greed enemy of every trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    yar up bro i am agree with you.. greedy approach leads to failure .. new traders aksar is greedy appraoch karte hain .. isay aviod karna chaiye .. new traders mai hi usually pai jati hai .. laikin jaise jaise experience aur knowledge bartha hai to ye khatam ho jaiti hai .. is may worry ki koi bbat ni
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      yes dear bilkul forex main greed nahi karna chaeay ju bhi iss main greed karta hai ussko hamesha loss he hota hai iss leay ager app nay ager forex main success hona hai tu iss k leay ap ko greed say avoid karna ho ga is say he app forex main success ho skain gay,
      • #783 Collapse

        G han app ne sahi kaha greed bht bari enemy ha har trader ki koi bhi trade agr is business me apny andr greed le aey tu wo kabhi is business me succes nahi hasil kar saky gaa
        • #784 Collapse

          greed aap kisi b kaam main krty hain to aksar loss hi hota he mere sath bht baar hoa he is trah se. is main humain pany luck per depend nahi krna chahiye bl k is main learning kr k is main practice kr k trade krni chahiye tabhi hum is main achi trade kr skty hain nahi to humain is main loss hi hota he
          • #785 Collapse

            stop loss and take profit forex trading ki do boht eham cheezyn hen ,, in k beghair trading krna boht risky hai ,, stop loss ap ko risk management me help krti hai aur take profit ap ki money management me help krta hai ..
            • #786 Collapse

              g han lalach bohat buri bala hai greedy banda forex me loss he uthata hai is lye loss se bachne ke lye greed ko khud se kahatam kar ke he forex me ana chahiye or mehnat ke sath agy barhne ki koshish karni chahiye .
              • #787 Collapse

                yes i agreed with you jb hum trade kry to hum ko greed boht tang krti hai or ya hamari enemy b hai to hum ko is sy dor rehna k liya patience k sath kaam krna chahiya koi jald bazi nhi krni chahiya
                 
                • #788 Collapse

                  greed jo hai wo har forex trader ki buhat badi dushman hai main buhat se aisy achy traders ko daikha hai k jub bhi inhon ne rsik or greed ko liya in ko buhat loss huywa hai baad main wo phir buhat pareshan hoty hain.
                  • #789 Collapse

                    assalamu alaikum bhi jan ma ap se bilkul agree krta hu forex trading ik esa buisness h jis ma lalach or zyada clever ka kui kam ni jha ham ne lalch or clever kr li hmara loss wha se hi start ho jata h khi bar lalch kr leni chaye jb ap ko pta ho k trade profit ma hi jaye ga hr bar lalach krna pagalpan h
                    • #790 Collapse

                      G ha forex trading har ak trader ki enemy profit ka greed hota hai humye chahye ke forex trading me grewd nhi karni chahye is ae humye forex trading mein lose bhi ho sakta hai
                      • #791 Collapse

                        bhai ye waka thread kafi logo ny kiya hy kaya jo log is pay is advice krty hain khud b kabi us pay amal krty hain ya bus kahty hain or khud 2 ya 3 $ ki gold pay trade laga aik he din main halky ho beth jaty hain
                        • #792 Collapse

                          ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to forex trader ki buhat badi dushman hai main buhat se aisy achy traders ko daikha hai k jub bhi inhon ne rsik or greed ko liya in ko buhat loss huywa hai baad main wo phir buhat pareshan hoty hain iss liye aap kabhi bhi greed mat kro
                          • #793 Collapse

                            yes Dear greed main factor hai losses ka is business mein , maximum trader he is greed ki waja se apna tamam capital loss ker dete hai wo is business mein aik he din mein rich bannae ki khushish kerte hai jis ki waja se wo apni tamam money loss ker dete hai is leye jitna ho sake is business mein patience se work kare.
                            • #794 Collapse

                              dear es business ma itna profit hai ka baz dafa hum bagar analysis ker bhe trade laga dy ty hai jes sa hum ko aksar loss ko bhe khatra ho jata hia es leya agar hum proper samaj ker trend ko dhaktay howa trade lagy tu umed hai kafe ache profit kama saktay han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                per hum in sey tbhe waqif ho skty heen jb hum khoob practice kreen or market mey enter hon or lalach sey bachna chyee or demo per bhe bht sara work kerna chyee aky humey bht zada practice ho jayee

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X