greed an enemy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Greed aik esi cheez ha jo k Forex trading me successful person ko kamyabi se nakami ki tarf le jati ha or ameer se gareeb bana deti ha aik trader jab achi earning kar raha hota ha to wo apne se zaida earning wale trader se hasad karta ha or wo bi zaida earning karne ki koshish karta ha jab k use un k experience ka ilm nhi hota or result kia hota ha k wo loss kar bethta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      you are totally right . may nay bohat say trader ko dekha hay k wo take profit ka option zroor use kartay hain. I recommend that we should use this option . and new users should learn how to use the indicators
      • #48 Collapse

        Greed hi enemy ha is mein koi shaq nai kun ka is asa ap ka damagh complete bnd hoo jata ha aur ap ko bs zyada sa zyada profit ki pri hooti ha jis ki waja sa ap koo kafii loss uthana prta ha kun ka startegy ahi nai rehti..!1
        • #49 Collapse

          yes dear forex trading aik business hay aur har business se greed ki koi jaga nahin hay aur greed se humesha loss hi hota hay lakin hum greed ko knowledge me use kar sakte hain aur humain knowledge earn karne me greed lazmi karni chahiye.
          • #50 Collapse

            Yeh baat to aap k apne oper depend kerti hai k aap forex ko kis tarah dekhte hain, aik respectable or genuine business ya phir koi lottery or gambling, traders ki negative soch or greed un ko iss field main loss kerwati hai or is ki waja se wo forex ko blame kerte hain.
            • #51 Collapse

              dear ap ne thek kaha hai forex me greed hamari sab se bari dushman hai jo humen barbad kar deti hai ager hum forex me greed par control kar len to hum boht jald forex me kamyab ho sakte hen
              • #52 Collapse

                bohot achi bat kahi hay ap nay ye ya to asman say zameen per gira deti hay ya phir kabhi kabhi zameen say asman per bhi lay jati hay meri nazar main greed ka positive use hammaray liay bohot acha hay.
                • #53 Collapse

                  Sure it can be legitimate that will avarice could be the biggest enemy of a single. Inside forex trading anybody can possibly be white-colored rinsed caused by avarice. in case a single earns profit then he makes avarice and initiate a big wide range of their funds therefore the individual get comprehensive decline and they'll not really be capable of proceed any longer.
                  • #54 Collapse

                    hame yaha pay kabhi b greed nahi karni chahye aur yaha pay hame kabhi b greed nahi karni chahye aur yaha pay hame is baat pay bilkul b tension nahi leni chahye k hum yaha pay kesay earn kar saktay hian.
                    • #55 Collapse

                      ji bhai waqaae gread buhat buri chez hy greed ki waja sy insan buhat ooper ki sochta hy oor greed neachay pheenk deti hy. jo loog stop loss oor take profit ka istamal naheen kurtay asal meen wo laluch hi meen aisa kurtay heen, oor oun ka account juld wash ho jata hy.
                      • #56 Collapse

                        Yakinan aisa hi hai k greed tu insan ko kahin ka nhe rakhta aur apko bhi chahye k ap apny apko trading samayt har business aur field main greed sy bachay aur dosroonko bhi issay bachny ki talkeen krayn takay apko achi earning hoti rhay aur ap apny loss kam say kam krty rhayn is tarha apko ziada ter tak business kr sakyngy.
                        • #57 Collapse

                          ye to bahi thike bate duniya ke kise kaem be be greedness ke sath cale ge to ap ko loss he ho ga je forex me to ye bhot he bohre ceze ha with in mint ap ko loss da sakte ha ye
                          • #58 Collapse

                            Agar aap kisi be kaam ko start karnay lagay to behtar hai lalach se door rahain kio k ye insan ki dushman hai or us ke lia halakat ka bais hai. Forex mein trading k doran hamesha reasonable volume se trade karein kio high lot select karne se pehle aap k ye sochna chaiye k agr is se jaha aap ko bra profit mile ga waha loss b utne hi margin se hoga.
                            • #59 Collapse

                              han g bhai jan greet ap ki dushman hai forex trading may to kbhi bhi greet mat kro jitna ao ko profit mile rha hai lay lo agr ziada greet kro gay to loss kro gay is kiye zindge may kbhi bhi greet nai krna chahy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                aalch to wesay bhi bohut hi buri cheez hai mager kia kerain forex trading main na chahtay howay bhi aksar okaat greed ka factor a hi jata hain so is ko hatana bohut hi zaroori hota hain apnay emotions ko control kerna perta hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X