Importance of ""Hammer Candlestick Pattern"" in forex trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of ""Hammer Candlestick Pattern"" in forex trading...
    Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga, aur forex market sa daily basis per ak acha gain le raha hon ga. Dear traders forex trading ak risky business ha is man traders ko bhot losses hota han. Isliye forex ko acha sa seekh ker karen.

    Importance of Candlestick Patterns in forex trading:

    Forex trading k doran trader currency pairs aur commodities ki price movements ko smajhna k liye price chart ko read kerta ha, q k price chart patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Candlestick Patterns currency pairs aur commodities k price chart man price ki movement ko track kerna k liye use hona wala most important technical tool han. Trader forex trading man kisi b currency pair ya commodity ko buy/sell kerna k liye candlestick patterns per depend kerta ha. Aj man apka sath ""Hammer Candlestick Pattern"" per trading k related apna knowledge share kerta hun.

    Hammer Candlestick:

    Hammer candlestick ak small real body ki bullish/bearish candle hoti ha jiksa lower wick long hota ha aur upper wick smaller ya zero hota ha. Hammer candlestick ka upper wick iski real body k double sa bara hona zarori ha. Ye candle currency pairs aur commodities k price chart man long bearish trend k bottom per commonly banna wali candle ha. Ye candle buyers aur sellers k dermiyan indecision ko batati ha.

    Hammer Candlestick Pattern:

    Hammer Candlestick Pattern ak bullish trend reversal candlestick pattern ha jo currency pairs aur commodities k price chart man long bearish trend k bottom per banta ha aur iska bad price bhot tazi sa oper jati ha.
    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-27T180540.549.jpeg
Views:	51
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12480325Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-27T180522.476.png
Views:	11
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12480326
    Identification of Hammer Candlestick Pattern in Price Chart:

    Hammer Candlestick Pattern price k bullish trend ko bearish trend man change ker deta ha is liye is pattern ko Bullish Candlestick Pattern kehta han. Hammer Candlestick Pattern two candles per moshtamil hota ha.

    1. Is pattern man first candle Day-1 ki Hammer Candlestick banti ha, jo buyers aur sellers k dermiyan indecision ko batati ha.

    2. Is pattern man second candle Day-2 ki long real body ki bullish candle banti ha, jo first candle ki real body k sath ""gap-up"" k sath open hoti ha.

    Note: Hammer Candlestick ki lower long wick no price action area man banna bhot zarori ha. Ager long wick no price action man ho to ye candle trend reversal ka signal deta ha lakin ager long wick price action area man ho to isko ""Fake Hammer Candlestick"" kehta han aur ye current trend ki continuation ka signal deti ha.
    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-27T180558.287.png
Views:	9
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12480324
    Trading with Hammer Candlestick Pattern:

    Hammer Candlestick Pattern per trading kerna k liye trader ko is pattern k complete hona ka wait kerna chaheye. Jab ye pattern complete ho jae to trader ko chaheye k wo new candle k open per ""buy ki trade"" active ker de. Aur secure trading k liye zarori ha k trader is trade k sath Stoploss aur Take Profit ka use kara, q k forex market man koi b trader 100% accurate nahe ho sakta isliye market price ki reverse movement ko mind man rukhta howa Stoploss aur Take Profit ka use lazmi ha. Hammer Candlestick Pattern per trading k doran trader ko Stoploss hammer candlestick ki low sa nicha place kara aur Take Profit ko next resistance levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place kara.
    ...Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-27T180646.255.jpeg
Views:	4
Size:	21.3 کلوبائٹ
ID:	12480323
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of &quot;&quot;Hammer Candlestick Pattern&quot;&quot; in forex trading...

    Yes forex trading chart ma bhot sari candles available hain or en candlestick types ki learning ki he base par trader trade karty hain. Agr trader k pass en candlestick ki knowledge ni ho to usk lae profit hasil kar pana impossible ho jaye ga. Es topic ma ham asi he ik candlestick type ko discuss karyn gy.

    Hammer candlestick : discussion.

    Hammer candlestick bhot important candlestick hai or es ki formation ki bat karyn to es candlestick ki long wick hoti hai or es ki body small hoti hai. Agr dekha jaye to es ki wick es ki body ki lenght k double in size hoti hai. Ye candle chart ma frequently nazar ati hai or ye trend k bary ma analysis karny ma help karti hai. Hammer candlestick downward trend k end par nazar ati hai or ye indicate karti hai k market ma bullish trend any wala hai. Es candlestick ki 2 types hoti hai but important en ma bullish hammer candlestick ko he samja jata hai. Bullish hammer candlestick ki small bullish body hoti hai or long tail hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211128-165842_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	23.2 کلوبائٹ
ID:	12351415Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211128-165442_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	23.3 کلوبائٹ
ID:	12351416

    1. Bullish hammer candlestick.

    Ye candlestick down trend k end par aksar dakhny ko melti hai or ye bullish reversal ka signal farham karti hai. Ye pattern ye indicate karta hai k forex market ki price new high tak drop ho chuki hain or phr market ma buying pressing enter hota hai or ye market ko buy ma pull kar deta hai. Lower wick ye show karti hai k market price reject ho chuki hain or market ma ye potential develop ho giya hai k ye bull ki taraf travel kar saky.

    2. Inverted hammer candlestick.

    Ye candlestick like bullish hammer candlestick market ma bullish reversal ka he signal deti hai. Jesa k name sy suggest hai inverted hammer es candlestick ki tail long or up side par hoti hai or es ki body small or bullish hoti hai but ye downward side par located hoti hai. Ye candle b downward trend k end ma show hoti hai or ye signal deti hai k market ma bullish pressure develop hony wala hai. But trader ko es candlestick k bad banany wali candlestick ka wait karna chahe or agr ye bad wali candle bullish movement ka signal dey rahy ho to he trader ko es trade k lae khud ko ready karna chahe.
    • #3 Collapse

      Re: Importance of &quot;&quot;Hammer Candlestick Pattern&quot;&quot; in forex trading...

      Dear friend, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga, aur forex market sa daily basis per ak acha gain le raha hon ga. Dear traders forex trading ak risky business ha is man traders ko bhot losses hota han. Isliye forex ko acha sa seekh ker karen.ges say ap ko kameyabi hasil ho sakty hy

      Forex market main candal stick patren ki importance

      currency pairs aur commodities ki price movements ko smajhna k liye price chart ko read kerta ha, q k price chart patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Candlestick Patterns currency pairs aur commodities k price chart man price ki movement ko track kerna k liye use hona wala most important technical tool han. Trader forex trading man kisi b currency pair ya commodity ko buy/sell kerna k liye candlestick patterns per depend kerta ha Hammer candlestick bhot important candlestick hai hum as k bary main apna knowledge shear karty hain

      What is hamer candal
      Click image for larger version

Name:	images (18).jpeg
Views:	1
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12351434


      Hammer Candlestick Pattern aik bullish trend reversal candlestick pattern hy. jo currency pairs or commodities k price chart main long bearish trend k bottom pr bnta hy or es k bd price bhot tezi sy oper jati hy.
      Hammer candlestick aik small body ke bullish/bearish candle hoti hy. jis ka lower wick long hota hy or upper wick smaller ya zero hota hy. Hammer candlestick ka upper wick es ke real body k double sy bara hona zarori hy. Yeh candle currency pairs or commodities k price chart main long bearish trend k bottom pr commonly banna wali candle hy. Yeh candle buyers or sellers k dermiyan indecision ko btati hy.
      Hammer Candlestick Pattern price k bullish trend ko bearish trend main change kr deta hy es liye es pattern ko Bullish Candlestick Pattern kehty hain. Hammer Candlestick Pattern two candles per moshtamil hota ha.
      Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	45
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12351435

      Hamer candal stick ki identification


      Is pattern man first candle Day-1 ki Hammer Candlestick banti ha, jo buyers aur sellers k dermiyan indecision ko batati ha.
      Is pattern man second candle Day-2 ki long real body ki bullish candle banti ha, jo first candle ki real body k sath ""gap-up"" k sath open hoti ha.
      Hammer Candlestick Pattern price k bullish trend ko bearish trend man change ker deta ha is liye is pattern ko Bullish Candlestick Pattern kehta han. Hammer Candlestick Pattern two candles per moshtamil hota ha.
      Ye candlestick like bullish hammer candlestick market ma bullish reversal ka he signal deti hai. Jesa k name sy suggest hai inverted hammer es candlestick ki tail long or up side par hoti hai or es ki body small or bullish hoti hai but ye downward side par located hoti hai. Ye candle b downward trend k end ma show

