study forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    han agar aap forex me learning nahi kartay hain ho sakta hai aap ko ek din profit ho bad me aap ko loss ho sakta hai aap ko yaha pay loss say bachna chahye ta k aap yaha pay kaam asani say kar sake.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Forex ke business mai learning to bohat hi zyada zarori hai agar ap learning karne ke bad yeh business kare ge to ap ke liye profitable rahe ga other wise ap ko nuqsan bhi ho sakta hai kyuke forex aik bohat hi risky business hai aur is business ko samajna bohat zarori hai.
       
      • #438 Collapse

        dear forex ki ki study karna app ka bohat hi zaruri proccess ha kyu k forex main app ki jitni zayada study achi ho gi uthna hi zayada app ko profit be acha milay ga es liye app ko apna profit barhana chahiye study kar k.
        • #439 Collapse

          mery bhai jb koi bhe treading krta han to is men study ka koi taluq ni han but hamen umeed han ky hamen acha ham aik acah treader bna ji bs jo sochy Allah usy pura kren Ameen mery bhai meri help kro plz
          • #440 Collapse

            jeeeeee haaaaaaan jitna ho sake hamain forex trading k bare main seeekhna chahye q k es k elawa haaam log losss hi kha skte hy profit nahi.....................
            • #441 Collapse

              waisey me is k barey me ziadaa to nahi janta lakin itna zaroor ha k is se loag apni market ki movement ko b judge kartey hai is liye in ka bohat kirdaar hai is karobaar me agr hum samjhen
              • #442 Collapse

                forex trading me dosot heart se ziada mind se socha jata he kunke insaan ka heart sochta nahe balke jazbaati kardeta he or forex aesa business he ke is me app zara si ghlti se loss kar wadete ho is liay market me app ne full concentration ke sath trade karna he
                • #443 Collapse

                  Asslam o aliekum! Yes i am agree with you humain chaiye kay hum forex trading ko phlay achi tarh study karien thein demo account pe practice karien usky bad real account pe trading karien
                  • #444 Collapse

                    yes trading mind k sath ki gati hye jab hum koi decision apny mind sy leaty hain tu us mein hain sirf aur sirf apna benefit chaey hota hye jub k heart sy leay hoay decision me hum apny loss ya benefit k bary me sochty hi nhi hain.
                    • #445 Collapse

                      Your success on Forex does not depend but on your experience and emotional stability. However, we hopes to make your way to it smoother with the help of the following recommendations.
                      • #446 Collapse

                        forex mai learning bht zroori hai ap trading kerny k sath sath learning bhi kerty raho gy to ap bht jald ek bht achy trader ban sakty ho
                        • #447 Collapse

                          "Education and experience play important role in Forex business aur ap forex trading me study k bagher kuchh bi earn nahi ker sektay .aik knowledge hi ha jis ki weja se hum trading se kuchh bi nai haasil ker sektay .humain reguler mihnet ore study ki zrooret ha .ta k hum market trend ko achhi tra semej sekain"
                          • #448 Collapse

                            g bilkul ap ne theek kaha hai ke forex main learning bohat zarori hai learning ke baghir hum forex main success nahin ho sakty .
                            • #449 Collapse

                              well learning her kaam jko karny main bht zaroori hoti hai aap jab tak aik kaam ko shi tareeqy se seekh nhi lete tab tak aap kabhi bhin es kaam ko achy tareeqy se kar nhi skte q k aap ko nhi pata hota k es kaam ko kesse karna hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                forex trading aik aisa business hai jis mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain is mai ham jitni paractice kary gy is mai hamra tajruba utna hi barhay ga or ham is mai learning kary to he earning kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X