Discussion on Margin Call.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion on Margin Call.
    What do you mean by margin call and how margin call creates full loss?

    Hello members umeed hai aap forex ke platform mein kamyabi hasil karni keley zyada se zyada mehnat kar rahe honge esmein kamyabi hasil karne ke liye es platform kaam karne wale all members ki responsibility hoti hai ke voh her business jismein kaam kar rahe hain uske rules and regulations ko identified karen aur usko apne kaam mein follow bhi karen market mein jab aap kaam shuru karte hain to us time zaruri hota hai kya aapke pass es se related complete knowledge ho aur aaj ham market mein trading ke platform se related margin call information app ke sath share karenge.

    What is Margin Call?

    forex ky platform mein kaam karte hue bahut zyada importance rakhte hain aur inko ignore karke kisi bhi member ko trade ko open nahin karna chahiye balke jab aap trade ko open karne ja rahe hote hain to use time aapke liye zaruri hota hai kya aap sabse pahle apne margin level ko acche tarike se set karne agar aap es ko apne account ke sath sahi tarieky se set Karenge tu is tarah se aap Logon ko market mein kaam karte hue nuksan nahin hoga.
    market mein me new traders aise hote hain jo market mein success hasil karne Ki khwahish rakhte hain aur jab vah apne trade ko open karte hain to use time agar market unki trade ke againts chale jaati hai to es tarah se ek marjin call aati hai aur imaging call use waqt aati hai Jab bank account balance bilkul khatm hone ke kareeb hota hai aisa kab hota hai to use time voh bahut zyada confuse ho jaate hain.


    market mein kaam karne wale members ko chahiye ki voh apna kaam hamesha sabar ke sath karen aur market ki es condition mein confuse bilkul bhi nahin hona chahiye agar vah market ka sabse pahle acha knowledge hasil karke apna Kaam shuru karenge to vah har condition ko aur har problem ko acche tarike se samajh payenge aur usse solve bhi kar sakenge margin call level ko calculate karna bahut zyada zaruri hota hai usko calculate hamesha sahi formula se karna chahie.


    Click image for larger version

Name:	call.png
Views:	1
Size:	230.2 کلوبائٹ
ID:	12478769
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion on Margin Call.

    Margin call Kya hy

    Dear friends trading kay doraan jb hamara capital totally trading order lagaty huay used margin main chala jata hay to aisa point jis per ham mazeed trading order place na kar saken next order place krny py hamen margin Kam hony ki indication ati hy jis ko margin call kaha jata hay. Amooman apki leverage 1:500 ho to ap 3 $ say kam kay free margin per ham koi trading order place nai kar sakty.

    Click image for larger version

Name:	images (37).png
Views:	2
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12350329

    Margin in Trading .

    Risk management main ham account leverage, lot size, broker spread aur pair kay volume ko bhi sort out karty hain. Youn jab hamara trading order place ho jata hay to ye margin hamain alag say show ho raha hota hay. Currencies pairs ka normally 0.01 ki lot selection say 1$ ka margin use hota hay, jab keh jaisy jaisy lot size main izafa hota jaye isko ham margins say multiply karty jaty hain aur trading main used margin barhta jata hay. Trading main running loss ya profit hony say used margin same rehta hay.

    Click image for larger version

Name:	images (38).png
Views:	9
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12350330

    Free margin.

    Trading main used margin barhta hay hamara free margin kam hota jata hay. Yani remaining capital ya equity kam hoti jati hay aur jab hamari trade running loss yani minus main ja rahi ho to bhi hamara free margin kam hota jata hay aur is hisab say hamari equity main bhi kami ati rehti hay. Laikin ager hamari trade profit main ja rahi ho to hamara free margin increase hota jata hay jis say ham mazeed trading bhi kar sakty hain.

    Capital

    Forex trading ma trader jb trade ko open karta hai to uski lot k hesab sy ik portion us trade k lae mokhtas kar deya jata hai. Jb trader ko profit hota hai to ye margin jo capital sy less howa hota hai pora ho jata hai or trader ka capital grow kar jata hai. But jb trader ko loss hota hai to ye es ka capital ka zayada sy zayada hesa consume ho jata hai or ik time asa ata hai jb trader ka pora account he wash ho jata hai or trader ko kuch hasil ni hota. Forex trading ma trader hamesa ye kehty hain k new traders ko hamesa small lot sy trade karni chahe. Es ka benefit ye hota hai k trader ka account wash ni hota or wo lamby arsay tak trade ma reh sakta hai. Jo trader long term trade ma in rehta hai usk kamyab hony k chances barh jaty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (39).png
Views:	1
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12350331

    Advice for Traders

    Jo trader short cut sy kamyab hona chahta hai uska account bhot frquently wash ho jata hai. Trader k lae better ye he hai k wo hamesa small lot sy trade kary. Es sy usko profit kam hota hai but us ka capital safe rehta hai. Trader tb he kamyab ho ga jb uska account safe rahy ga.

    اب آن لائن

    Working...
    X