Bollinger Bands Technical Indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bollinger Bands Technical Indicator
    Assalamualikum dosto aj ham bat karein ga bollinger band ka bara ma ,ya john bollinger na 1980 ma invent kiya ha ,bollinger band short term trader ka lie or long term trader ka lie kafi useful indicator ha or iski kahs bat ya ha apko bazar ki range ka asani sa pata chal jata ha .

    What is Bollinger band?

    Dosto bollinger band moving avergae ap depend ek indicator ha matlab ki commmodity kas haere market pa depend indicator ha ,isma 3 lines hoti hain sab sa uper wali line ko kahta ha uper band ,sabsa necha wali line ko kahta ha lower band,or middle line ko kahta hain middle band .Dosto bollinger badn ma jo middle band hota ha wo SMA ko btata ha simple moving average or iska uper or lower band hota ha ha wo sma ka standard deviation ko btata hain .

    How Does Bollinger band Works?

    bollinger band ka isktemal karna k lie jasa ka 3 line hoti ha ,middle band pichla kuch dino ki average batati ha ,ya bands price ma hona wali volatility ma badalta rahta hain ,jab price ma volatility barh jati ha to ya lare hojata ha ,or jab pricec ma volatility ka hojati to ya small hoajata ha ,iska ilawa price bollinger band a bh bi ja sakta ha magar kuch dair ka liee fir wapis ajata ha .Jab price upper band ko touch karta ha tab hamei selling nahi karna chaye kuk wo strong uptredn hota ha ,Jab price lower band ko touch karta ha tab hamei buyingnahi karna chaye kuk wo strong uptredn hota ha , or jab bollinger band shrink hojata ha ika matlab ha market range bound ma ha or jald hi change ana wali ha ya change bullish bi hoskata ha bearish bi hosakta ha ,ya jana k lie hama dusra indicator ki help lana zaruri hojata ha ,jasa MACD,RSI, jab prcice middle band pa support banata ha iska matlab ya ha ka abi bi buying zone ha or isi tarah price resistance pa test kra to abi bi sell zona chal raha ha .

    Click image for larger version

Name:	bollinger band.png
Views:	1
Size:	245.6 کلوبائٹ
ID:	12480300
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bollinger Bands Technical Indicator

    Dear friends hume analysis karne mein indicators ka bhi use karna chahiye hamare technical analysis bahut ache ho jate hain indicator k sath bollinger band indicator bhi aap ki achi help karta hai trading mein aap best analysis kar sakte hain aur is indicator k mutabik achi trade karte hain.

    Bollinger Band indicator:

    Forex trading mein hume indicator ko use karna chahiye aur ye kafi ziyda indicator hain har indicator ka apna apna kaam hota hain forex main kuch best indicator bhi maujood hain jinka kafi zyada use hai jab k bollinger bands indicator jis main ek traders achi tara practice k k kaam kar sakte hain ye aik best indicator hai bollinger bands indicator 3 line main hota hain jis main traders practice karke bollinger bands indicator k rules ko follow karke he hum proper time de kar ache se benefit hasil kar sakte hain ye pattern pe work bhi karte hai support or resistance pay b kafi work kiya jata hain.

    How to use Bollinger band indicator:

    Hume inka acha use karna chahiye agar Bollinger band indicator ko use karna hain tu isko bahut he carefull say use karna hoga jab hum isko samajh len gay faida hai kyun k Bollinger band indicator kafi best hain or jo b traders inko use kar rahy ahin woh sab ache traders kafi soach smajh k sath and rules ko follow kar k he is Bollinger band indicator ko use kar rahy hain is indicator ka proper use karna chahiye is Bollinger band indicator main uperline ko agar touch kare tu sell ka signles ban skte hain market sell hone k chances hote hain bhot he ihteyat k sath use karne wale traders afi kamyabi pah skte hain.


    Breakout of band’s:

    Aziz members iske breakouts ki samajh honi chahiye taqreeban tamam price actions bands k darmiyaan hi hoty hain lkn baaz auqat market sy bahir nikal jati hai yeh breakout 1 major event hota hai breakout ka acha faida hai breakout basically koi signal nhi hota bahut sy log is breakout ko signal samajh kar trade karty hain aur loss ho jata hai. Hume lazman is men hamesha kehta hain k sirf indicator pey dependent na hn bal k price action r charts ko samajh k confirmation k baad trade len.


