greed an enemy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1261 Collapse

    greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achy say profit hasil karein gay aur is main enemy hai hamain hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achy say perform karien gay aur hamain market main trend ko use karna ho ga ta k earning ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1262 Collapse

      frex mai greed karny walo ke siraf loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai loss ko avoid karny ky liye hamy lalach ko be avoid karna ho ga pher he hum kamyab hon gy forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trade karty hain hum is mai investment kar ky be acha bonus hasial kar sakty hain
      • #1263 Collapse

        greed is business ka buhat aham hisa ha.kue kay greed ka maza har trader is business main leta ha.or jab greed ki waja say usko is business main loss ho jata ha.tab usko is bat ka pata lagta ha kay is business main greed ko kabhi nahi kerna cahiya
        main to ya kaho ga kay is business main greed bi karo mager 1 limit main rahty howay karo.ziada greed is business main loss day jata ha.or limit main rahty howay greed karnay say acha profit bi mil jata ha.kisi trade main take profit ka use karo or kisi trade main take profit ka use na karo.kabhi kabhi is business main ziada earn karnay ky liya greed ko kerna zarori ho jata ha..
        • #1264 Collapse

          thek kaha hai ap ne is me koi shak nai hai k forex me lalach apka dushman hai jtna ziada ap lalach krengy utna ziada ap nuksaan uthayengy so apko chahye k ap kam se kam lalch kren yahi behtr hai ap k lye or ap ko chahye k ziada se ziada learn kren market me.
          • #1265 Collapse

            froex main greed aik dushman hay greed ki waja say boht say trader trading say pareshan ho jatay hain. greed aik asa tool hay jo trader ko trading main fail kerta hay. jo trader trader aur emotion per kabo pa letay hain wo kanayab ho jatay hain. forex market main earingi boht zayda hoti hay is liye log emotional aur greedy ho jatay hain aur chand dino main millionaire ban nay kay khawab dekhtay hain.
             
            • #1266 Collapse

              forex mai lalch hamara sub sy bara dusman hain loss ko avoid karny ky liye hamy lalch ko be avoid karna ho ga forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik international business hain
              • #1267 Collapse

                forex mai ja bhum kam karty howe lalch py qabo nahi rahky to hamy loss ho jata hain or is mai market ky koi qasur nahi hota yai hamara sub sy bara dusman hain hamy is ko avoid karna bohat zarore hain pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar saky gyor apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy
                • #1268 Collapse

                  g bilkul greeding aik trah sa forex trading mn kam krna walo ka dushman ha kyun k bht dafa lalach mn a k insan mara jata han khas tor pa trading mn hum jab lalach krta hain to hum ko bht zyada risk lana parta ha jis ka bad mn bht zyada loss ho ta ha.
                   
                  • #1269 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                    forex trading me greed boht buri cheez hai ,, ya ap ko asman se zamin per gira dati hai biht se log jb trading krty hen to take profit ko ni use krty jis ki waja se jahan unhen profit hona hota hai wahan unhen loss ho jata hai ..
                    Grid traders ka sabse bada Aadmi Hai traders Jaipur trading karte huye Creed karte hain Unka profit gain loss may change ho jata Hai Tujhko Chahenge trading karte huye Kabhi B grade Na Kare Warna purified by laws may change ho jayega
                    • #1270 Collapse

                      Friends, forex online trading business boht acha kamai ka zarea ha mgr sath ye ha k forex online market Boht hi zeada risky ha. Es me trading krte hwe lalech ka mtlb ha,, loss,,
                      • #1271 Collapse

                        assalam o alaikum , bhai jaan greed is not curse, yani k lalich buri balaa nahi hy ye aap k kafi madad k kaam aati hy or aap ko apny mission ki taraf barhny mn motivate krti hy jo maqsad ko hasil krny mn aap ko motivate krti hy.
                        • #1272 Collapse

                          Forex trading aik aisa business ha jis ke greed ko control karna boht hi mushkil ha lekin is me agar apko kamyab hona ha to apko is ko control karna seekhna hoga kyun k greed forex trading me greed sab se zeyada khatarnak cheez ha.
                          • #1273 Collapse

                            Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h dear brother ap ki bt bilkul thk h forex me trader ka sb se bra dushman lalach h jo trader lalach me a kr trade lgata h usey kbhi bhi profit ni hota balke us ka profit bhi loss me bdl jata h hmen chaiye k greed se bch kr trade lgaye aur jo profit mil rha ho us pr hi sbr kr lena chaiye
                            • #1274 Collapse

                              greed ko avoid kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forex k bary main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum a chy say reade kar skaty hain aur hamain market main planing kar k hi hum achi trade karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1275 Collapse

                                Re: greed an enemy

                                ji janab forex tradinge to keya balke har kaam mein lalach karna nuksan de sabit ho sakta hai or lalach bohat burey cheeze hoti hai isleye isse bachna chahey or lalach eik kamjab admi ko bhi nakam bana deti hai isse bachna chahey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X