Assalamu Alaikum dear jab Ham Forex trading business mein kam kar rahe hote hain, To hamen iske har ik topic ke bare mein complete information aur knowledge ka hona bahut zaruri hota hai. Tabhi ham is main acchi aur profitable trading karte hue successful ho sakte hain. Dear aaj main bhi aapse margin call se related kuch important information share karna chahti hun, aur ummid karti hun ki ya information aapko bahut zyada help out karegi.
Margin call:
Dear friends forex trades Jab aap market main inter hote hain aur aapki trade bahut zyda loss main jaa rahi hoti hai, aur jab aap ka nuksan aapke account balance ki basis per zyda ho raha hota hai, aur aapke account mein just 15 to 20% balance reh jata Hai, to us condition main aapko broker ki taraf se margin call receive hoti hai, jismein aapko yah information provide ki ja rahi hoti hai ki aapko ab extra investment karni hoge, otherwise aap ka account completely washed ho jaega, is ko Forex trading market mein Margin Call kahate Hain.
Resons of Margin call
Dear friends margin call ki definitely kuch reason ho sakti hain. Jab aap market mein apni working complete kar rahe hote hain, to following important reasons ki vajah se aapko marjan call receive ho sakti hai, isliye aapko sabse pahle in reasons ko eliminate karna hota hy.
Without analysis trade open krna
Forex trading main market analysis bohat zarori hai Market analysis sy he achi decision making kye ja sakty hain aur achi Trading ki ja sakti hai.Market analysis na karny ki wja sy trades main loss hota hai aur loss ziada hony ki wja sy margin call ati hai Is situation main agar mazeed deposit na kia jaye to account wash ho sakta hai Isi lye achy market analysis kar k he market main Entry lany chaiye Ta k loss na ho aur acha profit earn kia ja saky.
Over Trading
Forex trading main hmysha balance aur equity ko dekhty hue trade open karni chaye aur market analysis bhi lazmi karna chaiye kabhi bhi over trading nhi karni chaiye, aur na he lalach karni chaiye Over trading sy loss ho sakta hai Aur margin call ki reason ban skti hai.
Use of large lot size
Dear friends Agar aap forex trading main according to the money management rules and regulations apni working nahin karte hain, aur maximum lot size select karte Hain, to aysi condition main aapko margin call receive ho sakti hai. Aur aap out off balance ho sakte hain, isliye aapko hamesha money management ke mutabik apni working karni chahie aur profit hasil krna cheye.
How we safe our account from margin call
Dear friends Hamen koshish Karni chahie ki jitna possible ho sake ham market mein margin call se bachn aur iske liye hamen kuch learning karne ki zarurat hai aur is ky sath sath rules ko follow karne ki zarurat hai.Tab hi ham margin call se bach sakte hain otherwise hamara market main loss hota rahega or Margin call se bachne ke liye hamen kuch impotant steps lyne ki zarurat hai hi tab hi ham Apne account ko safe rakh sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим