greed enemy of every trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1621 Collapse

    greed to sab he ki enemy hoti hai forex me bas aap ki knowledge sab kuch hai agar knowledge hai to aap greed nahi karen ge or bina greed ke he aap acha khasa profit kama len ge forex se is lye jitna aap se ho sake carefully rahen or forex me sahi time ka wait karen phir trade ke lye bethen .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1622 Collapse

      ji han bilkul greed is the enemy of every trader kyun k jab bhe hum forex trading main greed karte hain aur ye koshish karte hain k hum ek din main ameer ban jaye to hum apna sara kuch los kar baithte hain so greed se bachain
      • #1623 Collapse

        Agar aap forex main successful trader banna chahtey hain to greed sey door rahain aur slowly slowly agey barhain. Forex ko seekhain aur samjhain aur phir us key bad apni ability aur skills key mutabiq profit hasil karney ki koshish krain. Greed aap key profit ko destroy kr deti hy aur aap ko buhat ziada nuqsan puhanchati hy.
         
        • #1624 Collapse

          Sahi baat ha greed apka bhtt bara enemy ha aur iske sath agar app trade karoge to kafii loss bhi karsakte ho and trading ki dunya me bhtt hi zada loss uthasakte ho so greed kabhi bhi naii karni chaiye and hamesha greed ko hame avoid hi karna chaiye
           
          • #1625 Collapse

            yeah brother definitely greedy trader ki biggest enemy he greedy ko follow karne se jab loss ho jata he to woh trader apna emotion control nahi kar pata aur mazeed greedy karta he jis wajah se woh trader mostly fail hota he trading me, is leye greedy ko follow na kare, profit earn karne ke leye always hard work kare koi short cut nahi hota,
            • #1626 Collapse

              forex tu pehly he ik buht he zeda short cut wala busiens sha masmajhta hon ku k iss ma sab kuch buht asan bana diya ha or iss sa earning itni asan ho gae ha k or zeda chrt cut aap is ko ni kr skty hain
              • #1627 Collapse

                humain is mian greedy nai hona hay humain is main practice kar kay kam karna ho ga ta kay huamin loss km ho saky agr hum market nai learning karty hain to huamin is main greed nai hota hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #1628 Collapse

                  jab b hum trade main greedy ho kar kam karty hain to humary liye sai nai hay kun kay humain greed karny say trade main acha profit nai hota hay humain to is main profit hasil karna hay
                  • #1629 Collapse

                    forex trading mien greede sb trader ki sb se bario dushman hoti hai aur apko chhaiye ke ap is mein greedy nahi ho isko sahi se seekhen iski practice kareneg to ap phir is mein kamiyab hoskate hian.
                    • #1630 Collapse

                      humain trade main agr kam karna hay to humain greedy nai hona hay kun kay hum is main greedy ho kar trade karty hain to humain achi earning haisl nai hoti hay or humain loss ho sakta hay
                      • #1631 Collapse

                        Greed all traders ka big enemy hota hai.Agar hum greed ko apni trading me lay gay tu hum trading me big losses karen gay trading me greedless hona chahye.Or trading me big losses say bachna chahye.
                         
                        • #1632 Collapse

                          Gee bhai ap ny bht achi bat ki hai humen lalich aor jald bazi loss ki taruf ly jati hai forex trading ma agr hum planning achi kren accurate dicision len intime market ma in ho aor intime exit hon daily bases py target ky hisab sy trading kren to hum behtr profit hasil kr skyy hen
                          • #1633 Collapse

                            forex trading m agr sab kch ap thek karain aur akhir m.lalach ka muzaahira karain to apko nuqsan ho skta hai isliY lalach se avoid krna chahye thanks
                            • #1634 Collapse

                              G forex trading business mein sab se ziada loss greed ki waja se hota hy aur agr hum forex trading mein greed se Bach kar trading karty han tab hi forex trading business mein profit earn kar sakty han aur forex trading mein practice kar bhi forex trading mein kaamyaab trader ban sakty han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1635 Collapse

                                Kahawat ha jab tk lalach zinda ha fraud bhooka nahi marta... isliye apko kisi bhi work me greed ki jagha wisdom use kerni chahye. Jabhi good decision liye jaa sakty hn otherwise insaan ak specific circle me ghoomta rehta ha. Yehe forex ka bhi rule ha.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X