Difference between bid price and ask price......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Difference between bid price and ask price......
    Forex market mein hamen trading karne ke liye Two prices milati Hain ek price market ki actual price hoti hai aur ek price hamen broker ki taraf se Di jaati Hai hi hamen is procedure ko jarur samajhna chahie tabhi hamari trading behtar ho sakti hai kyunki jab tak ham trading ki basic ko Nahin samjhe ayenge tab tak hamara achcha result Nahin hoga isliye hamen trading ki basic ko samajhna bahut jaruri hai jata hai jab ham acche tarike se market ke features ko samajh jaate Hain to tab hi ham apni trading ko behtar banaa sakte hain isliye hamen market mein ine pricers ko samajhna bhi bahut jaruri hai hai kyunki jab ham in prices ko samajh jaate Hain to hamari trading kafi biji ho jaati hai aur ham Apne account ko bahut hi easy tarike se manage kar paate Hain.Forex trading market Mein Apni entry ko mukmmal karna chahte hain, to ismein aapko Bid prices aur ask prices se related apni learning ko complete karna chahie, Kyunki yah 2 different types ki prices market Mein prevail kar rahi hoti hain, aur aapko different types ke different types prices available hoti hai. Bid prices aur ask prices proper explanation app se karna chahta hun.

    Click image for larger version

Name:	images (81).png
Views:	19
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12480377


    Bid Price:

    Forex trading market Mein Jab aap ko metatrader mein left side per minimum prices available Hoti Hai, To isko aap market mein bid prices Kaha Jata Hai. Market ki jo actual price Hoti Hai vahi market mein hamen bid price milati hai. Yah market ki current value ki price chal rahi hoti hai.Is prices ka purpose yah hota hai yah Jab aap market mein kisi currency pairs aur kisi commodities ko sale karna chahte hain, to usmein aap ko Hamesha market Mein minimum prices available Hoti Hai. Jab aap market mein kisi bhi commodity aur currency pairs ko sale karte hain, to ismein aapko minimum prices available Hoti Hai, is price ko aap market mein bid price Kahate Hain.

    Ask Price:

    Metatrader 4 main right sides per maximum prices ko observe Karte Hain, isko ask Prices Kaha Jata Hai. Basically Jab aap market mein kisi commodity aur kisi currency pair ko purchase Karte Hain, To usmein aap ko Hamesha maximum prices offer ki ja rahi Hoti Hai Inko ask prices Kaha jata hai. Yah vah prices hoti hain Jo market mein main spread charge karne ke bad broker ki taraf se hamen Di jaati Hai Hai isko ham ask price kahate Hain hamari jo bhi trade market mein active hoti hai hai vah ask price per active hoti hai.

    Explaination with Examples:

    Agar aapko further explanation dene ke liye yah example Dun to aapko Jyada clear ho jaega ki Jab aap dollars Kisi currencies exchange dealers per Lekar Jaate Hain, aur uske against apko Pakistani rupees Hasil karte hain, to aapko Hamesha minimum prices available hoti hai, lekin Jab aap dollars purchase karna chahte hain aur aapke pass Pakistani currency hoti hai to usmein aapko highest prices available Hoti Hai, Inko aap ask prices ke naam se Jante Hain. Ab jise bhi platform se currency ki exchanging karte Hain to vahan aapko kuchh Na kuchh bhi pay karni padati hai isko ham Forex trading mein spread kahate Hain is bread se pahle Jo price market ki actual hoti hai usko bid price Kaha jata hai lekin jo spread ke bad ki price hoti hai usko ask price Kaha jata hai hamen inko samajhna hamari trading ke liye bahut jaruri hai.

    Difference between Ask and Bid Price


    Click image for larger version

Name:	images (82).png
Views:	1
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12480376

    Dear member agar aap market mein ask prices for Bid prices ka comparison kerte Hain, aur Iske different ko calculate karte hain, to ismein aapko Hamesha bahut jyada fayda mil sakta hai. Jab aap market Mein Bid prices aur ask prices ko acchi Tarah calculate kar lete hain, to iska difference broker ka Commission Hota Hai Jisko aap spread Kaha jata hai. Jab bhi ham Kisi currency ya commodity per koi trade karte Hain to pahle hamen spread dena padta hai iske bad hamari trade active hoti hai isliye hamen chahie ki ham ask price aur bid price ki different question jaen taka ja bam trading kah rahe ho to hamen pata Hona chahie ki ham kitne difference per trading kar rahe hain aur market mein broker ki taraf se humse Kitna spread charge Kiya ja raha hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Difference between bid price and ask price......

    Introduction

    Istilaah" boli aur pucho" ( jisay" boli aur peshkash" bhi kaha jata hai ) se morad do Tarfah qeemat ka hawala hai jo ke behtareen mumkina qeemat ki nishandahi karta hai jis par kisi muqarara waqt par security ko baicha aur khareeda ja sakta hai. boli ki qeemat is ziyada se ziyada qeemat ki numaindagi karti hai jisay khredar stock ya deegar security ke hissa ke liye ada karne ke liye tayyar hai. poochnay ki qeemat is kam az kam qeemat ki numaindagi karti hai jisay baichnay wala isi security ke liye lainay ko tayyar hai. tijarat ya lain deen is waqt hota hai jab bazaar mein khredar dastyab behtareen peshkash ki adaigi ke liye tayyar hota hai — ya sab se ziyada boli par farokht karne ke liye tayyar hota hai.

    Definition

    • Boli ki qeemat se morad woh sab se ziyada qeemat hai jo khredar security ke liye ada kere ga .
    • Poochnay ki qeemat se morad woh sab se kam qeemat hai jisay baichnay wala security ke liye qubool kere ga .
    • Un do qeematon ke darmiyan farq ko spread ke naam se jana jata hai. phelao jitna chhota hoga, di gayi security ki likoyditi itni hi ziyada hogi,



    Understanding Bid and Ask

    Ossat sarmaya car boli ka muqaabla karta hai aur tijarat ki laagat ke tor par spread ko puchta hai. misaal ke tor par, agar abc coopration ke stock ke liye mojooda qeemat quotation $ 10. 50 / $ 10. 55 hai, to sarmaya car x, jo mojooda market ki qeemat par a ko khareedna chahta hai, $ 10. 55 ada kere ga, jab ke sarmaya car y, jo abc ke hasas farokht karna chahta hai. mojooda market qeemat, $ 10. 50 wusool kere gi.

    Benefits of Bid And Ask

    Boli mangnay ka phelao market bananay walay ke faiday ke liye kaam karta hai. mandarja baala misaal ko jari rakhtay hue, aik market bananay wala jo abc stock ke liye $ 10. 50 / $ 10. 55 ki qeemat bta raha hai, a ko $ 10. 50 ( boli ki qeemat ) par kharidne aur usay $ 10. 55 ( poochi hui qeemat ) par farokht karne ki khwahish zahir kar raha hai. phelao market bananay walay ke munafe ki numaindagi karta hai .
    Security aur market ke lehaaz se boli poochnay ke اسپریڈز wasee pemanay par mukhtalif ho satke hain. blue chup companian jo dow jones industrial average tashkeel deti hain un ki boli poochnay ka spread sirf chand cents ho sakta hai, jab ke aik chhootey keep stock jo ke aik din mein 10, 000 hasas se kam tijarat karta hai is ki boli poochnay ka phelao 50 senate ya is se ziyada ho sakta hai.

    Difference

    Boli ki qeematein is buland tareen qeemat ka hawala deti hain jisay tajir security ke liye ada karne ko tayyar hain. doosri taraf poochnay ki qeemat se morad woh sab se kam qeemat hai jis ke liye is security ke malkaan usay baichnay ke liye tayyar hain. agar, misaal ke tor par, aik stock $ 20 ki talabb ki qeemat ke sath tijarat kar raha hai, to is stock ko kharidne ke khawahish mand shakhs ko usay aaj ki qeemat par kharidne ke liye kam az kam $ 20 ki peshkash karni hogi. boli aur poochnay ki qeematon ke darmiyan farq ko aksar boli poochnay ke phelao ke tor par kaha jata hai.

