kamyab trading karni hain tu forex trading main best learning kare agar forex main strong benefit hasil karna hain tu achi tara analysis karna hoga qk jaab tak market main analysis neh kia jata hain tu kamyabi nhe



      how to trade on Shooting Star Candlestick pattern:


      Shooting Star Candlestick main kaam karne k liye market ko achi tara analysis kare agar market main Shooting Star Candlestick candle ban jati hain tu is candle ki wick lambi hoti hain or body bhot he kaam hoti hain is liye jaaab b is main entry karna hain tu kabi b bian stop loss k entry neh karna chahiye qk agar stop loss ko use kia jata hain tu market main agar stop loss hit ho jyga tu pher b loss reocver ho skta hain qk agar forex main capital he nhe hain tu kabi b samjh nhe aa skti hain agar learning good hoti and capital k sath take profti and stop loss ko use kia jata hain tu ek traders full kamyabi b hasil kar skte hain kabi b bina learning kiye and bina strong Shooting Star Candlestick k rules follow kiye kabi b entry neh karna chahiye


      Click image for larger version

Name:	maxresdefault (1).jpg
Views:	7
Size:	63.9 کلوبائٹ
ID:	12351738
      • #4 Collapse

        Re: Importance of &quot;&quot;Shooting Star Candlestick Pattern&quot;&quot;&quot; in forex trading...

        Introduction

        Shooting star aik bearish candle stuck hai jis ka oopri saya aik lamba saya hai, kam ya koi neechay ka saya nahi hai, aur din ke nichale hissay ke qareeb aik chhota sa haqeeqi jism hai. yeh aik up trained ke baad zahir hota hai. mukhtalif tareeqay se kaha gaya, shooting star aik qisam ki candle stuck hai jo is waqt banti hai jab security khulti hai, numaya tor par agay barhti hai, lekin phir khulay ke qareeb din ko dobarah band kar deti hai. shama daan ko shooting ka sitara samajhney ke liye, is ki tashkeel qeemat ki paishgi ke douran zahir honi chahiye. neez, din ki sab se ziyada qeemat aur iftitahi qeemat ke darmiyan faasla shooting star ke jism se do gina ziyada hona chahiye. asli jism ke neechay thora sa saya nahi hona chahiye.

        Definitions

        • Aik shooting star paishgi ke baad hota hai aur ishara karta hai ke qeemat girna shuru ho sakti hai .
        • Tashkeel mandi ka shikaar hai kyunkay din ke waqt qeemat mein numaya izafah honay ki koshish ki gayi, lekin phir farokht knndgan ne is par qabza kar liya aur qeemat ko dobarah khulay ki taraf dhakel diya .
        • Tajir aam tor par yeh dekhnay ke liye intzaar karte hain ke shooting star ke baad agli mom batii ( muddat ) kya karti hai. agar agli muddat ke douran qeemat kam hoti hai to woh beech satke hain ya mukhtasir.



        Importance

        Shooting ke setaaray mumkina qeemat ke oopar aur ulat jane ki nishandahi karte hain. shooting star candle is waqt sab se ziyada mo-asar hoti hai jab yeh ziyada oonchaiyon ke sath lagataar teen ya ziyada barhti hui mom btyon ki series ke baad banti hai. yeh majmoi tor par barhti hui qeematon ke douran bhi ho sakta hai, chahay kuch haliya mom batian mandi ka shikaar hon .
        paish qadmi ke baad, aik shooting sitara khilta hai aur phir din ke waqt mazbooti se tulu hota hai. yeh wohi khareed dabao zahir karta hai jo pichlle kayi adwaar mein dekha gaya hai. jaisa ke din agay barhta hai, taham, baichnay walay qadam berhate hain aur qeeat ko wapas khulay ke qareeb dhakel dete hain, jis se din ka faida mita jata hai. is se zahir hota hai ke kharidaron ne din ke ekhtataam tak apna control kho diya, aur baichnay walay is par qabza kar rahay hain. agar shooting star ke baad qeemat barh jati hai, to shooting star ki qeemat ki had ab bhi muzahmat ke tor par kaam kar sakti hai. misaal ke tor par, shooting star ke ilaqay mein qeemat mustahkam ho sakti hai. agar qeemat bil akhir barhti hi rehti hai, to oopar ka rujhan ab bhi barqarar hai aur taajiron ko baichnay ya short karne par lambi pozishnon ki himayat karni chahiye.


        Example

        Is misaal mein, stock majmoi tor par oopar ke rujhan mein barh raha hai. shooting star ke ban'nay se bilkul pehlay oopar ka rujhan taiz ho jata hai. shooting star dekhata hai ke qeemat khil gayi aur oopar gayi ( oopri shadow ) phir khulay ke qareeb band hogayi. aglay din kam band sun-hwa, mumkina qeemat kam honay ki tasdeeq karne mein madad karta hai. shooting star ki oonchai se tajawaz nahi kya gaya aur qeemat aglay mahinay ke liye neechay ke rujhaan mein chali gayi. agar is tarz par tijarat karte hain to, tasdeeqi mom batii ke lagnay ke baad tajir kisi bhi lambi position ko farokht kar sakta hai .


        Click image for larger version

Name:	shooting-star.jpg
Views:	3
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12351739
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Importance of &quot;&quot;Shooting Star Candlestick Pattern&quot;&quot;&quot; in forex trading...

          Walaikumu Salam! Dear trader apna na ""Shooting Star Candlestick Pattern"" per trading k related bhot knowledge share Kiya ha man b apka sath is important candlestick pattern per trading k related apna knowledge share kerta hon.

          Shooting Star Candlestick:

          Shooting Star Candlestick ak small real body ki bullish/bearish candle banti ha jiska upper wick long aur lower smaller ya zero hona chaheye. Is candle ka long wick candle ki real body k double sa bara hona chaheye. Ye candle buyers aur sellers k dermiyan indecision ko batati ha. Jab ye candle resistance level per banna to ye candle valid trend reversal ka signal deti ha.

          Shooting Star Candlestick Pattern:

          Shooting Star Candlestick Pattern ak strong bearish trend reversal candlestick pattern ha jo currency pairs aur commodities k price chart man long bullish trend k top per banta ha aur iska k bad price bhot tazi sa fall kerti han. Is pattern man Shooting Star Candlestick ki confirmation k liye second candle ka bearish man close Dena zarori hota ha.
          Click image for larger version

Name:	IMG-20220115-WA0010.jpg
Views:	1
Size:	183.9 کلوبائٹ
ID:	12363372
          Identification of Shooting Star Candlestick Pattern in Price Chart:

          Shooting Star Candlestick Pattern price k bearish trend ko bullish candlestick man change ker deta ha is liye ye ak ""bearish candlestick pattern"" kehlata ha. Ye pattern two candles per moshtamil hota ha.

          1. Ye pattern resistance level per banta ha.

          2. Is pattern man first candle Shooting Star Candlestick banti ha.

          3. Is pattern man second candle long real body ki bearish candle banti ha jo Shooting Star Candlestick k ki real body k sath gap-down man open hoti ha aur iska close shooting Star Candlestick ki low sa nicha hona is pattern k complete hona ki confirmation ha.
          Click image for larger version

Name:	IMG-20220115-WA0009.jpg
Views:	1
Size:	95.2 کلوبائٹ
ID:	12363371
          Trading with Shooting Star Candlestick Pattern:

          Shooting Star Candlestick Pattern per trading k liye zarori ha k trader is pattern k complete hona ka wait kara aur jab ye pattern complete ho jae to trader ko new candle k open per ""sell ki trade"" active kerni chaheye.

          Stoploss and Take Profit:

          Forex trading man koi b trader 100% accurate nahe ho sakta ha, hamasha ye chance rehta k market reverse move ker jae. Is liye trader ko hamsha market ki reverse movement sa bara loss sa bachna k liye stoploss aur take profit ka use kerna chaheye. Shooting Star Candlestick Pattern per trading k doran b trader ko stoploss shooting Star Candlestick k high per place kerna chaheye aur Take Profit ko next support level per place kerna chaheye.
          ...Click image for larger version

Name:	IMG-20220115-WA0008.jpg
Views:	1
Size:	52.0 کلوبائٹ
ID:	12363370

          اب آن لائن

          Working...
          X