Aslam o alaikum,
demarker indicator ak bohot hi accha indicator hai or hum log is indicator ko use kar ka acchi trade ko open kar sakta hain laken os sy pahla huma ya maloom hona chaya ka demarker indicator hai kia
DEMARKER INDICATOR HAI KIA?
Demarker ak asa indicator hai jis ko use kar ka hum log ak acchi trade ko open kar sakta hain Demarker indicator ko hum log technical analysis mai lata hain or is sy hum log kisi bi pair ki mojoda maximum price or minimum price ko measure karta hain or os ka bad hum log is ki pechlo minimum or maximum price ka sath is ka comparison banata hain or hum phr market ki sahi position ka andaza hota hai is indicator ko use karna ka lia knowledge ka hona lazmi hai
Demarker ki khasiyat
Is indicator ki ya kahsiyat hai ka ya trader ki is bat mai help karta hai ka kub trader market mai enter ho kar trade open kara or kub market ko chor jaya bohot kum asa indicator hota hain jo trader ki is bat mai help karta hain ka entry or exit point trader ko mil saka or ya indicator un traders ka lia kafi best hai jo intraday trading karta hain long term trading ka lia ya best nahi hai short term trading karna walon ko ya kafi help kar sakta hain is lia huma is ka bara mai knowlege hasil karna chaya ta ka ak acchi trade ko open kia ja saka
Others Indicator
dear traders mai ap ko ya batata chaloon ka is indicator pr huma complete trust nahi karna chaya is ka sath sath huma dosra indicators bi use
karna chaya ta ka huma loss na ho kiun ka har indicator ak special hasiyat rakhta hai ya indicator long term mai accha response data hai laken phr hum log is pr completely depended nahi ho sakta hain is ka lia huma lazmi hai ka hum log is ka sath sath dosra indicators ko bi use karain kiun ka market ki situation har waqat ak jasi nahi hot hai is lia huma is ko soch samaj kar use karna chaya warna loss ho sakta hai
demarker indicator ak bohot hi accha indicator hai or hum log is indicator ko use kar ka acchi trade ko open kar sakta hain laken os sy pahla huma ya maloom hona chaya ka demarker indicator hai kia
DEMARKER INDICATOR HAI KIA?
Demarker ak asa indicator hai jis ko use kar ka hum log ak acchi trade ko open kar sakta hain Demarker indicator ko hum log technical analysis mai lata hain or is sy hum log kisi bi pair ki mojoda maximum price or minimum price ko measure karta hain or os ka bad hum log is ki pechlo minimum or maximum price ka sath is ka comparison banata hain or hum phr market ki sahi position ka andaza hota hai is indicator ko use karna ka lia knowledge ka hona lazmi hai
Demarker ki khasiyat
Is indicator ki ya kahsiyat hai ka ya trader ki is bat mai help karta hai ka kub trader market mai enter ho kar trade open kara or kub market ko chor jaya bohot kum asa indicator hota hain jo trader ki is bat mai help karta hain ka entry or exit point trader ko mil saka or ya indicator un traders ka lia kafi best hai jo intraday trading karta hain long term trading ka lia ya best nahi hai short term trading karna walon ko ya kafi help kar sakta hain is lia huma is ka bara mai knowlege hasil karna chaya ta ka ak acchi trade ko open kia ja saka
Others Indicator
dear traders mai ap ko ya batata chaloon ka is indicator pr huma complete trust nahi karna chaya is ka sath sath huma dosra indicators bi use
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим