What is importance NFP in fore x market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is importance NFP in fore x market
    AOA

    INTRODUCATION
    Friends kya hal hai aapke Mein ummid karta hun ki aap khairiyat Honge aur apni Har trade se profit Hasil kar rahe Honge Main Apni post Shuru karne se pahle is Baat per zoor deta hun ki Hamen knowledge aur informations Hasil karne chahie forex market ke Mota lake in Se Hamare experience badhta hai hamara knowledge improve hota hai aur Hamari trading bahut profitable hoti hai isliye aap es koshish mein rahe ki information knowledge Kis Tarah Milte Hain kahan se Milta hai usko zaror Hasil Karen aur apne knowledge mein improve Karen Taki mustakbil Mein future Mein acchi trade hoti Rahe aur Achcha profit Hasil Ho NFC from payroll yah Kaisa data hota hai Jiske Aane Se market ke moment bahut had Tak teez Ho Jaati Hai Ki trading ke liye bahut important data hota hai yah United State of America ke petrol ka data hota hai aur jab Yatra Aate Hain to market mein bahut zada teeze Nazar Aati Hai

    NFP data kab relesed hota hey


    ye NFP data yanee key non farm payroll daya het month key frist friday ko releas kia jaya hy jb NFP data relese hota hy sham7 pm sy 8 mp tak market mein bohat teez momovement hote or agar in movement per b ap trade open kar ln ap acja profit hasil ho skta or account b washout ho skta hy es ly ap es maka apne trade bohat carefully ky sath karne chahy q k jb ye data relese hota hy ap market mein bohat mushkil ho skte hy NFP data USA ky non fram payroll ky diffrint jobs sy reletef daya hy diffetnt information hote hn jes main ap ko ppervious month ky data ky sath currentt month ke total situation jobs details share ke jate hn es mein new jobs ko bhe adeed kia jata hy or nomber off loss jobs ke infrmation bhe share ke jaye hn es data ko NFP ka jata hy or ye data trading bohat zada effect hota hy es ly es din apne trading bohat acja andaz mein handle karin to acha profit b hadil kar sktu hn or tjore c laperwahe ap ka ac ount bhe wash out b kar skte hy

    Click image for larger version

Name:	nfp-and-forex-trading_body_EURUSDAfterNFPPullback0.png.full.png
Views:	4
Size:	16.9 کلوبائٹ
ID:	12480065


    NFP data ka trading per asar andaz hona


    Click image for larger version

Name:	pre-NFP.png
Views:	4
Size:	44.3 کلوبائٹ
ID:	12480077 none farm payroll Kyunki Har manth Mein release hota hai tu yah Ek Achcha indecator b hy non farm payroll Kyunki Har manth Mein release hota isliye isko Ek acche indicator ke Taur per bhi use Kiya Ja sakta hai isase Maloom ho jata ke economy mein kis Taraf ja rahi hai none farm payroll ke future economy per Kya Ishara ho sakte hain is se Maloom ho jata hai Agar Iske fingers plus Aate Hain To economy stable hone Ki Nishani hoti hai or Agar nagtive finger Aaye hai aur Pata Chalta Hai ke economy fast hai yah slow hai ke economy fast hai yah slow hai yah slow ho rahi hai none farm payroll ki 3 out cam ho sakti hai

    NFP ka asar jin pair per hota hey



    NFP ka asar jin currency pair per hota hy jin currency ky sath USD ata hy wo bohat zada adar andaz hote hn for example EUR/ USD , USD/ JPY , USF/ CHF, GBP/ USD etc sab sy zada asar andaz hote hn rs ellea bhe matket mein kafe effect hota hy or agar apNFP per trading karty hn to bohat caefull hona ho ga q k markey bohat zada moment ho te hy agar ap trade trend ky motabik open hote hy to bohat profit milta ya phere account washout ho jata hy ap chote c mistake ke eaja sey
    Click image for larger version

