What is swoon effect in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is swoon effect in trading
    AOA

    ​introducation
    friends kya hal hai aapke Main ummid Karta Hun ki aap khairiyat se Honge aur apni e Forex trading mein Main acchi Main acchi earning Hasil kar rahe Honge future mein lagatar earning Hasil karne ke liye bahut hard working aur koshish Karni hoti hai aur hardworking ke sath Humko Forex ke sath trading ke liye information knowledge ki zarorat hoti hai jo traders always informations aur knowledge Hasil Karte rahte hain vah acchi trading Karte Hain Unki Har trade profitable hoti hai Kyon Ke a vah market ke sath attach rahte hain q k forex market Main Har Lamha price ki changing hoti rahti Hain Inko samajhne ke liye Inka analysis karna bahut Jaruri Hota Hai Taki ham Apne Apne trade perfect banaa sake aaj ki post mein ap ky sath apna sknowledge share karna na chahta hun joki market Swoon effect hota hai to uski kya Wajah hoti hai aur trading per Kaise Asar Andaz Hota Hai
    Market mein tamam stock ke price ya value suddenly chang ho jy to es ko swoon effect kah jata hy

    Other Effects & Swoon Effect


    market mein suddenly ak changing create hote hy jes mein stock ke tamam value ya price chang ho jate hn es changing per jo b effect hota ya es effect ky asarat news seu attech hn market sey out effect dalte hn or ye deslin hote hy or market mein es waja moment bohat zada breh jate hn aam moment ky berakas ye desline us waqat paida hote hn jb koi malee ya maashe news ate hy jo market bohat asar andaz hote hy or b kese big problme ke waja sey ya jb humara stock exchang kese problme ke waja sey bohat zada ghir jy us waqat market mein swoon effect hota hy jb market mein bohay zada interruption paida hota hy or effect sy market price ya value bohat zada chang ho jate hn ye sab kuch in effect ke waja sey hota hy jrs mein dunia mein koi bhoran paida hota zada ter us time per ye changing hote hn

    (Market crashe down)


    Political & War Effected in swoon

    swoon effect mein sab sey bare waja mulki halat b asar andaz hoty hn agar kese mulk key halat o wayat mein suddenly koi political ya war key problme ho ho jaty hn or ye sab kuuh achanak hoty hn jes ke waja sey sermayadar apna stock forun sell karty hn ya phere apna sermaya market sey nekal ley ty hn or jrs ke waja market bohat teeze ky sath ghir jate hn or aksar ap ny suna ho ga stock market ghir gai hn to us ke waja yehe ho te hn or es key ellawa political problme b hoty hn kese mulk key political halat theak nahe rahty ya amman nahe rahty ya kese mulk mein tteorism ky asrat brahty hn to wakyat ke waha sey stock index mein ya price mein jo changing hote hn ormarket stock ke price ghirte hn ya semaidar apna sermaia nekal lyte hn ya apna stock sell karty hn es waja sey market mein swoon ky asrat paida hoty hn jo kafi ersa tak market per hoty hn or market stable hony time lagta hy rs halat mein trading karna bohat defficult hota hy doch samjh kar trading ya wait kaein



    (Swoon effected in world stock market)

    Relieve from swoon effect

    swoon effect ko bohat time lata hy or trader ko in halat mein bhe market ky dath touch tana ho ga or commodite per ya jin cheez per wo yrading karty hn un per nazat b rakhy ty rahna ho or un ka analysis b karna chahey or news per fouse rakhein q k matket mein to hr time yrafing hote rahte hy es ly jahan b ap ko ache matket milte hy apny trading ko phere sey shuru kar ln qq k market agar ghire hy to es oper b ana hy agar market per bora time hy acha time b aye ga apne ap ka confidence improve kartu rahein market ke ase condication mein jo traders pursakon rakhty hn or tension nahe ly wo he rxpert traders hoty hn ase condication mein apne account ko manage or safe rakhna imporant hota


    After swoon effected pic

اب آن لائن

Working...
X