Assalamualikum dosto aj ham bat karein ga support or resitance ka bara ma ,support or resitance technical anaylisis ma ana wala rerh kihadi ka kam karta hain.Dosto support or resistance asa key levels hain jiski jankari sa har trader ko jankari hona bohat zaruri ha ,jiski madad sa ham market ka downtrend ya uptrend jan kar ham trading kar sakta hain .Suppoert or resitance supply or demand ma ana wala technical hain , jab market ma qunatity ziada hoti ha tab share ya commodity ki price kam hojati ha ,tab downtrend shuru hojata ha ,iska ulat jab quantity ki demand ziada hoti ha tab share ya commodity ki keemat barh jati ha ,tab uptrend start hota ha .Dosto support or resistane two tarah ka hota ha (horizontal support and resistance or trending support and resistance).
Horizontal Support :
dosto ham chart ma dekhte ha price nech ja kar ek support bananta ha or wapis sa upar jana lagta ha ,pahla support ko minor support kahta hain iska kuch dair bad price wapis sa lot kar ata ha or usi level ya uska as pas fir sa support banata ha or fir sa uptrend ma chala jata ha is dusra support ko (strong support) kahta hain iska bad price 3rd time dobara necha a kar support bnae to isa ham (major support) kahta hain .Dosto yaha ya zaruri naahi ha 3 support ek sath hi banaein ,kabi kabi 3 sa zyada support bi ek sath ban sakta hain .
Horizontal Resistance:
dosto ham chart ma dekhte ha price upar ja kar ek resistance bananta ha or wapis sa necha jana lagta ha ,pahla resistacne ko (minor resistance) kahta hain iska kuch dair bad price wapis sa lot kar ata ha or usi level ya uska as pas fir sa resistance banata ha or fir sa downtrend ma chala jata ha is dusra support ko (strong resitance) kahta hain iska bad price 3rd time dobara necha a kar support bnae to isa ham (major resistance) kahta hain .Dosto yaha ya zaruri naahi ha 3 resitance ek sath hi banaein ,kabi kabi 3 sa zyada resistance bi ek sath ban sakta hain .
Trending support:
dosto chart ma ham dekhte ha ka market uptrend ma chalni shuru hui ha or uptrend ma chalta chlata chart ma pahla support shuru hua ha,or uska bad price upar chali jati ha ,iska bad chart ma dusra support banta ha lakin yha suport pahla support ki tulna ma upar hota ha ab jab ka do support tyar ho chuka hain to agar ap pahla or dusra support ka low ko touch karta hue ek tredn line kencha ga to jab bi 3rd support bana ga is trend line ko touch kara ga ya bohat mazbut hota ha ,or bullish continuation ka signal deta ha .Dosto jab chart ma trending support banta ha to 3rd trending support ka necha candle closing da da to isa ham trending support ka breakout kahta hain .
Buying With Trending Support:
Dosto agar apko chart ma tredning support dikhaye da raha ha to apko isma buying karna ka lie yaha dekhna ha ka chart ma jis candle na 3rd support bana to uska bad wali candle ma apna buying karni ha or buying karna ka foran bad jis candle na 3rd support ban raha ha usi candel ka low ka necha ka stoploss lagana ha ,isi bech trade lana sa pahla apko ek bat ka dihan rakhna bohat zaruri ha ka apka buying point sa stoploss laga ka point ka difference risk reward ka 2% ka mutabik hona chaye ,agr difference 2% ka mutabik nahi ha to apko yaha tarade nahi lani ha .Trade lana ka bad apko trailing stoploss lagana ha iska bad profit book karna ka lie apko yaha dekhna ha ya to apka trailing stoploss hit hojei to fir ap usa apna profit book samjhein ,ya jab chart ma neagtive signa l ban jaye to apko foran profit book karna ha.
Trending Resistance:
dosto chart ma ham dekhte ha ka market downtrend ma chalni shuru hui ha or downtredn ma chalta chlata chart ma pahli resitance shuru hui ha,or uska bad price necaha chali jati ha ,iska bad chart ma dusra resitance banta ha lakin yha resistance pahla support ki tulna ma necha hoti ha ab jab ka do resitance tyar ho chuka hain to agar ap pahla or dusra resistance ka low ko touch karta hue ek trend line khencha ga to jab bi 3rd resistance bana ga is trend line ko touch kara ga ya bohat mazbut hota ha ,or bearish continuation ka signal deta ha ..Dosto jab chart ma trending resitance banta ha to 3rd trending support ka necha candle closing da da to isa ham trending resitance ka breakout kahta hain .
Selling With Trending Resistance:
Dosto agar apko chart ma tredning resitacne dikhaye da raha ha to apko isma selling karna ka lie yaha dekhna ha ka chart ma jis candle na 3rd support bana to uska bad wali candle ma apna selling karni ha or selling karna ka foran bad jis candle na 3rd support ban raha ha usi candel ka low ka necha ka stoploss lagana ha ,isi bech trade lana sa pahla apko ek bat ka dihan rakhna bohat zaruri ha ka apka buying point sa stoploss laga ka point ka difference risk reward ka 2% ka mutabik hona chaye ,agr difference 2% ka mutabik nahi ha to apko yaha tarade nahi lani ha .Trade lana ka bad apko trailing stoploss lagana ha iska bad profit book karna ka lie apko yaha dekhna ha ya to apka trailing stoploss hit hojei to fir ap usa apna profit book samjhein ,ya jab chart ma neagtive signa l ban jaye to apko foran profit book karna ha.
Support Becomes Resistance:
Dosto chart ma ham dekhte hain price ek support banata ha or uska bad price us support ko tor kar necha chala jata ha ,or uska bad thik usi level par resitance banata ha jaha par support banaya tha matlab ka yaha par support ban gya ha is tarah sa hama selling ka signal milta ha jo bohat mazbuti sa uptrend ma price jaye gi .
Resistance Become Support:
Dosto chart ma ham dekhte hain price ek resitance banata ha or uska bad price us resitance ko tor kar upar chala jata ha ,or uska bad thik usi level par support banata ha jaha par resistance banaya tha matlab ka yaha par resitance ban gya ha is tarah sa hama buying ka signal milta ha jo bohat mazbuti sa uptrend ma price jaye gi .
Horizontal Support:
Dosto jab chart ma horizontal support banta ha ,wo ek ho ,do ho ,ya fir teen ya us sa zadaya ho jab price horizontal support ka necha ja kar closing da dey to isa ham horizontal support ka breakout kahta hain iska bad market ma downtrend shuru hojata ha.
Buying With Horizontal Support:
Dosto agr ap chart ma horizontal support dekh raha hain to apko isma buying karna ka lie yaha dekhna ha ka jis candle ma 3rd horizontal support bana uska bad wali canlde ma hamein buying karni ha or buying karan ka foran bad jis candle ma 3rd horizonntal support ban rha ha uska low ka necha ka stoploss lagana ha iska bad risk rewar ration ,tralling stoploss , apko trending support and resitance ka hisab sa hi karna ha ,to is tarah sa ham horizontal support sa buying kar sakta hain .
Horizontal Resistance:
Dosto jab chart ma horizontal resistance banta ha ,wo ek ho ,do ho ya fir teen ya us sa zadaya ho jab price horizontal resitance ka necha ja kar closing da dey , to isa ham horizontal resistance ka breakout kahta hain iska bad market ma uptrend shuru hojata ha.
Selling With Horizontal Resistance:
Dosto agr ap chart ma horizontal resitance dekh raha hain to apko isma selling karna ka lie yaha dekhna ha ka jis candle ma 3rd horizontal resistance bana uska bad wali canlde ma hamein sellingkarni ha or buying karan ka foran bad jis candle ma 3rd horizontal resitance ban rha ha uska low ka necha ka stoploss lagana ha iska bad risk rewar ration ,tralling stoploss , apko trending resitance and support ka hisab sa hi karna ha ,to is tarah sa ham horizontal support sa selling kar sakta hain .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим