Why trend is important for our trading...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why trend is important for our trading...?
    Forex trading market mein successful trading karna chahte hain, to ismein aapko sabse pahle market trend se related apni learning ko complete karna chahie. Jab aap market trend ko acchi tarah identify kar lete hain, to aap ismein bahut acchi trading kar sakte hain aur ismein aapko bahut jyada fayda mil sakta hai. Market trend se related main aapko kuchh information dena chahta hun. Jab ham market mein trend ko search kar lete hain to tab ham bahut hi aasani ke sath kam kar sakte hain aur kamyabi hasil kar sakte hain aur jab tak ham market mein Trend ke sath Kam Nahin karte Hain to tab tak hamen kamyabi Nahin mil paati hai isliye trend ko search karna bahut hi jaruri ho jata hai.

    What is Trend:

    Market Trend market ki ek simt hoti hai hai jismein market moment kah rahi hoti hai aur hamen use simt ko analyse karna hota Hai market ka Trend yah uptrend hota hai yah downtrend hota Hai.Market Trend aik eisa important tool hai, Jo aapko market mein profitable trading karne ke liye useful information provide kar raha hota hai. Market hamesha apni retracement complete karny Kay bad apni long term trend main apni movement complete krti hai.

    How to identify Trend:

    Agar aap market trend ki proper identification karna chahte hain to uske liye aap different important factors ko properly learn karke market ke trend ko find out kar sakte hain. Agar aap moving average indicator ki basis per iski identification karna chahte hain to aapko hamesha last 200 candlestick ki average ki basis per bhi market trend find out karne ke liye ek acchi information available ho sakti hai. Market trend ki identification karne ke liye hamare pass aur bhi bahut se tools hote hain Jin ki madad se ham market ko bahut hi aasani ke sath identify kar sakte hain aur market ka trend find kar sakte hain.

    Indicators:

    Market mein trend ko search karne ke liye indicators bahut hi important role play karte hain aur ham bahut hi aasani ke sath market mein indicators ko istemal karte hue market ka trend search kar sakte hain.Trading main indicators aisay tools hotay hain jinki help hasil kartay huway ham market main is mushkil ko asaan bana saktay hain k market main past ki price kia the aur current kia hai aur future main price kahan tak moove kar skaty hai, is liye achay indicators aik achay tools k tour pay use kartay hwuay ham is problem ko solve kar skatay hain.

    Support and resistance levels:

    forex trading k trend ko identify karnay k liye ham supports aur resistance ki help say bhi achay tareekay say is baat ka sahi andaza laga saktay hain k market main trend kahan pay end ho raha hai aur kahan say dubara start ho raha hai laikin usk liye haamray pass in ka perfect knowledge hona bahut ziada zaruri hai k support kahan pay banty hai aur resistance kahan pay hai. Jab ham market mein support and resistance level ko analyse kar lete hain to fir trading hamare liye aasan ho jaati hai aur ham bahut hi aasani ke sath trading kar sakte hain kyunki support or resistance levels hamare liye bahut hi hi perfect signal hote Hain.



    How to trade in Trend:

    Market mein Trend ke sath trading karna bahut hi jaruri hota Hai jab tak ham market mein trend ke sath trading Nahin karte hain tab hamen kamyabi Nahin ho sakti hai isliye hamen trade karne se pahle friend ko search karna bahut jaruri hota Hai.
    Jab aapko yah information mil jaati hai ki market mein selling ka trend hai to aapko hamesha market mein Buying trade se avoid karna chahie. Agar aap market mein Koi buying trade karna chahte hain, to aapko hamesha intraday trading ya phir scalping trading technique ki basis per apne targets ki achievement karne ke bad immediately market se exit kar lena chahie. Aur selling trend main hamesha aapko selling trend per hi focus karna chahie. Is Tarah se hamari trading kafi aasan ho jaati hai aur ham market mein bahut hi acchi tarike se entries le sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	images (65).png
Views:	4
Size:	18.9 کلوبائٹ
ID:	12479222

    Why Trend is Important:

    Trend hamare liye bahut hi important hai kyunki without market Trend ke jab ham trading karenge to hamen market mein nuksan Hoga isliye market mein hamen trading karne ke liye trend ko analyse karna bahut jaruri hai aap hi hamen kamyabi ho sakti hai.
    Agar aap market ke overall long term trend ko find out kar lete hain, to ismein aapko definitely bahut acchi trading techniques aur strategies ki basis per profitable technique aur trading ke liye ek acchi position mil sakti hai. Market mein hamesha trend ki bahut jyada importance hoti hai. Agar aap market Trend ke against jaenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte hain. Aur market se bahut hi accha profit Kama sakte hain isliye trend ko analyse karna perfect trading ke liye bahut hi jaruri hota Hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Why trend is important for our trading...?

    What is Trend?


    Hum traders trade tu karta hain laken huma ya maloom nahi hota hai ka trend kia hai market ka trend ko samaj kar trade karna sy fyda hota hai or hum trend ki bat karain tu market jis simat ja rahi hoti hai wo hi market ka trend hota hai agr market up ja rahi hai tu market ka trend up ho ga or agr market down ja rahi hai tu market ka trend down ho ga is lia huma trend ka bara mai maloom karna bohot mushkal nahi hai bus serf candles ko dahkan hota hai ka agr candles upa hai tu market ka trend up hai or agr candles down hai tu market ka trend down hai

    Click image for larger version

Name:	grade12-market-trending.png
Views:	13
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12350527

    Bear Trend
    ?

    market mai jo trend chal raha hai wo bear hai ya nahi is ka bara mai maloom hona chaya bear trend ka matlab hai up ka trend agr market up ja rahi hai tu hum ya kahyain gain ka trend up hai or isi ko bear trend kaha jata hai

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	1
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12350528

    Bearish trend?

    Isi tahra agr market down ja rahi hai tu hum log kahta hain market ka trend down ki taraf hai or is down trend ko hum log bearish trend kahta hain

    Side Way Trend

    Huma ya tu maloom hai ka market ka trend up ya down hota hai laken ak trend sideway ka bi hota hai jub market na up ja rahi hoti hai na down or is mai trade karna sub sy zayda dangerous hai is lia is mai kabi trade na karain kiun ka pata nahi hota ka market na up jana hai ya down bus hum log trade side way mai open kar data hain or loss ka samna karna parta hai
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12350529


    Important of Trend

    Market ka trend ka bara mai janana bohot zarori hai agr hum is ki important dahkain tu trading ka lia ya bohot ahm hai jasa ka agr hum log trade open karna chata hain tu huma sub sub sy pahla yah dahkna chaya ka market ka trend kis taraf hai up hai ya down agr market ka trend up hai tu hum up ki taraf matlab buy ki trade open karni chaya agr market ka trend down hai tu huma down ki trend open karni chaya ta ka huma loss na ho agr hum trend ka mukhalif chalta hain tu huma loss hota hai isi lia tu kahta hain trend is our firend is lia trend ka sath trade karian na ka trend ka mokhalif or ya bi mind ma rakhain ka news bi asar karti hai trend pr jasa hi strong news ati hai market ka trend change ho jata hai market agr market up ja rahi ahi or news market down ki lag gahi tu market foran sy trend ko change kar ka down ki taraf move karna suru ho jaya gi is lia trend ko bohot ahmiyat hasil hai or trend ki mokahlif kabi bi trade na karian

    Click image for larger version

Name:	Trend-Analysis.jpg
Views:	1
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12350530

    اب آن لائن

    Working...
    X