dear friends, forex ma trend reversal aur continuation k signals k liay hmain is k tools aur charts k ilawa mukhtalif candle sticks k patterns par depend karna parta ha jo hmain market ki current position aur coming position k baray ma signal daitay hain, in ki base par hm thek time par entry aur exit kartay hain, in hi patterns ma sa aik belt hold lines ha
Belt Hold Lines:
ye candlestick pattern aik minor trend reversal pattern ha, ye single candlestick pattern hota ha jis ko hm Marubozu kehtay hain, jo bullish ya bearish hoti ha aur usi hisab sa trend reversal ki information daiti ha, traders isko identify kar k market ki next moment k liay khud ko ready kar saktay hain
Bearish aur Bullish Belt Hold Lines:
bearish belt hold aik single dark candle hoti ha jo apnay high point ya is k kareeb sa open hoti ha aur apnay low k kareeb close ho jati ha, isi tarah bullish belt hold line single rising candle par mabni hoti ha, is ko yorikiri b kehtay hain, is candle ka b open high k kareeb hita ha aur close low k kareeb hota ha, candles ki length jitni ziada hogi utna hi powerfull aur significant reversal potential hoga, pattern ki confirmation k liay hmain next yani following candle pr depend karna parta ha agr wo b bullish hogi to tb bullish ka signal confirm ho ga, is tarah ki candles dusray candkestick patterns k sath mil kar b significant results daitay hain, ye dark cloud cover aur engulfing pattern ma b use hotay hain,bearish aur bullish belt hold lines ma large candle bearish ya bullish activity ki strength ko show karti hain,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим