bearish trend

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    G janab market ka visit krny ka bht faida hy bcz agar ap markett ka visit nai kro gy tu ap ko kuch nai hasil ho ga or market mai visit krny ky liyay ap ko bht kuch krna parhta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      ha g hai kay ap kay pas sellers ziada active hote hain buyer se ziada kyun kay jo prices hotin hain chheezun ki woh sab downward jaa rahi hotin hain jin ki waja se yeh
      • #318 Collapse

        Forex trading mein agar koi kehta hai ke market ka trend bearish hai to it means ke market neeche ki taraf ja rahi hai gradually aur ap is mein buy ka order nahi lagayen bilkul bhi,just sell ka hi order lagayen is mein.
        • #319 Collapse

          bearish trend dopwn trend means ke sell ka trend hota hai us me ham ko hamesha yahi khayal rakhna hota hai ke kabhi bhi jab peeche se trend bearish ban rha ho to buy na karen or sell me he trade lgayen or stop loss lazmi use karen .
          • #320 Collapse

            bearish trend ka matlab hota ha k market main trading ka trend downsidde ki tarf ha is liye ap ko is main dehan say kam karna chaye or buying say perhaiz rakhna chaye agar ap k passk uch buying pari b hoi ha tu ap ko chaye k apni trade close kar dain
             
            • #321 Collapse

              ji ha bilkul thek samjhrahe hen our bearish trend ka matlab hai ke sellers ka control hai iswaqt our tab just selling se he acha profit milsakta hai our agar hame ye chez pata chaljae ke market bearish hai ya bullish to bhe ham acha trading karsakte hen our is se hamari loss ki chances kam hojati hen so trade direction of trend
              • #322 Collapse

                G g aesa hi hota hai k jab trend bearish ho tu hamin sell ki trade profit de sakti hai isi tarha agar bullish trend ho to hum buy ki trade se faida utha saktay hain. or market har waqt kabhi sell or kabhi buy condition ki taraf jati rehti hai bas yehi to samjhna hota hai k abhi market ka fllow hai kis taraf.
                • #323 Collapse

                  Forex trading min market kabhi ooper aur kabhi neeche jati he ye situation har waqat hi chalti rehti he magar hum samjhdari se kaam karin to humin andaza ho jata he k ye movement kis taraf ko chale gi en dono yani opper uar neeche jane walei movement ko bullish ya bearish market kehte hin.
                  • #324 Collapse

                    useful believing is necessary in each and every circumstance even though within foreign currency trading, but for me personally useful believing definitely not for a long time will be advantageous consequence, mainly because within this fantasy just benefit so it will make folks your own investment decision risk together with I do feel that could be mistake
                    • #325 Collapse

                      Among the things that must be considered to reduce the risk: trading, according to market analysis (technical analysis of currencies and fundamental analysis of currencies), to choose the appropriate trading systems, the use of providers signals and Forex Signals, and trading via the Forex automated programs. However, the best way to reduce risk, and that is how hard and long, that you are in the forex markets Forex enough on education, before you start out on the real Forex trading account. But most experts recommend the use of Forex demo account certain period of time before you Baltdoual real money.
                       
                      • #326 Collapse

                        forex trading ke market mai trends hote hai 3 types ke jis mai se aik hota hai bearish trend jis mai market girte hai.bullish trend mai market rise hote hai aur neutral trend mai apko market sideway dekhte hai.:)
                         
                        • #327 Collapse

                          market mai teen tarha ke trends hote hai aik hota hai bearish trend jis mai market down hote hai.bullish mai up ke taraf hota hai market ka trend ous ke baad ata hai neutral trend jis mai market side ways ja rahe hote hai.
                           
                          • #328 Collapse

                            forx trading main bearindh trend ka matlab hota ha ha k us time market main seller ki ratio bohat ziad ha or is time buying nahin karni chaye agar ap nay us time buying karni ha tu kisi specific level ka wait karain isi vja say market main donoun trend ki trading hoti ha gar ap ko markt main bearinsh trend mill raha ha tu ap ko chaye k us time short sell main kam karain na k buying kar k apni position kko or zaid kharab kar lain ap ko bus trend ki samjh ani chaye k market kis trend main chal rahe ha yahe is market ki khobi ha k ap har trend main trade kar sakty hain agar ap ko market mian trend wise trading karni ati ha tu
                             
                            • #329 Collapse

                              G but is mien mushkil hamien yeh aati hai key pata kaisey chaley key yeh trend bearish hai ya pir bullish hai kiyoun key mien ney to jab bhi bearish samjh key position open ki market upward move hona start ho jati hai isi tarah bullish samjh kar position open ki to market downward aana start ho gai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                dear bearish ka forex may matlab hay down ki taraf jab bi ya candle ban ti hay to aap ko sell par entry laga dayni chahiy laykin iss say pahlay aap nay news ko bi check karna hay kay market may kiya news aayi hay jiss ki waja say ya asar para hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X