Dear members jesa keh hamain amloom hain k market ko samjny k liye hamain different tareeky hoty hain wahein paar hamain fundamental aur technical analyses karny ki zarorat hoti hai aur hamain jin ki amdad sy market ko samjhny mian asanai hoti hai. Jab ap market main different important analysis par completely study karty hain to ko bhot zayda advantage milty hain. Ap ko hmesha market main apny analysis ko strong karna chahye, Agar aap market Mein kamyab trading karna chahte hain, to iske liye aapko different type ke analysis apni trading Mein shamil karna hote hai. Forex trading market me fundamental analysis, technical analysis or sentiment analysis hote hain. Fundamental analysis se related kuch important or valuable explanation apni post may include karna chahti hun.
What is Fundamental Analysis?
Dear member fundamental analysis wo analysis Hote Hain, Jo aap Forex trading market me expected news ki basis per mukmmal kar rahe hote hain, aur apni trading ko fayda mand banane ki koshish kar rahe Hote Hain. jab market Mein different news expected hoti hai to us time per market ki volatility bahut jyada ho jaati hai aur aap minimum time mein bahut Achcha munafa Hasil kar sakte hain.
Types of News
Forex market main daily basis per bahut jyada newses market ko negatively or positively effect kar rahi hoti Hain iske sath sath monthly basis per bhi bahut hi strong newses market ko effect kar sakti hain, Jin ki vajah se market ki volatility bahut jyada ho sakti hai Agar aap market Mein newses koo properly categories main convert karke unke mutabik update trading karte hain, to aapko bahut munafa mil sakta hai. Following type ki news is market mein bahut jyada volatility ka reason Baan sakti hai.
====Non Farm Payroll
====FOMC
====Interest Rate News
====News Affecting US Index
Importance of Fundamental Analysis
Dear market Mein fundamental analysis ki bahut jyada importance hoti hai, jab aap fundamental analysis ki basis per apni trading Ko mukammal karte Hain, to ismein aap minimum time mein bahut Achcha munafa Hasil kar sakte hain. Kyunk minimum time mein aap apne target ki achievement kar sakte hain. Agar aap market Mein fundamental analysis kay expert Ban jaate Hain to aapko bahut accha profit mil sakta hai aur na sirf haam acha profit hasil kar sakty hain haar dafa market ki sahi prediction karny maim kamayabi hasil akr sakty hain.