    • #3 Collapse

      Re: Difference between bid price and ask price......

      kafi best learning share ki hain apne forex trading main best learning and best earning karne k liye forex trading main hard work karna hoga jaab tak hard work k sath kaam nhe hota hain tu benefit b hasil nhe ho skta hain agar ek traders achi earning karne k liye regular learning kare ga tu kamyabi b mil skti hain har traders k pas currency pairs main entry mil jati hain par agar kisi b traders ne forex trading main bina hard work kiye kaam kia tu loss he hoga benefti nhe mil skta hain ask price and bid price main main difftrent hota hain is liye ek traders ko sab say phly forex trading main apni learning ko incress karna chahhiye


      Ask price and Bid Price in forex trading market:


      forex trading main har currency pairs main ask and bid price hoti hain har traders ko kaam karne k liye market main achi tara learning karna b must hota hain qk agar forex trading main jaab tak learning he strong nhe hoti hain tu benefit kabi b nhe mil skta hian ye brokar ka spread b hota hain agar forex main koi buy ki entry karte hain tu unk liye price alag hoti hain or agar koi sell ki entry karte hain tu unk liye price alag hoti hain is liye forex trading main har traders ko kaam karne k liye har rules ka pata hona must hain har rules main learning hoti hain agar forex trading main har person work karta hain tu ek statagey k sath he kaam karta hian bina statagey ka kabi b kaam nhe kare ga


      Click image for larger version

Name:	unnamed.jpg
Views:	2
Size:	55.3 کلوبائٹ
ID:	12351427
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Difference between bid price and ask price......

        Yes dear ap ny bhot acha topic traders k lae choose kiya hai. Jo trader es post ki achi tarha understand karta hai wo acha knowledge hasil karny ma lazmi kamyab ho jaye ga.

        Bid price and ask price.

        Bid or ask price wo essential price hoti hai jis par trader willing hoty hain buy or sell karny k lae. Bid price wo highest price hoti hai jo trader willingly buy karta hai. Or ask price wo lowest price hoti hai jis par trader kio sell ki trade open karna chahta hai. Bid or ask price ka difference bid ask spread kehlata hai. Kisi b market ma teade open karny sy pehle agr trader terminologies sy wafqif ho jaye to ye usk lae bhot beneficial hota hai. Esi learning trader ko achi foundation mohaya karti hai. Bid or ask price basic theories hoti hai jin ko trade ma jany sy pehle samaj lena bhot zaruri hai.

        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211129-115716_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	65.1 کلوبائٹ
ID:	12351473Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211129-115654_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	59.3 کلوبائٹ
ID:	12351474

        Current price.

        Bid price or ask price ka difference samajny sy pehle trader ko market ki current price ka pata hona chahe. Current price market ki wo value hoti hai jo kisi asset ki selling k badlay exchange ki jati hai. Theory ye determine karti hai k current price us jaga par fix ki jati hai jaha par market ma supply or demand meet hoti hain. Supply or demand ka change hony sy current price b change hoti rehti hai. Es k bad ham bid or ask price ka difference discuss kar lety hain.

        Difference between bid price and ask price.

        Bid or ask price maximum buying or minimum selling price ko show karti hai. Bid price ko commonly ham bid k name sy show karty hain or ye wo maximum price hoti hai jo buyer willingly pay karny k lae agree ho jata hai. Similarly ask price wo minimum price hoti hai jo trader sell karny k lae willingly pay karty hain. Bid price commonly current price sy higher hoti hai or ask price current price sy lower hoti hai. Bid or ask price ka difference darasal bid ask spread kehlata hai.

        Bid ask spread
        .

        Bid price or ask price k difference ko ham bid ask spread kehty hain. Both bid price or ask price constantly change hoty rehty hain. Ye market ki liquidity par b depend karty hain. Ye liquidity trader ko enable karti hai k wo buy or sell market value par kar sakty hain. Jb market less liquid ho gi to phr es state ka opposite true ho ga. Es case ma spread high ho jata hai or es tarha market ma trader k lae sell or buy karna difficult ho jata hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X