Double Top Candlestick Pattern ek bahut hi important candlestick pattern hota hai. Is candlesticks pattern ki basis per hum bahut profitable and effective trading kar sakhty hain. Is candlesticks pattern ki information main apni post main shamil krna chahta hun.
Double Top Candlestick Pattern
Double Top Candlestick Pattern aik eisa candlestick pattern hota hai, jismein market aik higher point ko touch karti hai or kuch time duration kay bad phr usi price zone ko touch krti hai or downwards movement start kar dete hai.
How to recognize of Double Top pattern?
Is candlesticks pattern ko aap asani sa recognize kar sakhty hain. Jab aap kisi specific time frames main is candlestick pattern ko recognize krna chahty hain, tu aap easily isko Recognize kar sakhty hain. Market main 2 highest point ko aap easily recognise kar sakhty hain.
Trading Techniques during occurance of Double Top pattern
Agar aap double top candlestick pattern ko identify kar laty hain tu aap is place per selling ki entry la sakhty hain. Kunk jab aap is levels per kei bhi bearish sign observe krty hain, tu aap us per apni selling entry la sakhty hain.
Stop loss limit
Is candlesticks pattern ki basis per entry leny kay bad aap apni trade ka stop loss first higher point per select kar sakte hain. Yah aik eisa point hota hai jo aik strong Level hota hai.
Formation
Double Top Candlestick Pattern ki formation hamesha aik strong resistance level per hoti hai. Jab aap is candlestick pattern ki formation ko study karte Hain to hamesha aik achi resistance per isko find krna apk liye zyda faidamand hota hai.
Examples in Chart
Forex trading mein candlestick pattern ko carefully identify krna or isk mutabik apni working krna important hota hai. Main aap sa aik image share kar rha hun jo above mentioned details ko zyda explain kar sakhti hai. Is trading chart sa aap double top candlestick pattern ko achi tarah samjh sakhty hai