Name:	i-Qu_0A-B9onhixlDCpv9TxafwEPFD1UYnw1-Ez3DGImUZBdfY0OgMri0PYwXy70RAS9G9aG-9yzygEs6mukuOT1h4sMevLT.png
Views:	2
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12480079
    Result

    higher payroll figure us economy ky ly acha hota hy es point findout karta hy ky new jobs sy economy ko boster hojate hy expected change payroll mein agar ata hy to es ka asar currency pair per mixed asar ata hy or some one member satified hoty hn or kuch undatifelied hoty hnlowrr payroll figure currency market per negative effect dal ta hy or uSD baki currency pair aganst weak hota hy lkn tamam trafers es bat ka uakin karin k trading phaly analyelsis karna hy soch samjh kar trading karne hy or market ke samjh na ay to trafing na karein balk wait karein q k wait karna bhe trade kana hota hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is importance NFP in fore x market

    Assalamu Alaikum dear aapane bahut acchi or detail information NFP se related hamare sath share ki hai. Dear jab Ham Forex trading business main kam Karte Hain To isliye different important factors aur Market per effects karne wali chizon ke bare main hamen complete information aur knowledge ka hona bahut zaruri hota hai tabhi ham is business main successful bhi ho sakte hain dear aaj main bhi aapse isi se related Kuchh information share karna chahti hun.

    What is NFP?

    Dear friends NFP (Non farm payroll) ik aysi important news hoti hai jiski vajah sy market main bahut zyada volatility expected hoti hai. Trading ke liye yah ik bahut hi important economic factor hota hai jo United State of America ki jobs se related data include karta hai.

    Issunce of data

    Dear members Non farm payroll ka data har month ky 1st Friday ko released kiya jata hai. Jab aap Forex trading market main kam karte hain to ismain aapko friday ki shaam ko bahut zyada careful hokar trading karni hoti hy. Kyunki ismain aapko non farm payroll data release hone ki vajah se bahut zyada problem bhi ho sakti hai.Non farm payroll data main United State of America ki different types of job sy related important information shamil ki jaati hain jis main aapko pichly month sy lekar current situation Tak total jobs ki details share ki jaati hai. Jis main new jobs ko bi add ki jati hain or number off lose jobs ki information bi btai ja rahi hoti hai.
    Click image for larger version

Name:	Picture2.png
Views:	3
Size:	283.1 کلوبائٹ
ID:	12351165

    Importance of NFP

    Dear Forex trading business mein non farm payroll ki importance bahut jyada hoti hai Kyunki yah aapko employment ratio ki details Jaane Ke aap job ke sath interest ratio ke bare mein bhi complete information provide karti hai Jiski vajah se aap market mein jyada acche advantages Hasil kar sakte hain.Jab yah data release Kia jata Hai to is ke bad interest rate ki decision making ki Jaati Hai Jo market ko bahot zyada effect kar sakti hai. Is liye apko market Main fundamental analysis par trading karne ke liye non farm payroll ko acchi tarah learn karna hota Hai. Isiliye iski importance ko Samne rakhte Hue Kam Karne Wale traders hi is business main successful hote hain.

    Effects of NFP

    Dear Non-Farm Payroll kun ky her month main relase hota hai to ye aik acha indicator hai ky economy kis tarfa ja rahi hai. Non-Farm Payroll kay figure kay economy par positive effects aur negative effects hoty hain. Agar is ky figures positive ayin to economy stable hony ke nishani hoti hai. Aur agar negative figures aain to eska asar economy par nagative effect parta hai, aur pata chalta hai kay economy fast pace pe hai ya slow ho rahi hai.

    Currency pairs jo NFP sy effect hoty hain

    Dear members Kun ky NFP US economy ka data show karta hai isily jitny bhi pairs hain jin ky sath USD aata hai wo zaida Affected hoty hain. For example EURUSD, GPBUSD, USDJPY, USDCHF weghra sb sy zaida affect hoty hain. Is kay elawa bhi overall market main kafi asar parta hai.Agar aap NFP pey trading karty hain to bahut careful hona parta hai kun ky market main volatility zaida ho rhi hoti hai.

    NFP ky three outcomes ho sakti hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X