greed enemy of every trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    g ha forex me trding karne se pahle hume apne andar se greeding ko khatam karna ho ga humy daily erning ka target set karna ho ga is ke bad jab hum target achive kar lye to mazid trding se graz karna chye ....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      ha g jnab....app ki baat hundred percent thek hay jnab.........insaan ko ksi bhi business mai zara bhi greed nahi karni chahye jnab......it is a very god job jnab....
      • #558 Collapse

        gee ha i agree with you ke greed enemy ha q ke aksar greed me hum short cut apnate he or isi chakar me hame loss ho jata ha islye kehte ha ke greed is curse
        • #559 Collapse

          g bahi sahi kaha hy ap ny forex trading mein bohut sy log greed karty hen to un ko is mein loss hi hota hy is mein ap jab greed karty hen to ap ko is mein kamyabhi hasil bhi nahi hoti hy aur na hi ap is mein earn kar sakty hen.
          • #560 Collapse

            kuch traders sochtay hain kay wo greed kar kay aik hi raat main rich ho jaayain gy lakin darasal greed unka sab se barra enemy hota hai forex main. greed se bach kar trade pe mehnat aur focus karna chaahiye.
            • #561 Collapse

              Sab sy bara dushman hamara trading mai greed karna hai G han dear mere khyl mai sb sy ziada dangerous cheezain 3 hain trading mai or un mai sys b sy pehly greed hai q k hum greed karty hain or humain jo profit hota hai us sy satisfy nai hoty or greed ki wja sy galat yan jaldbazi mai trade laga dety hai or result humain loss hota hai or greed k sath sath humain apny emotions or expressions pe b control karna chahye so mere khyl mai yahi cheezain forex mai loss ki waja banti hain
              • #562 Collapse

                i am quite afraid to lose money. actually i closed my order too early though i was still earning some pips. cause i was afraid that it will go other direction. and i was advised just to keep on waiting and if i didn't close too early i could have like 28 pips more.
                   
                • #563 Collapse

                  g haan apne bilkul saee kaha hai mein apki baat se bilkul sehmat huun forex mein lalach krne ka anjaam srf loss hee hai agr wo apne dil se lalach k tamam thnking nikal de to wo eik acha trader bn skta hai wrna to usko lalach dubadegee
                  • #564 Collapse

                    greed loss k doosra name hai. jab koi trader profit gain karta hai too us k mind kha ga k or profit hona chaiea ya thora hai and is ko pira karna k liea vu or trade open kar la ga jis ma usa loss hu skta hai. forex trading ma patience sa kam laina chaiea.
                    • #565 Collapse

                      Greediness yaqeenan kisi bhi trader ky liey sab sy zaida nuqsaan ka bais banti hai q ky jab bhi ek trader greediness ka shikar hota hai tu wo ghalat decision lyta hai aur un ghalat faisloon ki waja sy wo loss uthata hai. Ek acha trader khabi bhi greediness ka shikar nahi hota aur buhat patience sy kaam lyta hai. Patience trading ky kaam mein buhat zarori hai.
                      • #566 Collapse

                        greedy approach leads to failure .. new traders aksar is greedy appraoch karte hain .. isay aviod karna chaiye .. new traders mai hi usually pai jati hai .. laikin jaise jaise experience aur knowledge bartha hai to ye khatam ho jaiti hai .. is may worry ki koi bbat ni.....ek new trader is kaam me ata hai to wo barha garam josh hota hai aur wo kehta hai me ye kar don me wo kar don ga lekin aesa hota nahi wo jitni juldi ata hai utni he juldi wapis jata hai.
                        • #567 Collapse

                          well yes it is true k greed hr trader k lie sbsay zayda dangerous enemy hai aur jo b trader greed krty hain aur ise chakr mai bht zayda trades kr beth'ty hain voh hmesha nakam hoty hain aur apna profit b lose kr daity hain
                          • #568 Collapse

                            Assalam.o.Alikum Forex trading is very sensitive business to do and es may ager greedy ho kar kam kiya jaye to bohat big loss ho sakta hay or hota hay and i experienced it as well so dear hamy chahye kay during trade ham apny emotions ko control may rakhyn and discipline kay sath work karyn ta kay big loss ka samhna na karna pary
                            • #569 Collapse

                              my dear friend aajtak me ne nahy deka hay ke kese greedy trader ne kabui trading me earning kia hoga. har baar greedy trader lsot karta hay . hame chahiye ke hum kabi bee trading me greed na kare . agar hum sample trading karenge to hame kam se kam lost ka imkan hay .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                greed can affect us in very badly way because greed is the factor that made may traders to losse their whole money. so always avoid greed in you trading

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X