How to analyse a Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to analyse a Market
    Assalam alaikum dear members!
    aj ki post main hum kch basic discussion krn gy market analysis ki k wo konsi cheezen hain k jisko phly mark kr k market ko analyse karen or konsa time frame use karen.

    Market Trend:
    Dear members phly hamen chahye k hum market ka trend lazmi dkh ln k price kis direction kr trend mai chl ri hain.
    or ye b zrori ha k market trend ko kisi bary time frame main dekh jyg jesa k Daily ya Weekly.
    q k bary time frame main longerm trend dkhai deta ga or jb k choty time frame main short term hota ha.
    bary time frame main market ka trend dkhny k lye hamen kch trendlines use karni parti hain agr to market upward trend main ha to higher highs or higher lows bnati ha js main hm market k opr ki trf or nechy ki trf / trend lines lga skty hain highs ko highs k sth mila k or low ko lows k sth mila jsa k nechy picture main dkhaya gia ha.

    Click image for larger version

Name:	35A910C9-2BD3-49D0-9B88-E4B95350F2F5.jpeg
Views:	10
Size:	39.1 کلوبائٹ
ID:	12478798

    or agr market downtrend main ha to market lower lows or lower highs bnati ha agr in lows ko lows k sth or highs ko highs k sth milaya jy to opr nechy 2 trend kines bnti hain.
    opr wali trend line ko resisting jb k nechy wali trend line ko supportive trend line kaha jata h.

    Click image for larger version

Name:	AC7FA2E9-AE6F-4EB0-BB10-F0A9CE1A9B15.png
Views:	14
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12478799

    baz okat ho skta ha market main srf aik hi trend kine bny or nechy ya opr koe support ya resistance ho jo k nechy hm discuss karen gy.


    SUPPORT & RESISTANCE:

    Dear members market ka trend jan'ny k bad hamen pata chl jata ha k ab prices ki direction kia ha or phr hm usi direction main entry talash karty hain.
    or es k lye hm markey k wo areas mark karty hain jahan market ko opr ya neechy jany main rikawat ai ho.
    agr koe price ya price range markek ko opr jany se rokti ha or market wahan se kai bar reject ho k wapis ati ha to us price ko resistance kaha jata ha jo k pic main dikhai gai ha.

    Click image for larger version

Name:	EC9F1F81-30A2-4602-ADBC-F0E3FB4B8970.jpeg
Views:	10
Size:	30.0 کلوبائٹ
ID:	12478809

    or jo price ya price zone market ko nechy girny se roky rkhta ha or wahan se market kafi bar reject ho kr wapis opr aa jati ha to us price zone ko support kaha jata ha
    jesa k necy picture main dekhaya gia ha.
    Click image for larger version

Name:	9B406AC0-CBBC-4EAD-B7F5-64C404C1B5B0.jpeg
Views:	10
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12478812

    agr market uptrend main ho to hm strong support or resistance area mark karty hain or support se rejection k bad buy ki trade legy hain or profit target resistance hota ha.
    منسلک شدہ فائلیں
    THANK YOU GUYS ! :1f60a:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to analyse a Market

    Ji han bilkul Bhai aapane mein theek kaha hai gram market mein achcha kam karna chahte hain to hamen ismein analyse karna hoga garam ismein analyse karke kam karte Hain to hamari trading acchi hoti hai ismein analyse ko aur chat ko dekhkar ismein hamen trading Karni hoti agar Ham trading dekhkar samajh Kar karte Hain to Ham ismein acchi trading karke acchi cancel kar sakte hain ismein soch samajhkar market ko samajhna hota hai jisse Ham experience hasil karne k aur ismein Na Lage hustle karke trading ke liye analyse hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: How to analyse a Market

      Dear members market ko analyze karna must hai forex trading mein humein market ko kaise analysis karna chahiye ye bahut zyada zaroori hai ya hum es market ko kaise analysis kar sakte hai hume is baat ki samajh honi chahiye learning k duran sikhna chahiye forex trading business me trading karne ke liye hume trading plan banana hota hai uske mutabik hum kamyab ho sakte hain.