      Hamer candal stick patren per order place karna

      trader ko es pattern ko complete hona ka wait krna chaheay. Jb yeh pattern complete ho jy to trader ko chaheye k wo new candle k open pr buy ki trade lga dyn or safe trading k liye zaruri hy k trader es trade k sath Stoploss or Take Profit ka use krein. Hammer Candlestick Pattern pr trading k doran trader ko Stoploss hammer candlestick ke low sy down place krein or Take Profit ko next resistance levels pr place krein.aur Take Profit ka use kara, q k forex market man koi b trader 100% accurate nahe ho sakta isliye market price ki reverse movement ko mind man rukhta howa Stoploss aur Take Profit ka use lazmi ha. Hammer Candlestick Pattern per trading k doran trader ko Stoploss hammer candlestick ki low sa nicha place kara chahye

      Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	1
Size:	31.5 کلوبائٹ
ID:	12351437
      • #4 Collapse

        Re: Importance of &quot;&quot;Hammer Candlestick Pattern&quot;&quot; in forex trading...

        G han dear member aap ny bahut he achy andaaz men ham sab ko Hammer ky mutaliq kafi mufeed malomaat di hain jin ka ham achy sy istamaal kar sakty hain, Lekin main bhi yahan par kuch khaas khaas malomaat
        hammer ky bary men share karna chahon ga to chalen shoro karty hain!

        Introduction

        Candle stick chart mein hathora qeemat ka aik namona hai jo is waqt hota hai jab koi security tijarat –apne aaghaz se numaya tor par kam hoti hai, lekin iftitahi qeemat ke qareeb band honay ki muddat mein reliyan hoti hai. yeh namona hathoray ki shakal ki shama daan banata hai, jis mein nichala saya haqeeqi jism ke size se kam az kam dugna hota hai. candle stuck ka body khuli aur band qeematon ke darmiyan farq ko zahir karta hai, jabkay saya is muddat ke liye ziyada aur kam qeematon ko zahir karta hai.

        Definition


        • Candle stuck Chart mein hathora qeemat ka aik namona hai jo is waqt hota hai jab koi security tijarat –apne aaghaz se numaya tor par kam hoti hai, lekin iftitahi qeemat ke qareeb band honay ki muddat mein reliyan hoti hai.
        • Yeh namona hathoray ki shakal ki shama daan banata hai, jis mein nichala saya haqeeqi jism ke size se kam az kam dugna hota hai. candle stuck ka body khuli aur band qeematon ke darmiyan farq ko zahir karta hai, jabkay saya is muddat ke liye ziyada aur kam qeematon ko zahir karta hai .




        Understanding

        Security ki qeemat mein kami ke baad hathora is waqt hota hai, jo yeh batata hai ke market neechay ka taayun karne ki koshish kar rahi hai. hathoray farokht knndgan ki taraf se aik nichala hissa bananay ke liye mumkina had bandi ka ishara dete hain, jis ke sath qeemat mein izafay ke sath qeemat ki simt mein mumkina ulat phair ki nishandahi hoti hai. yeh sab aik hi muddat ke douran hota hai, jahan qeemat khilnay ke baad girty hai lekin phir khilnay wali qeemat ke qareeb band honay ke liye dobarah group ban jati hai . hathoray ziyada mo-asar hotay hain jab un ke agay kam az kam teen ya is se ziyada girty hui mom batian hoti hain. girty hui mom batii woh hoti hai jo band honay wali mom batii se pehlay band hoti hai .
        aik hathora aik" t" ki terhan nazar aana chahiye. yeh hathoray ki mom batii ki salahiyat ki nishandahi karta hai. hathora mom batii is waqt tak qeemat ke ulat jane ki nishandahi nahi karti jab tak is ki tasdeeq nah ho jaye .
        tasdeeq is waqt hoti hai jab hathoray ke baad candle hathoray ki band honay wali qeemat se oopar band hojati hai. misali tor par, yeh tasdeeqi mom batii mazboot khareed ko zahir karti hai.

        Example

        Tasdeeq agli mom batii par aayi, jis ne ziyada farq kya aur phir dekha ke qeemat hathoray ki band honay wali qeemat se qareeb qareeb tak boli jati hai .
        Tasdeeq ke douran, mom batii tab hoti hai jab tajir aam tor par kharidne ke liye qadam rakhtay hain. aik stap nuqsaan hathoray ke nichale hissay se neechay rakha jata hai, ya hatta ke mumkina tor par hathoray ki asli body ke bilkul neechay rakha jata hai agar tasdeeq candle ke douran qeemat jarehana tor par ziyada ho rahi ho .
        aik hathora aik" t" ki terhan nazar aana chahiye. yeh hathoray ki mom batii ki salahiyat ki nishandahi karta hai. hathora mom batii is waqt tak qeemat ke ulat jane ki nishandahi nahi karti jab tak is ki tasdeeq nah ho jaye .
        Tasdeeq is waqt hoti hai jab hathoray ke baad candle hathoray ki band honay wali qeemat se oopar band hojati hai. misali tor par, yeh tasdeeqi mom batii mazboot khareed ko zahir karti hai.


        Click image for larger version

Name:	hammerr.png
Views:	2
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12351751
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Importance of &quot;&quot;Hammer Candlestick Pattern&quot;&quot; in forex trading...

          asalam o alikum dear members umeed Hy ap sb khariyat Sy hon gy jesa k AP janty Hain k forex bht he risky business hy aur es pr kaam Krny k liye Hmain zyada Sy zyada knowledge or experience ko increase krna chaheay,tb he forex pr easily kaam kr skty hain.agr hum achay triky se kam kar gay hame faida hoga.

          Hammer candlestick:
          dear friends is topic pr aik bahut hi zaruri bat apko bataoo Hammer candlestick bhot important candlestick patteren hai or es ki formation ki bat karyn to es candlestick ki long wick hoti hai or es ki body small hoti hai. Agr dekha jaye to es ki wick es ki body ki lenght k double in size hoti hai. Ye candle chart ma frequently nazar ati hai or ye trend k bary ma analysis karny ma help karti hai. Hammer candlestick downward trend k end par nazar ati hai or ye indicate karti hai k market ma bullish trend any wala hai. Es candlestick ki 2 types hoti hai but important en ma bullish hammer candlestick ko he samja jata hai. Bullish hammer candlestick ki small bullish body hoti hai or long tail hoti hai.isko hum strong sell ya buy k liye use kr sakty hain umeed hai apko achi trh samjh aya hoga.
          Click image for larger version

Name:	candlestick-patterns-candle-stick-pattern-set-one-candlestick-patterns-often-appear-trading-char.jpg
Views:	3
Size:	80.7 کلوبائٹ
ID:	12351757
          Hammer Candlestick Pattern:
          dear friends ap pichly topic ko read krne ka bad is topic ko read lazmi kare Hammer Candlestick Pattern ak bullish trend reversal candlestick pattern ha jo currency pairs aur commodities k price chart man long bearish trend k bottom per banta ha aur iska bad price bhot tazi sa oper jati ha.is topic ko smjhna bahut zaruri hai.
          Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12351758
          Trading with this pattern:
          dear friends is topic mn apko bahut impirtant bat pata chly ga isko lazmi read krna Hammer Candlestick Pattern pr trading krny k liye trader ko es pattern ko complete hona ka wait krna chaheay. Jb yeh pattern complete ho jy to trader ko chaheye k wo new candle k open pr buy ki trade lga dyn or safe trading k liye zaruri hy k trader es trade k sath Stoploss or Take Profit ka use krein. Hammer Candlestick Pattern pr trading k doran trader ko Stoploss hammer candlestick ke low sy down place krein or Take Profit ko next resistance levels pr place krein.es pattern ko smjhny k liye hmary pas knowledge Hona bht zaruri Hy.agr knowledge mahi hoga to hum.is mn acha kam aur achi trade nahi laga sakty is kiliye mehnat bahut zaruri hai .

          اب آن لائن

          Working...
          X