    Resistance and Support:

    Resistance and Support ka use hone k liye hume support and resistance ka istemal karna chahiye isliye sab say best indicator hain or kafi had tak lot of benefit deta hain iska ue karna bahut zaroori hai buy and sell ka singles dene k liye sabse best indicator ko find karna parta hain hume ye indicator is pattern mein bhi faida deta hai jis main bollinger bands indicator sab say perfect hain aur kafi benefit de sakte hain ye bollinger bands indicator.



    Click image for larger version

Name:	sss.JPG
Views:	1
Size:	54.7 کلوبائٹ
ID:	12351358
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Bollinger Bands Technical Indicator

      Introduction

      Bollinger bands aik takneeki tajzia ka tool hai jis ki wazahat trained lines ke aik set ke zariye ki gayi hai jis mein do mayaari anhrafat ( misbet aur manfi tor par ) security ki qeemat ke saada moving average ( sma ) se daur hain, lekin jisay Sarif ki tarjeehat ke mutabiq adjust kya ja sakta hai .
      Bollinger bands ko mashhoor takneeki tajir jaan Bollinger ne tayyar kya aur copy right kya, aisay mawaqay talaash karne ke liye design kiye gaye jo sarmaya karon ko asasay ke ziyada farokht ya ziyada khareeday jane ki soorat mein munasib tareeqay se shanakht karne ka ziyada imkaan faraham karte hain.

      Definations

      • Bollinger bands aik takneeki tajzia ka aala hai jisay jaan بولنگر ne over sealed ya ziyada khareeday jane walay signals peda karne ke liye tayyar kya hai .
      • Teen linen hain jo بولنگر bindz ko compose karti hain : aik saada moving average ( darmiyani baind ) aur aik oopri aur lower baind.


      How to find out Bollinger Band?

      Bollinger bands ka hisaab laganay ka pehla marhala zirbhs security ki saada moving average ki ginti karna hai, aam tor par 20 din ka sma istemaal karte hue. 20 din ki moving average pehlay data point ke tor par pehlay 20 dinon ke liye band honay wali qeematon ka ost nikalay gi. agla data point ibtidayi qeemat kam kere ga, 21 din ki qeemat shaamil kere ga aur ost le ga, waghera. agla, security ki qeemat ka mayaari inhiraf haasil kya jaye ga. mayaari inhiraf ost tagayur ki aik ریاضیاتی pemaiesh hai aur adad o shumaar, muashiaat, accounting aur fnans mein numaya tor par numaya hoti hai . diye gaye data set ke liye, mayaari inhiraf is baat ki pemaiesh karta hai ke ost qader se kitney phailay hue number hain. mayaari inhiraf ka hisaab mutaghayyar ke murabba jarr ko le kar lagaya ja sakta hai, jo bazat khud wast ke murabba farq ki ost hai. is ke baad, is mayaari inhiraf ki qader ko do se zarb den aur dono sma ke sath har aik point se is raqam ko jorhin aur ghatain. woh oopri aur nichale baind tayyar karte hain.

      Bollinger Band Formula

      BOLU=MA(TP,n)+m∗σ[TP,n]BOLD=MA(TP,n)−m∗σ[TP,n]where:BOLU=Upper Bollinger BandBOLD=Lower Bollinger BandMA=Moving averageTP (typical price)=(High+Low+Close)÷3n=Number of days in smoothing period (typically 20)m=Number of standard deviations (typically 2)σ[TP,n]=Standard Deviation over last n periods of TP
      Importance

      Bollinger bands® aik intehai maqbool taknik hai. bohat se taajiron ka khayaal hai ke qeematein oopri baind ke qareeb jayen gi, market itni hi ziyada kharidi jaye gi, aur qeematein nichale baind ke qareeb jayen gi, market itni hi ziyada farokht hogi. jaan بولنگر ke paas 22 usoolon ka aik set hai jis par amal karne ke liye baind ko bator tijarti nizaam istemaal kya jaye. zail mein dukhaay gaye chart mein, bollinger bands® stock ke 20 din ke sma ko oopri aur nichale baind ke sath stock ki qeemat ki rozana ki naqal o harkat ke sath brikt karta hai. kyunkay mayaari inhiraf utaar charhao ka aik pemana hai, jab markitin ziyada utaar charhao ka shikaar ho jati hain to baind wasee ho jatay hain. kam ghair mustahkam adwaar ke douran, baind ka moahida.



      Click image for larger version

Name:	BAND3.jpg
Views:	1
Size:	229.9 کلوبائٹ
ID:	12351408

      اب آن لائن

      Working...
      X