INTRODUCTION :
Aslam u Alaikum! Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k satg kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Aj main ap ko trendlines k related important information share karna chahti hun jis ko samjh kar ap asani sy trading kar sakte hain..
IMPORTANCE OF TREND:
Dear Har trader ye tasleem karta hai kay koi bhe aik aise strategy nahi hai jo hundred percent kamyaab ho. Yeh aik obvious baat hai aur yehi wajha hai kay traders ko har time aise cheezin dekhni chahey jin sy wo zaida trades main kamyaab ho. Aur enn cheezoon main sy aik cheez trend hai. Trend kay sath trade kesy karna hai ye seekhna intehaai zaroori hai. Agar aapne koi strategy bnaai hai aur us strategy main koi imperfections hain to trend us ko cover kar sakta hai. For example market downtrend main aur aap nay trend identify karney kay baad agar trade trend main laga de aur market aap kay against chali jaati hai. Lekin wo trade aap kay liey khtry ka baais ess liey nahi hai kun kay eventually market trend ke simt main aay ge aur aap trade sy ba-asaani nikal sakte hain.

IDENTIFICATION OF TREND IN FOREX
Agar aapne trend ko determine karna hai pehly apne jis currency pair ka trend find karna hai uss ka chart jo kam az kam 100 sy 200 candles par mushtamil ho, nikaalin aur uss sy price ke simt ka taaiyun karin. Aur aap dekhin gy kay market up trend main hai ya downtrend main.
USIN TRENDLINE:
Dear Trend ko identify katna aur bhe easy ho jaata hai agar hum trendlines ka istemaal karte hain. Trendlines sy ye asaani sy pata chal jaata hai kay market kahan sy bounce kary ge ya support aur resistance ko torr kar market ke direction ko change kare ge. Agar trend upward chal raha hai yo aap Multiple lows ko connect kar kay trend line khench sakty hain downtrend market main aap multiple highs ko connect kar kay trendline laga sakty hain.
EXPLANATION:
Dear agr ap successful trading karna chahty hain, to Forex market main ap ko proper judgement karna hota hai jab ap different factors par study karty hain to market main maximum advantages available ho sakte hain. Jesa k diey huy chart main clear uptrend dekh sakty hain aur aur higer lows ko connect kar ka trend line lagai gai hai..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим