greed enemy of every trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    Ji bhai greed wakai ne her trader ki enemy he or ziada tar traders enemy ki waja se hi Los kartay hain is liay hamin hamesha greed se bachna chahiay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      yes brother you are right. greed is enemy for every trader. Greed never give us peace. if greed give you money one day then it also take your money next day. never greed in forex. it will destroy our career in a second.
      • #1173 Collapse

        yes bro you are right or is man koi doubt nai han ham is man jitna zayada greedy kary gay ham ko is man utna hi zayada loss hoga or agr ham us pr control krly gay to phir ham ko kabi bi loss nai hoga
        • #1174 Collapse

          Yes no doubt that greed is the enemy of every trader...we should try to avoid it.some times we become more greedy hn take wrong decisions then we suffer.
          • #1175 Collapse

            yes dost ap thek keh rahy ho ham forex main jitna risk le gay ham ko utna he faida ho ga agr ham forex main high risk le kar trade kare gay tu ham ko huge profit ho ga aur agr ham ko loss ho ga tu wo hamary risk k hisab se hoga is liye dosto forex main safe high risk le kar trade karo
            • #1176 Collapse

              g app ki bat sahe hai greed os the enemy of every trader bohat saray traders forex mai greed kr jaty hain jis say un ka lose ho jata hai.
               
              • #1177 Collapse

                g app ki bat sahe hai greed is the enemy of every trader forex mai zyada tur loggon ko losse greed ki waja say hota hai hamay forex mai greed nai karni chaheyah.
                   
                • #1178 Collapse

                  lalach emotions paida karte hain is se bachne k wahid hal jo meri nazar me hai k daily target se chalein volume, t.p kam or s.l ziada rakhein or aik limit rakhien k example daily 5$ loss ho ya daily 5$ profit ho to jo pehle ho jae trading bund kar dunga baki kal karunga.
                  • #1179 Collapse

                    gee funny bunny aap ki baat say man ittifaq kerta hoon k k greed is curse ,greed is thy enemy of every trader aur jo trader greed kertay han wo kabhi kaamyab hotay man nay nai dekhey ....
                    • #1180 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen greed se kam nahi karna chahe hmen is business me hmeshah sbr se kam karna chahe agr hm is business me greed se kam karty hain tu hmen is business me kafi loss ho sakta ha
                      • #1181 Collapse

                        Yeh baat waisey sub ko pata hoti hai mujhe bhi yeh baat pata hai but is mien jo log jab trading kr rahey hotey hain na wo trading kartey waqat sub kuch bhool jatey hain ya pata nahi kia problem hai mien khud bhi ab janti houn key harmful hai but pir bhi kar jati houn.
                        • #1182 Collapse

                          Forex main kamyabi key leye koi shortcut nahi hy aur agar aap ziada profit key chakar main big volum ki lots lagayen gey to aap ka sara balance zaya ho jaye ga. Hamain aik planning key thrrough kam karna hy. Balance key mutabiq lots lagani hy. Long term trading karni hy aur small profit ko accept karna hy. Greed is curse. Agar aap ney lalach main aa kar trading ki to aap ko buhat ziada loss ka samna kanr par sakta hy.
                          • #1183 Collapse

                            Ji Han greed ya lalach her trader ke liay bohot hi dangerous hoti he kio ke is ki waja se koi bhi trader sahi faisla nahi Kar pata or phir big Los Kar deta he.
                             
                            • #1184 Collapse

                              eys meray bahi apnay bikul hi theak kaha hay kay greed har aik trader kay liye enemy hota hay so huemn chaeya kay hum greedness ko jur say khatm kerna chaeya taka hum succes rahen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                Greed bilkul nhi krni chahiye Knowledge ka hona zruri hai trader kay liye agar trader kay paas knowledge nhi hoga to easily good trading or earning bhi nhi kar sakay ga is liye zruri hai kay trader kay paas knowledge zrur ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X