Market mein hamen cadles se bahut hi acchi information mil jaati Hai aur cuddles ko dekhte hue ham market mein bahut acchi decision le sakte hain doji candlestick ek bahut hi important candlestick hai aur iski bahut si types Hai ko dekhte hue ham market per bahut acche decision le sakte hain. market mai doji candlestick pattern se indication aor direction mai change ho raha ho to aus time ye pata chal jata hai to aus waja se market mai jab ye candlestick pattern banta hai to aus mai reversal ki indication hoti hai. Aisy candlestick pattern ko dekh k hum ais market mai trade laga sakty hain kun k ye patterns reverasal ka signal dy rahy hoty hai aor aisy patterns ko find karna bahot asan hota hai. Aisi candle ko asani k sath wick dekh k hum find kar sakty hain ais ki differnet types hai jin ko hum dekh k ais market mai trade kar sakty hain.
Definition of doji candlestick:
Doji candlestick aik aisi candle hoti hai jo market mai kisi bhi time frame mai new candle start hoti hai aor closing bhi ausi price k nazdeek karti hai magar ais candle ki wicks bahot lambi hoti hai magar body nahi hoti hai to ye aik doji candle banti hai. Jab ye doji candle kisi resistance ya support par banti hai to aus par humy ye signal milta hai k market ne ais level se reversal leni hai. Hum ais market mai doji candle ko dekh k confirmation k baad trade laga sakty hain.iss candle se hamen bahut hi achi information mil jaati hai.
Types of Doji Candlestick:
Candlestick chart bahut si doji candle uski types hai aur haveli ko samajhna bahut jaruri hai kyunki jab tak kab hai ji ki types ka pata nahin hoga to tab tak ham in ko theek tarike se identify nahin kar sakenge aur na hi hamen cadles ko dekhkar acche decision jile sakte hain.
1: Standard Doji
2: Long Legged Doji
3: Dragonfly Doji
4: Gravestone Doji
5: 4-Price Doji
1. Neutral/Standard Doji
Ye doji candlestick ke sab sy common type hai. Ye type ke doji tqb banti hai jab market main open aur closing price same hoti hay. Aur market main buy aur sell dono same level par hity hain, yani kay jitne percent matket up jaati hay utna he down aa kay phir wapis opening price par close ho jaati hay. Es tarha ke doji sy market ke value ka adaza nahi laga sakty kay aagy matket kun value kam hona hay ya zaida honi hai.
2: Long Legged Doji:
market mai long legged doji tab banti hai market mai moment kafi zayda hota hai aor aisi candle mai wick bahot lambi hoti hai aisi candle mai body bahot choti hoti hai magar wick bahot zayda bari hoti hai. Long legged doji pattern jab kisi resistance ya support par banti hai to to ais ki wick ko dekh k pata chal jata hai k market mai next moment bhi zayda volatile ho sakti hai ais mai jaisy hi confirmation milti hai humy ais market mai trade open kar deni chaye, pattern k hisab se trade lagany k baad humy ais market mai stop loss resistance ya support level se thora dor rakhna hota hai kun k ye candle jab banti hai to next candle ais k high point tak aa sakti hai aisi candle par trade se kafi zayda faida ho jata hai.
3. Dragonfly Doji:
Dragonfly doji yaa to aapko uptrend kay top par dekhny ko milte hay ya phir downtrend kay bottom pe mil sakti hay. Jab ye candlestick nazar aati hai to ess sy signal milta hai kay matket apni direction ko change kar rahi hay.es candlestick stick main aapko vertical line kay top ya bottom pe horizontal line milte hay aur us sy oper ya neechy aur line nahi hoti, Ye 'T' shape ke candlestick hoti hay aur es sy pata chalta hay kay market opening price sy up nahi gai.
4: GraveStone Doji:
Dear Gravestone doji opposite hoti hai Dragonfly Doji ki ais mai candle jab banti hai to ye resistance level par banti hai aor ais mai sirf upside par wick hoti hai aisi candle k down side par market wick nai banati hai. Jab market ye pattern banti hai to aus k baad humy sell ki trade lagani hoti hai kun k ye candle resistance level par banti hai aor aus k baad market down side par aati hai humy ais market mai confirmation k baad trade lagani hoti hai ye candle jab banti hai to aus k baad market ki next candle down close honi chaye tab ye candle valid hoti hai aor hum ais par trade laga sakty hain. Trade ka stop loss resistance level se thora oper rakha jata hai aor take profit support level par rakha jata hai.
5. Four Price Doji
4 price doji aik simple horizontal line hay jiss kay na to oper koi line hoti hay aur na he koi neechy line hoyi hay. Jab market main esi candlestick dekhny ko mily to yehi samjh jaay kay market main ghair yakeeni hai aur market bilkul khamosh hay. Es tarhaa ke candlestick sy matket ke direction clear nahi hoti.isliye hamen achi tarah se confirmation krna bahut zaruri hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим