Why Using an Economic Calendar is Important..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why Using an Economic Calendar is Important..
    INTRODUCTION:
    Aslam u Alaikum! Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k satg kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Aj main ap ko economic calendar k related information share karna chahti hun.

    WHAT TO LOOK FOR IN ECONOMIC CALENDAR:

    Economic calendar istemaal kar kay traders ko sahi pata lagta hay kay market kise khas simt main kun move kar rahi hai, aur es kay sath market kay baary main andaza bhe laga bhe lagaya ja sakta hai kay market ka agla move kesy hoga. Amoomi toor par market jo sab sy zaida economic data asar-andaaz hota hai us main GDP aur Non-Farm Payroll number weghra hain. Ye economic news matket par kafi zaida asar andaaz hoti hain aur behtareen trading opportunities faraham karti hain.

    HOW TO USE ECONOMIC CALENDAR:

    Experience traders daily basis par economic calendar ka mushahida karty hain aur us sy phir kisee currency pair par kesy trade karni hai ess baat ka andaza lagaya jaata hai. Traders hazraat news aany sey pehly hee ko anticipate karty hain aur jis currency pair ya cross pair par trading karna hoti hai us main entry lena start kar dety hain. Essy economic events sy long term main forex market ke direction ka pata chalta hay, forex markets sy muraad yeh hai kay jo currency kise makhsoos news sy jurri hoti hai uske simat ka taaiyun kiyaa jaa sakta hai.

    TYPES OF ECONOMIC INDICATORS:

    Economic Calendar ko dekhny aur us ko maintain kary kay chand tareeky hain, lekin sab sy common aur mashoor tareeka yeh hai k jo online economic calendar platform mojood hain unko dekha jaay. Kun kay wo har cheez update rakhty hain aur sath sath aapko update karty hain. Esy calendar ko read karny kay liey jab aap dekhin gy to aapko date kay hisaab sy news nazar aa rahi hoti hai aur sath main country ka jhanda bhe nazar aata hay. Aik baat ko zehan main rakhna chahey kay mumaalik ke different influence hai global markets maslan ab USD dollar International currency hai aur poori duniya main istemaal kee jaate hai to uska asar almost har currency par hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (45).jpeg
Views:	1
Size:	38.7 کلوبائٹ
ID:	12479161

    LEADING INDICATORS:

    Leading indicators mustaqbil main hony waali tabdeeliyon ke taraf isharaa karty hain. Leading indicators short term predictions kay liey kafi mufeed hoty hain kunkay yeh indicators economy change hony sy pehly tabdeel hoty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (55).png
Views:	2
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12479162


    LAGGING INDICATORS:

    Lagging indicators economy yabdeel hony kay baad aaty hain. Enka istemaal us wakat madadgaar hota hai jab koi confirm pattern kay liey kiya jaay. Lagging indicator directly economic change kay liey predict nahi karty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (46).jpeg
Views:	7
Size:	41.1 کلوبائٹ
ID:	12479163

    OTHER DETAILS :

    Dear Leading indicator ke aik misaal "Retail Sales" hay jab kay lagging indicator ke misaal
    "Unemployment Rate" hay. Es kay elawa Gross Domestic Product (GDP), Purchasing Manager Index (PMI), Consumer Price Index aur Home Sales weghra bhe bahut important indicators hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Why Using an Economic Calendar is Important..

    asslam o alikam dear ap ne bohat hi acha knowledge share kiya ha ha ecinimic calander ka use krna lazmi ha ise hume faida hota ha hume market k change ka idea ho jata ha economic calander se hum new ko check kr sakte hein analysis ko fallow kr sakte hein chart ko check kr sakte hein hum ise bohat sa market ka knowledge le sakte hein .

    Using Economic Calander .

    dear hum econmic calader ko jab use krte hein tu hume market ki position ka pta chal jata ha k k market kis traf ur kew move kr rhi hai kew k is mn hume trader ka knowledge ko check krte hein calader mn trader comment krte hein k market mn kis waja se change aye ha ur marketki nexdt movement ka ideas share krte hein jise hum fallow kr k bohat hi achi trading kr sakte hein
    Click image for larger version

Name:	Valutrades Economic Calendar (1).png
Views:	2
Size:	287.4 کلوبائٹ
ID:	12350465
    dear ise hum apney target ko be select kr sakte hein .

    NEW EXPERINCE CALANDER .

    dear member hum calalder se news ko fallow kr sakte hein hum check kr sakte hein k kis currecny ya pair ki new ane wali ha ur os ki timing ko be check kr sakte hein hume pta hi hai k market mn jab news ati hai tu sab se zada market mn change ata ha ur bohat zada up and dwon ata ha ha market mn tecnical analysis ur be fallow krna hota ha hum economic calander se hi analysis ur news dono ko fallow kr sakte hein .

    Click image for larger version

Name:	download (6).jpg
Views:	1
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12350466
    hum check kr sakte hein k har pair ki alag alag news ati ha ur change be ata ha ha ha hum market ko jitna zada time dein gein utna hi hume is mn knowledge be milen ga is mn teming ka bohat zada issue hota ha hum agr koi be kam apney time se ni krein gein hamre paas jitna be knowledge hota ha os ka koi faida ni hota ha is mn hume planing krni hoti ha ur phr hume is mn os k mutabiq kam krna hota ha tu hum asani se apni trading mn success hasil kr sakte hein .

    ECONOMIC INDICATORS

    dear economic mn teen kisam k indicators ka use hota ha hume is ko fallow krne se market ka acha knowledge milta ha

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	1
Size:	98.3 کلوبائٹ
ID:	12350468

    LEADING INDICATOR
    leading indicator hume asra krte hein k market change k bhrey mn inse hume kafi zada help milti ha hume in ko lazmi check krna hota ha leading inicator short trem peridect k liye achy hote hein in se hume help leni lazmi ha


    Click image for larger version

Name:	Leading-Indicators.jpg
Views:	2
Size:	75.6 کلوبائٹ
ID:	12350469

    Coincident Indicator

    Click image for larger version

Name:	download (7).jpg
Views:	1
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12350470

    LAGGEING INDICATOR

    lagging indicotor ka use os time hota ha jab economy change hoti ha market ma kuch change ata ha os time ye ate hein ye acahanak ni ate hein move hone py ye ate hein hume in ka istamal ur in ko fallow krna lazmi hai .
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X