Robot Trading Forex Trading main Kitni Profitable Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot Trading Forex Trading main Kitni Profitable Hai
    Robot Trading Kia Hai

    Ham forex market main trade kerny ky aik additional options use ker sakty hain ky ham agar khud market main trade nehi ker sakty tou ham koi robot purchase ker ky apny account main set ker dety hain ky phir market ki movement ky sath robot khud hi hamary balance per trades open aur close kerta rehta hai aur hamain isterha trades kerny per maximum trades main profit hasil hota hai aur specially aesy traders ko robot trading bahot profit deti hai jo leaning process main hoty hain aur jinka trading ka experience kam hota hai tou aesy traders bhi forex market main trading ky liay robot purchase ker ky set ker sakty hain jis sy khud trade kerny main jo loss ka risk hota hai woh kam ho jata hai
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_1.png
Views:	1
Size:	167.7 کلوبائٹ
ID:	12479799

    Robot Kia Hota Hai

    Robot aik aesa software hota hai jo market ki movement ky sath active ho jata hai aur ham jo us main setting kerty hain risk level ki tou usky hisab sy robot market main trade open bhi kerta hai aur close bhi kerta hai ky ham jab koi robot apni trading main set ker dety hain tou phir hamain khud na tou market ky analysis kerny ki zarurat hoti hai aur na hi hamain trade open ya close kerny ki zarurat hoti hai hamari trading automatically continue ho jati hai ky jab robot ky mutabiq market kisi direction main maximum movement ker leti hai tou robot same movement per market ky breakout per bhi trade open ker leta hai aur jab market aik limit tak movement ker leti hai tou jo movement correction ky liay hoti hai us per bhi robot trade open ker leta hai aur apni setting ky mutabiq bar bar trades open aur close kerta rehta hai
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_2.png
Views:	1
Size:	20.9 کلوبائٹ
ID:	12479800

    Robot Trading Kitni Profitable Hai

    Agar ham forex market main new hain aur hamain trading ka koi experience nehi hai tou forex market main ham trade kerty huey bar bar loss hi kerty rehty hain kisi trade main hamain profit nehi hota tou aesi surat main agar ham market main achi amount invest ker lety hain tou hamain phir koi acha sa robot purchase ker ky set ker lena chahiay ky phir ham starting main hony waly loss sy bach jaty hain aur hamain trades main profit bhi hasil hona shoru ho jata hai lekin hamain sath sath khud demo account sy trade continue rakhni chahiay ky ham khud jab forex market main trading expert ban jaty hain tou phir ham forex market main robot ky baghair trade kerty huey bhi bahot achi earning kerna shoru ker dety hain lekin jab tak acha experience na ho jaey robot trading hamary liay best option hota hai jis sy ham acha profit bana sakty hain
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_3.png
Views:	1
Size:	144.0 کلوبائٹ
ID:	12479802

    Robot ky Disadvantages

    Jahan forex market main robot sy trade kerny ky bahot sary faidy hain wahan per kuch disadvantages bhi hai ky agar ham market main trade open kerny ka acha chance dekh ker trade open ker ky short time main bahot achi earning ker sakty hain wahan per robot apni setting ky mutabiq hi trade open ker ky limited profit hi hasil ker sakta hai kyun ky robot apni setting ky hisab sy hi forex market main trades open aur close kerta hai aur agar ham kuch amount forex market main investment ker ky robot set ker lety hain tou hamain phir market ko time to time read bhi kerty rehna chahiay ky jab acha profit hasil ho raha ho tou trade robot stop ker ky profit ko withdraw kerwa lena chahiay warna agar ham long time ky bahd market ko open kerain gy tou ho sakta hai hamara account hi wash ho chuka ho kyun ky totally robot per depend kerny per end result account wash ki surat main milta hai
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_4.png
Views:	1
Size:	163.3 کلوبائٹ
ID:	12479804
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot Trading Forex Trading main Kitni Profitable Hai

    Robot Trading Kia Hai
    Reborting trading aik asy trading han joh hud bah hud market ko analysis karti hain or hud bah hud he trades open and close karti hain jis sy humain iss main acha profit be hota hain or loss be hota hain iss main confirm profit nahi hota.

    Robot Kia Hota Hai
    Robot aik aisa software hota hain Joh Automatic trades lagta hain or iss main automatically trading karta hain mean automatic trade Open karta hain or close trade karta hain

    Robot K disadvantage
    Jab hum robotic system per totally depend karna lagta hain toh hum iss main learning nahi kar pahta hain humain chaiye k hum iss main learning or earning dono per focus karye other wise hum iss main kuch seekh nahi sakiye gaye humain Mehnaat k saat saat iss main experince be gain karna chaiye hum robotic system per totally depend nhi hona chaiye Humain robot k saat saat apny knowledge or experince ko be gain karna chaiye.

    Iss main humain Loss us soraat main ho sagta hain K achnaak jab market main news aa jaye jis waja sy kisy be country ki currency down ho jaye iss surat main robotic system humain bhot he zada loss daa sagta hain humera account thk be wash ho sagta hain humain chaiye k hum iss main fully depend na karye robotic system per humain iss main apna knowledge or experince per be kam karna chaiye joh humain bura waqat main humeri help kar sagta hain or humain iss main loss sy bacha sagta hain or hum iss main agye be tabhi bar sagta hain.
    • #3 Collapse

      Re: Robot Trading Forex Trading main Kitni Profitable Hai

      Dear abhi mery pass baat karny k liy bahut ahm topic hy.ham trading apny liy asani chahty hain.trading mn jahan tak asani ki baat ati hy wahin par us ka loss aur profit bhi barh jata hy.to aj men baat karna chahta hon rebot tradin par sab sy pehly to ham rebot trading ko samjhny ki koshish karty hain.
      Click image for larger version

Name:	download (3).jpg
Views:	2
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12351444


      Rebot trading
      Rebot trading men hamari trades ko rebot ki madad sy control kia jata hy .yani ky hamari ko ham open ya close ne karty balky rebot control karty hain.es men reboot khud market ko analyse karty hain or jahan par zaroori samjhin to wo trade open kar dety hain.rebots market ko har tariky sy analyse karty jis trah unhon program kia jata hy.yani rebots mn sochny ki salahiat nahe hoti or sirf jo chez un men feed ki jati hy usi ky mutabiq he trade karty rehty hain.men to rebot trading sy mana karon ga .

      Click image for larger version

Name:	download (2).jpg
Views:	2
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12351443


      Rebot trading ky advantages
      Dear ab men kuch rebot trading ky bary men ap ko batata hon jo ky ap ko advantages lagin gy.sab sy pehly to ye un trader ky liy faidamand hy jin ky paass waqt nahe q k yahan par sirf rebots ny automatic kam karna hota hy.aur ye un oston ky liy bhi faidamand hy jo tradeing ky bary men kuch nahe janty.rebots jab strong resitance or supports ko dekhty hain to automatic trades laga dety hain jis sy kafi acha profit earn hota hy.

      Click image for larger version

Name:	images (4).jpg
Views:	1
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12351442


      Rebot trading ky disadvantages
      Dears mery khial sy rebot trading ky nuqsan zyada hain kuinky rebots to sirf wohi kuch janty jo inhin bataya jata hy es liy ye market ko achy sy nahi samjh sakty.rebots sirf usi waqt market ko dekhty jab ky ek admi dunya ky halat ko bhi dekhta or sochta next time ky liy jab ky rebots aisa nahe karty or bahut bara loss dety hain.
      Click image for larger version

Name:	images (3).jpg
Views:	1
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12351441
      Last edited by ; 28-11-2021, 09:59 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Robot Trading Forex Trading main Kitni Profitable Hai

        bhot he nice topic share ki hain apne forex trading main kisi b trader ne kaam kia hain tu koi na koi best topic share kia jata hain jis say kafi achi learning and kafi best earning hasil ho jati hain forex trading main kaam karne k liye kafi hard work ki need hain or analysis ki need hain qk jaaab tak forex trading main work nhe kia jata hain tu benefit hasil nhe ho skta hain forex trading ek full trusted and risky busniess hain par jis b traders ne forex trading main regular hard work k sath kaam kia tu usy achi earning mil skti hiai kabi b rebot pay kaam nhe karna chahiye khud he learning ko incress kar k lot of benefit hasil karna chahiye


        Rebot Trading on forex trading market:


        forex trading main agar lot of earning karna hain tu hard work karna hoga agar best earning karne k liye achi tara hard work kia jata hain tu kamyabi b mil skti hain forex trading main khud he kaam karna best hain forex trading main rebot pay kabi b kaam nhe karna chahiye agar forex main rebot pay kaam karna hain tu after some days rebot b loss dega is liye jaaab b karna hain ek person ko khud he kaam karna hoga rebot trading main asa hota hain k trade khud he opan ho jati hain or slow slow forex trading k capital ko down karti hain or big loss ho jata hain is liye har traders ko chahiye k forex trading main sab say phly analysis ko khud learn kare agar achi tara analysis kia jata hain tu achi tara kamyabi b mil jygi forex trading main kabi b rebot trading nhe karna chahiye forex analysis k liye trendline ko drwa karna must hain jaaab tak learning strong nhe hoti hain tu earning kabi b nhe mile gi


        Click image for larger version

Name:	hqdefault.jpg
Views:	2
Size:	33.4 کلوبائٹ
ID:	12351445
        • #5 Collapse

          Re: Robot Trading Forex Trading main Kitni Profitable Hai

          Hi dear,
          agar ham Forex trading ki baat karne to Forex best business in the world hai lekin is main earning ka inhasaar hamare khud k experience par hota hai agar ham mehnat karte hai our Forex ko seekh samjh kar karte hai to ham acha profit hasil kar sakte hai
          dea friends Forex main ham earning mukhtalif methods ko use kar k kar sakte hai lekin is main ek advantage yeh b hai k agar time ki kami ki wajah se khud trade nahi karna chahte to ham ROBOTS ko use kar sakte hai jo k hamare trades ko khud manage karte hai our hamare liye automatic trade karte hai jis se ham bagair mehnat k b earning kar sakte hai forex main hame buhat sare robots free dastyab hote hai lekin ham achy robots market se b buy kar sakte hai

          Forex ROBOTS ::

          dear friends Forex robots actually ek computer program hota hai jis main Forex k about data ko program kar diya jata hai ek robot main mukhtalif Strategies patterns and market k abot buahat sara data program kia hota hai our jab ham Forex robot ko apne Forex platform par instal karte hai to is main mojood program is main diye diye Forex data ko analyse kate huye auto trade karta hai our aap Robot trading se earning kar sakte hai good Forex ROBOTS aap ko achi earning de sakte hai

          Advantages of Forex Robots ::
          dear friends Forex Robots k beshumar Advantages hote hain jo k mandarja zail hain
          • agar aap k pass trading k about acha experience nahin hai to aap Forex robots ko use kar k achi earning kar sakte hai
          • Robots main mukhtalif strategy mojood hoti hai is liye ye market ki position k mutabiq quiq responce karte hai
          • robots ki madad se ham proper money management k sat trade kar sakte hai
          • wo traders jin k paas trading k liye time ki kami hoti hai wo Forex robots ka use kar sakte hai
          • Robots ap k Capital k mutabik save trade karte hai
          • ham robots ko free use kar sakte hai


          DisAdvantages of Forex Robots ::
          dear friends Forex robots k kuch disadvantage b hote hai
          • agar ham forex robots ka use karte hai to ham apne knowledge main izafa nahin kar sakte hain
          • forex robots 100% true nahin hote hai
          • robots kabi kabi opportunity ko miss kar dete hai jaha par ham manually trading se achi earning kar sakte hai
          • Forex robots ka zayda use hame greedy bana deta hai our greed Forex main hamesha loss deta hai
          • hame robots se li gai earning se utni khushi nahi hoti jitni ham apni mehnat se earning se hasil karte hai
          • #6 Collapse

