Forex trading mein kamyabi kaise milti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein kamyabi kaise milti hai?
    assalam o alaikum
    umeed karta hn sb members thk honge aur khairyiat se honge .dear member aj mein apko forex trading mein kamyabi hasil karne ke different method btaonga.
    trading knowledge
    dear forex member forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye forex trading ke knowledge ka hona bahut zroori hai.es ke lyie apke pass forex market ke different features ke bare mein janana bahut zroori hai.aur forex trading ke knowledge mein market ka tamam knowledge shamil hai.
    trading practice
    forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye hamen trading ki practice karni chahie jitni zyada hum trading ki practice karenge utani zyada hamara trading knowledge increase hoga aur jitni zyada hamare pass trading ka knowledge hoga utani achi hum trading kar sakte hain.
    What is demo account
    demo account aik virtual trading account hota hai jiski madad se hum trading ki practice karke trading ko seekh sakte hain.demo account per hamen virtual bonus milta hai aur demo account per trading ke dauran hone wala nuksan aur profit bhi virtual hota hai. Eski madad se hum apni trading skills ko improve karke forex trading mein expert ban sakte hain.
    daily market analysis
    dear forex member agr ap forex trading mein kamyabi hasil karna chahte hain tu apko apna timetable banana chahie aur daily basis market ki movement ko analyse karte rehna chahie jitni zyada ap market ko analyse karenge utni zyada apko market ke trend ke bare mein maloom hoga aur utni zyada ap apni trade ko market ke trend ke mutabik open karke apni trade se acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein kamyab bussinessman ban sakte hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein kamyabi kaise milti hai?

    Asslam o alikum umeed ha sab khairiyat se hon ga ham logo ko is ma trading karna se pehla is ka bara ma knowledge aur experience hona zarori ha jitna ham logo ka pass knowledge aur experience ho ga ham log is ma itni achi profit kama sakhta han is ma ham logo ko knowledge hasil karna ka liye market ko har roz analysis karna chahiye aur is ko time dana chahiye a ka ham logo ko is ma market ka bara ma pata chal sakha aur ham log is ko agar daily basis pa analysis ara ga to ham logo ko is ma achi tara profit ho sakhta han is ma ham logo ko demo account use karna chahiye aur is ma ham logo ko is ma stop loss ka istamal karna seekhna chahaiye aur is ma ham log jab achi tara market ko analysis kara ga to ham logo ko bhot achi tara is ma profit kama sakte hai jab ham log is achi tara time table bana ka aur is ma ham logo ko risk ko manage karna bi sikhna chahiye aur jab ham log is ma ye sab kam kar lay ga t ham log is ma acha trader ban sakta han aur ham log secure trading kar sakta han ham logo ko is ma achhi trading karna ka liye is ma lot size kam use karna chahiye kyu ka ham log agar is ma big lot size use karta han aur ham logo ki trade loss ma chale jay to ham logo ka account wash hona ka bi khatra hota ha is liye ham logo ko is ma lot szie kam istamal karna chhaiye

    اب آن لائن

    Working...
    X