      Technical Analysis:

      Market mein technical analysis ki behad value hai technical analysis hume market ko samajhne mi achi khasi kisam ki madad dete hai hum technical analysis ki base per market me achi trading kar sakte hai aur accuracy bhi milti hai technical analysis aham hain technical analysis mei hume bohat sare indicators milte hai unko bhi hum use karte hain inse jin per hum work kar sakte hai trading mein.

      Indicators:

      Indicator markert ka indication dene ka bahtren tool hai Indicators hume signal dete hai kuch indicators fast signal provide karte hai hum uske mutabiq apni trade open karte hain or kuch indicators aise hai jo hume slow signal dete hai isliye indicator ka bhi use hota hai

      Market analysis by leading indicators:

      Ye type k indicators ka kafi use hota hai leading indicators aise hote hai jo hume fast signal dete hai hum foran se market ka andaza laga lete hain or zaida dafa signal dete hai lakin ya hume kuch signal right dete hai ye sab se zyada faida hume hasil ho jata hai or kuch hume false signal bhe dete hai in me RSI Stochastic etc in sab ka hi use hota hai.

      Market analysis by lagging indicators:

      Legging indicator ka bhi behtreen use hota hai legging indicators aise hai jo hume signal slow dete hai analyze karna hota hai late signal milta hai lekin acha signal milta hai hume ye sabs e bara isi ka faida hota hai hum is per trades kar sakte hai moving average etc.

      Analysis by Support and resistance:

      Technical analysis mei dekh jata hai is pattern ka bhi best use hota hai support and resistance ki bohat hi value hai market support and resistance ko bohat respect deti hai iske mutabik kafi market move karti hai aksar market support ya resistance level se return kar jati hai isliye hum apne analysis iske mutabik karte hain hum stop loss or take profit support and resistance level per laga sakte hai lehaza koshish karni chahiye support and resistance k mutabik analysis karne chahiye.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: How to analyse a Market

        Dear Friends, Assalam alaikum umeed krta hon ap khairait say hon gay, market ko analysis karne kay liye aap kay pass is ka experience hona zarori hai is kay liye learning kay waqat ap ko is kay mutaliq knowledge hasil karna chahiye take perfect tarha se analysis kar kay mufeed ho sakein, order open krne say planing aur strategy kay sath kaam lain take risk ka kam se kam khatra lahaq ho.

        Indicators:-

        Indicators market mein aik aahim pahlo hai jo humein indication farhaam karta hai kuch indicator humein jaldi signal farham kartay hain aur kuch indicator sust hotay hain jin kay signals late masool hotay hain mgr in donon indicators ko istamal kia jata hai.

        Technical analysis:-

        Technical analysis khasi ahmiat kay hamil hain in say humein indication mein bhi madad milti hai aur bahut say pahlon mein in say trading mein saholiyaat hasil hoti hain jin say hum achi tarha trading kar sakte hain aur is say risk ka minimum impact hota hai agar hum is ko achi tarha say smjh sakein tu.

        Market analaysing by lagging indicators:-

        Lagging indicator bhi mufeed hain yeh indicator slow hote hain magar is say istafadah utbaya ja skta hai aur trading mein in ka kafi amal dakhal hai is per nazr rakhna bahut zarori hai.

        Market analaysing by leading indicators:-

        Yeh indicator intahi mufeed indicators hain in ko istamal karna behad zarori hai is say aap apna order ba aasani open kar kay is say profit hasil kr sakte hain in ko use karna harghiz mat bholein.

        Analysising by support & resistance:-

        Trading mein support aur resistance per nazar rakhna bahut zarori hai kiun kay is say humein andaza hota hai kay market ko say pattern pe ja rahi hai agar aap ko pattern ka andaza ho jae ga tu aap order achi tarha say open kar kay is say profit bana sakte hain support aur resistance ko judge karne kay liye aap ko mukhtalif duration kay candles dekhnay hon gay take aap market kay trend ko bakhobi jaan sakein aur risk free trading say istafadah utha sakein.

        اب آن لائن

        Working...
        X