meaning of forex trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    forex ka meaning hai k currencies or trading ka matlab hai tijarat. So forex trading ka matlab hai currency trading jaha aap ko boht se pairs available honge jink ko kharid or bech k aap ne tijarat karni hai . Ye business sirf knowledge or talent mangta hain or agr ye dono cheezen aap k pas hai to aap aik boht ache trader ban saktay hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      forex trading aik currency ka karobar hi jis main log currency ko sell ya buy ker ke achi earning ker lete hain agar ap iss business ko join kerna chete ho to ap ko sub se pehle achi learning kerni ho gi then hi ap iss main kamyab ho ge orr earn bi kero ge
       
      • #63 Collapse

        Zahir hai agar efforts nahi honge to bhala kyun koi apko profit dene laga sirf is liyeh k apne 10 20 ya 500 usd deposit kiyeh? nahi yeh apka imtehan hota hai k ap kesay judge krte hain market movements ko.
        • #64 Collapse

          Assalamu alaikum yes i agree forex trading is an earnabale business..lakin har kaam mehnat or lagan mangta h,,jitni mehnat krengay apko uska itna he acha phal milega,,koshish he insan ko perfectionest banaty ha or forex aik acha business ha
          • #65 Collapse

            Forex trading means a huge trading online best business in the world, and best then other trading business, it can increase the ability of any trader to do the successful trading, so we need to do the trading with our best knowledge and experience.
             
            • #66 Collapse

              Forex trading ek great opportunity hai student k liye or un logo k liye jo jobless ho jis k pass ko job na ho wo trading ka knowledge hasil kar k Forex me trading kar k profit hasil kar sakty hai.matlab ya insta forex online trade yani tajarat ka fst zareya ha.trade ka matlab chez ko chez ka sat badlna yani exching goods with good.
              • #67 Collapse

                g brother aap ki bat bikul thek hai aur main aap sa poori tarhan itafaq karon ga main samajhta hon forex main hamari expertise efforts mehnat aur capital sab ko input kia jay ya yah kahin in sab ko mila kar aik achi trading hoti hay
                • #68 Collapse

                  Forex main earning kerne k liye first of all to aap k pass investment honi chahiye, secondly kaam k bare main proper imformation or aap k andar trading skills bhi honi chahiyen, moreover aap ki practice aap ko step to step learn kerwati hai or aap iss main successful hote hain. my dear brother you are right ap ne theek kaha hy agr hum apni koshs karn ga to hum bht quch earn karn ga agr hum koshs he nhi karn ga to hum kase earn kar ga forex ma wo banda kamyab hy jis ko forex k bara ma knowledge .
                  • #69 Collapse

                    that is the totally right friends the main and the essential reason of the success is the skills and the knowledge if we will get the skills and the knowledge the we will easily get the success in the forex easily
                       
                    • #70 Collapse

                      forex business is the best business ever in my life. is business ma hum unlimited money earn kar sakhty hn . but ya money earn karnay k lye hamian hard working or experience ki zarorat ha. it's just like money making machine.
                      :p;):cool:
                      • #71 Collapse

                        forex trading ik profitable bissness hay ya bhot acha bissness hay ham forex trading may earning k saat saat learning may b azafa hota hay or ap is may jitna zada invest kartey hay otna zada ap ko profit ho ga bes ap trading achi traha kar saktey ho or ap k pass forex trading k bry may knowledge hona chaya ap forex may kamyab ho saktey hay ya b kaha ja sakta hay forex trading ka matleb hay invest karna .
                        • #72 Collapse

                          ji si bilkul i am agree with you hamein sb se pehle fundamental analysis aur technical analysis mein khud ko practice krni chahiye us k baad forex mein Allah ka naam le k kaam shuru karein gy to Allah barkat dalay ga
                          • #73 Collapse

                            bilkul forex main success k liye bht sy factor involve hotay hain jis main capital, effort, knowledge, expertise, risk calculation etc jaisay factors hain. in factors ka sahi ratio mila k he koi insan acha trader ban sakta hai
                            • #74 Collapse

                              Airport ya ki exchange offices mein jitnay bhi system hotein hain wo ap samkho sab trading he ho rae hoti hy jb ap apni currecy sy dusari exchange krty ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                dear friend ap nay theek kaha hay kay forex ki meaning kya hay to may ap ko bata hu kay forex ik online bussniss hay jiss say hum ghar baitay profit hasil ker saktain hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X