Forex market ho ya stock ho ya dunia ke koi aur dosri trading market, sb supply aur demand pe chalti hain. Supply aur demand ko samjhna aur us kay asoolon ko samjhna sab sy zaida important hai kun kay ye wo main cheez hai jo markets ke price ko up ya down move karte hai. Aap nay supply aur demand kay concept ko samjhna hai aur phir us sy related aany wali news ko daily obseve karna hai. Aur phir un news main sy jo important news hoti hain unkay oper idea lagana hai kay market main demand zaida hay ya supply is tarike se ham market ki judgement karte Hain ki market Nahin aap train mein jana hai ya downtrend mein jana hai to tabhi hamari trading successful ho sakti hai kyunki hamen market ki trend ko find karne ke liye supply and demand ko jarur dekhna padta hai.
What is Supply...?
Supply wo mikdaar ya tadaad hai jo matket main kise currency ya commodity ke jo market main mojood hoti hai. Agar kise currency ke supply market main zaida hoti hai to us currency ke value main kami wakiya hoti hai. Aur esi kay baraks agar kise currency ke supply main kami aay to us ke value main izzaffa hota hai. Log zaida tar wo cheezin khareedty hain ya un cheezon main invest karty hain jinke supply km hoti hai kun kay un ke value main musalsal izzfa dekhny ko milta hai. Jesa kay aap diamond aur normal pathar ka andaza laga lain. Diamonds ke supply km hai to aapko bahut mehngy milty hain lekin normal pathar aapko har jagha sy milty hain to wo free hain ya bahut sasty hain.isliye jab market men supply start hoti hai to market downtrend jana shuru kr seti hai.
What Is Demand...?
Demand ka urdu main matlab bhe Talab hain, jis ka matlab hay kay market main kise bhe asset ke kitne requirement hai. Jab market main kise currency ke demand main izafaa hota hai to iss ke value bhe zaida ho jaate hay aur esi tarha jab kise currency ke demand main kami aati hay to ess ke value main bhe kami ho jaate hai.jab demand ziada hoti hai to koi bhi currency ya commodity ooper jana shuru kr deti hai aur usmen uptrend jana shuru kar deti hai.
Three States Of Supply And Demand....
First Demand exceed supply, Jab matket main demand zaida aur supply kum hoti hai to demand supply competition ke wajha sy price main izaffa hota hay.aur wo uptrend men jana start ho jati hai aur iss time oe ham market mein buy ke order lete hain.
Second Supply exceed demand. Jab market main supply zaida aur demand kum hote gai to esi soorat main market ke value main kami aati hai.aur market ka trend down jana shuru ho jati hai aur iss time pe ham market men sell ki trades lete hain.
Third Equilibrium, Jab market main demand aur supply dono barabar hon, yani kay demand jitne ho utne he supply ho to market ke value na to kum hoti ha na zaida hoti hai.aur iss time market sideway position men hoti hai aur iss time ham market men bilkul bhi trade nhi le sakte hai q k iss time market men koi trend nhi hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим