Support and resistance:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support and resistance:
    Support and resistance:Support aur resistance , 2 respective levels ka liay terms hain, jo price chart per asay apear hotay hain keh market ki range of movement ko limit kartay hain. Definition of support level:Support level woh hota hai jahan per price regularly falling stop kar deti hai, aur bounces back krti hai.Definition of resistance level:Resistance level wo hota jahan per price normally rising ko stop kar deti hai aur dips karti hai back down.Explanation:Misal ka taur per samjhnay ka liay dekha jay tou, Supply ji hai aik lafzi Matlab say hi pata chalta hai keh supply ka matlb kisi cheez ko bhi provide karna hota hai aur demand ka kia mtlab hota hai keh kisi bhi cheez ki demand kia hoti hai, mtlab us chez ki market main mang kitni ziada hai aur kitna us cheez ki need hai basically.Ab agar real time trading main supply aur demand ko justify karty hain keh agar market main kisi bhi metal ki ya phir currency ki supply ziada ho jay to market main us ki jo demand hoti hai wo bhi kam ho to, us currency ki value kam ho jati hai aur us currency ya phir matel ko lenay walay log kam ho jatay hain. Agr market main kisi chez ki demand bhi ziada ho aur us ki supply bhi limited ho to market main us currency ya phir matel ki jo value hai wo ziada hoti hai aur us ka buyers bhi ziada hotay hain kyun keh us ki demand ziada ho jati hai to us ki investment bhi ziada hoti hai aur us ki value bhi ziada hi hoti hai.Click image for larger version

Name:	IMG-20211122-WA0014.jpg
Views:	1
Size:	35.4 کلوبائٹ
ID:	12479758So ab ham market main demand aur supply ko samjhty ka liay alag alag discuss karty hain jis say hamein asani say samjh aa jay gi.Important points:1. Dear members market main jab bhi kisi currency ki ya pher metal ki supply bahut ziada ho jati hai to es ki value kam ho jati hai aur es ki value ka sath sath demaand bhi kam ho jati hai es say market main os ki price down hona start ho jati hai.2. Dear agar market main kisi currency ki supply kam hoti hai to market main us ki value ziada hoti hai aur us ki demand bhi barh jati hai, jis say us currency ki price market main up jati hai.3. Dear agar kisi bhi currency ya metal ki market main utni he supply hoti ha jitni keh demand hoti hai to market main us ki value stable rahti hai.Agar ham en states ko samjh letay hain to hamain supply or demand ki market main trading ki importance ka pata chal Jata hai.Support level aur Demand Zone:Forex trading main demand ka kia matlb hota hai keh market main kisi bhi currency ya pher metal ki kitni ziada mang hai aur is say market main us currency ki value bhi kam ya ziada hoti hai kyun keh agar market main koi cheez limited maujood hai tw us ki demand bhi ziada hoti hai tw us ki value main bhi izafa hota hai ,For example: Gold ko hi lay letay hain gold market main limited hota hai, es ki demand bhi ziada hoti hai aur market main isi waja say es ki value bhi ziada hi hai aur Gold mehnga bhi ziada hai aur es main investment bhi bahot ziada hain.Resistance Level aur Supply Zone:Market mein supply mein matlb hota hai, kisi cheez ya phir currency ki amount market main maojood hoti hain es supply say bhi market main kisi currency ya metal ki supply kam ho gi to us cheez ki value bhi ziada ho gi aur log us ka investor bhi ziada hon gy kyun keh us cheez ki value aur price main izafa hota jay ga isi liay log us main ziada say ziada investment krain gay tah keh us sa wo faida hasil ho.Click image for larger version

Name:	IMG-20211122-WA0015.jpg
Views:	1
Size:	39.3 کلوبائٹ
ID:	12479759Role in market:Forex market main supply aur demand ki importance ko smjhnay ka liay hamain es ki 3 important states ko smajhna bahut zarori hota hai.

اب آن لائن

Working...
X