            Re: Robot Trading Forex Trading main Kitni Profitable Hai

            Dear robot trading main ap ko manual trade karna parti hai jab kay robot sy ap ki trading robot kary ga or ap ki sari trading usi pay depend kary gi. ap ko cheye kay jab ap trade karian apny loss ko kam sy kam karny kay leye manual trade karian. es ka faida yeh hoga kay ap sahi sy apni trade ko balance ko robot pay depend karain gy. manual mai sub ap kay hath mai hota hai kay ap nay kiya karna hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Robot Trading Forex Trading main Kitni Profitable Hai

              My dear friend Assalamu o alaikum umaid krta hu AP sab khairiyat se hongy ap ki baat bikul thk h Ham forex market main trade kerny ky aik additional options use ker sakty hain ky ham agar khud market main trade nehi ker sakty tou ham koi robot purchase ker ky apny account main set ker dety hain ky phir market ki movement ky sath robot khud hi hamary balance per trades open aur close kerta rehta hai aur hamain isterha trades kerny per maximum trades main profit hasil hota hai aur specially aesy traders ko robot trading bahot profit deti hai jo leaning process main hoty hain aur jinka trading ka experience kam hota hai tou aesy traders bhi forex market main trading ky liay robot purchase ker ky set ker sakty hain jis sy khud trade kerny main jo loss ka risk hota hai woh kam ho jata hai.

              1:Robot Kia Hota Hai;

              My dear friend Robot aik aesa software hota hai jo market ki movement ky sath active ho jata hai aur ham jo us main setting kerty hain risk level ki tou usky hisab sy robot market main trade open bhi kerta hai aur close bhi kerta hai ky ham jab koi robot apni trading main set ker dety hain tou phir hamain khud na tou market ky analysis kerny ki zarurat hoti hai aur na hi hamain trade open ya close kerny ki zarurat hoti hai hamari trading automatically continue ho jati hai ky jab robot ky mutabiq market kisi direction main maximum movement ker leti hai tou robot same movement per market ky breakout per bhi trade open ker leta hai aur jab market aik limit tak movement ker leti hai tou jo movement correction ky liay hoti hai us per bhi robot trade open ker leta hai aur apni setting ky mutabiq bar bar trades open aur close kerta rehta hai.

              2;Robot Trading Kitni Profitable Hai;

              My dear friend Agar ham forex market main new hain aur hamain trading ka koi experience nehi hai tou forex market main ham trade kerty huey bar bar loss hi kerty rehty hain kisi trade main hamain profit nehi hota tou aesi surat main agar ham market main achi amount invest ker lety hain tou hamain phir koi acha sa robot purchase ker ky set ker lena chahiay ky phir ham starting main hony waly loss sy bach jaty hain aur hamain trades main profit bhi hasil hona shoru ho jata hai lekin hamain sath sath khud demo account sy trade continue rakhni chahiay ky ham khud jab forex market main trading expert ban jaty hain tou phir ham forex market main robot ky baghair trade kerty huey bhi bahot achi earning kerna shoru ker dety hain lekin jab tak acha experience na ho jaey robot trading hamary liay best option hota hai jis sy ham acha profit bana sakta h.

              3;Robot ky Disadvantages;

              My dear friend Jahan forex market main robot sy trade kerny ky bahot sary faidy hain wahan per kuch disadvantages bhi hai ky agar ham market main trade open kerny ka acha chance dekh ker trade open ker ky short time main bahot achi earning ker sakty hain wahan per robot apni setting ky mutabiq hi trade open ker ky limited profit hi hasil ker sakta hai kyun ky robot apni setting ky hisab sy hi forex market main trades open aur close kerta hai aur agar ham kuch amount forex market main investment ker ky robot set ker lety hain tou hamain phir market ko time to time read bhi kerty rehna chahiay ky jab acha profit hasil ho raha ho tou trade robot stop ker ky profit ko withdraw kerwa lena chahiay warna agar ham long time ky bahd market ko open kerain gy tou ho sakta hai hamara account hi wash ho chuka ho kyun ky totally robot per depend kerny per end result account wash ki surat main milta hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X