what demand zone and supply zone in forex market;
demand or supply zone trader yeh effect daytay hein keh forex market mein condition kay baray mein
yeh bat kabel e tawajah hey keh forex market mein demand or supply zones support or resistance say belkul opposite hey yeh wasee tar aik level kay area ka ehata nahe kartay jo mostakbel ke prices ke movement kay ley aik gauge ho saktay hein
zail mein supply zone aik buy kardah area ko identify kar raha hey kun keh price es bande wale zone say nechay bounce hote hey en zones say prices ke fore tor par movement supply or demand zone ke teraf karte hein demand zone mokhalef semat mein supply jaisay zone ko indentify karta hey demand zone supply kay wasee area ke nakal karta hey
supply or demand in forex market;
aik simple sabze market mein supply or demand or forex market koi zyada different nahe hey jo keh forex market mein daily hote hey yeh forex etni taize say agay barah rehe hein keh new trader ko details ko samajhnay mein moshkel ho sakte hey
forex market dunya ke sab say bare market kun keh trade shodah asserts kay pechay bhare mang hey currencies dunya ke economy ke base hey or jab bhe aik economy dosre economy kay sath trade karna chahay ge aik tabdallay ke zaroorat ho ge
supply and demand or forex trading;
taswor karen keh south Africa reserve bank sharah sood mein tabdele karta hey demand or supply zone ke wajah say aik selsala amal mein aay ga jab sood ke sharah increase kar jay ge to frex rollover trading bhe barah jay ga
es ka matlab yeh hey keh jo investor specific rollover time par entry ko open karta hey on ko pehlay say zyada sharah sood mellay ge or targheeb mein abhe ezafa hova hey baqe sab mein barabar ezafa honay ke wajah say mazeed trader buy karna chahen gay or bohut kam trader sell karna chahen gay kun keh sell ke opportunity abhe mazeed mehnge ho gai hey
forex currency ka USD/ZAR daily chart
jaisa keh ap daikh saktay hein keh forex chart price ka maksad aik comfortable point ko talash karna hey or es wakt tak ezafa hota rahay ga jab tak or buyer price ko ada karnay key ley teyar na hon es wakt seller buyer say zyada hein or price mein nechay ja kar jawab dein gay
price kafe nechay janay kay bad trader tasweer mein wapes aa jain gay or sood ke barhate hove sharah or ezafe rollover adaige ko yad kartay hovay jo ZAR ke long position rakhay say hasell ho sakte hey or yeh low price ke samajhe hove value ko paish karte hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим