Assalam alaikum friends, umeed karta hon aap tamam khairiat say hon gay,
doston aaj main trend aur strategy kay baray mein bahis karna chahon ga.
agar aap trading mein kamiyab hona chahte hain tu aap ko market kay trend ko bakhobi samjhna hoga
Market trend:-
Market trend ko samjhnay kay liye bahut zaroori hai keh aap mukhtalif time frame mein candles ko study karein maslan 5 minutes, 15 minutes, 30 minutes aur 1 hours kay candles ko dekhte rahin us say aap ko market kay trend ka bakhobi andaza ho jae ga.
Jaise kay upar picture mein aap dekh skte hain keh market trend ko samjhne kay liye humein technical analysis ka sahara lena parhe ga jis mein nechay aap chand cheezon ja jaiza lain gay.
1. Side way trend:-
Side way trend ko judge karne kay liye picture kay darmiyaan mein ghoor karein, is mein market upar nechay aa rahi hoti hai aur aik resistance say dosri resistance kay darmiyaan mein up down ka silsala jari rahta hai.
2. Trending range:-
Jaise keh maine aap ko uper btaya hai keh resistance kay darmiyan mein is ka up down yahi is ki rang mehdood hoti hai aur ye apni rang ko barqarar rakhe hoti hai.
3. Uptrend:-
Uptrend mein market aik dum say shoot karti hai picture mein nazar aa raha hai aur phir thori nechay ki tarf movement kar kay phir upar ki tarf trend ko barkarar rakhti hai.
4. Downtrend:-
Downtrend mein market nechay ki tarf apni support ko tortay howay trend ko nechay ki tarf le jati hai aur upar ki tarf bhi is ki movement dekhnay ko nazar ati hai.
Trading strategy:
Trading strategy tradind mein ahmiat ka hamil hai is kay bina aap trading mein kisi sort kamiyaabi hasil nahin kar skte agar aap bina strategy kay order open karein gay tu aap mushkil mein phans sakte hain.
Is picture ko smjhnay ki koshsish karein is mein aap ko retracement kay baray mein samjh aa jae aur overall trend ko achi tarah janch sakte hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим