What is Gross Domestic Product And How It Plays Role On Economy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Gross Domestic Product And How It Plays Role On Economy?
    Gross Domestic Product (GDP)
    Gross Domestic Product ya jis ko short term ma GDP bhe kehty hain uska urdu main matlab Majmooei Muollki Paidawaar hai. Jesa kay lafzon se zaahir hay kay GDP mulk main jitne mulkk ke Paidawaar Goods and services hote hain unn ko jama kar kay bnayaa jaata hay aur ye salana calculate kiyya jaata hay. Gdp main saari wo cheezin shamill hoti hain joo uss saal main kise bhe mulk main new banaai jaati hain ya tiyaar hoti hain. Maslan agar aik saal main 1 lakh new gaariyan bani hain to unn ke keemay ko GDP main shamil kiyaa jaata hai esi tarha aur bhe jo cheezin banti hain un sb ko shamil kiya jaata hai.

    GDP Explanation
    Gross Domestic Product har mulllkk main salana calculation kay baad zahir kiya jata hay aur GDP mulkk main jitne bhe new chezin banaai jaati hain ya biktee hain un kee keemat ko jama kar kay bnayaa jata hay. Ye baat zehan main rakhi jaay kay GDP main sirf wohii cheezin shamil hoti hain jo sirf peehli baaar sale hoti hain. Agar koi cheez dobara ya phir repair ho kay sale ho to wo GDP main shammil nahi hoti hain, Haan jo cheez repair hoti ha maslan agar gaari hay to uska tire to wo GDP ma shamil ho gaa naa kay dobara se pori garri ke keemat. GDP mulk ke tarakki ko show karta hay aur ye tarkki ke nishani hai.

    Click image for larger version

Name:	What-is-GDP.jpg
Views:	1
Size:	99.6 کلوبائٹ
ID:	12478681

    How It Plays Role On Economy
    GDP mullk ke maeeshat ke pehchaan hay agar GDP zayda hota hay to us mulk main companies zayda bandy hire kartti hain aur zayda salaries de jaati hain. Jis se mulk ke taraaki zahirr hoti hay. Es kay braakas agar mulk ka GDP down ho raha ho to inflation ya afrate zar bahut zaida bharti hay aur berozzgarri ya unemployment bharti haiy. Jo kay mulk ke tanazli ke nishaani hota hay. GDP ko forex traders bahut zaida Importance detty hain kun kay GDP say aany waly mahenon yaa salon main Economy par asraaat zahir karty hain. Agar kisee mulk ke economy ko positive momentum chaahey ho yaa uss kay GDP par sab zaida foucas kiya jaata hai. Forex traders jabb bhe analysis karte hain aur specially fundamental analysis main sab sy zaida esy ehmiyat dee jaati hai. Technical analysts bhe GDP par lazmi nazar rakh kar technical analysis karte hain aur analysis main saari cheezin bashamool GDP dekhty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Gross Domestic Product And How It Plays Role On Economy?

    Asalamualikum dear members umeed Hy ap sb khariyat Sy hon gy or forex py mehnat kr k kamyabi hasil kr rhy hon gy.dear members aaj hm apni post mein GDP Sy related baat krein gy.



    What is Gross domestic product :

    Gross Domestic Product ya jis ko short term mein GDP b kehty hain us ka urdu mein mtlab Majmuei Muollki Paidawaar hy. Jsa k words sy zahir hy k GDP mulk mein jitne mulk ke Paidawaar Goods and services hoti hain un ko jama kr k bnaya jata hy or yeh salana calculate kiya jata hy. GDP mein sari wo cheezin shamil hoti hain jo us saal mein kse b mulk mein new banai jati hain ya tiyaar hoti hain.

    Click image for larger version

Name:	a-guide-to-gdp-and-forex-trading.jpg
Views:	1
Size:	34.5 کلوبائٹ
ID:	12394804

    Explanation :

    Gross Domestic Product hr mulllkk main salana calculation k b
    d zahir kiya jta hy or GDP mulkk mein jitne b new cheezian banai jati hain ya sale krty hain un k price ko jama kr k bnaya jata hy. Yeh baat mind meiin rakhni chaheay k GDP main sirf wohi cheezin shamil hoti hain jo sirf pehli br sale hoti hain. Agr koi cheez dobara ya phir repair ho ky sale ho to wo GDP main shamil nai hoti hain, jo cheez repair hoti hain. GDP mulk ke tarakki ko show karta hy or yeh taraki ke nishani hy.

    Click image for larger version

Name:	EC-Oct-31.jpg
Views:	1
Size:	32.2 کلوبائٹ
ID:	12394802

    GDP important role:

    GDP mullk ke maeeshat ke pehchaan hy agr GDP zyada hota hy to us mulk main companies zyada bandy hire karti hain or zyada salaries de jati hain. Jis sey mulk ke taraqi zahir hoti hy. Es ky opposite agr mulk ka GDP down ho rha ho to inflation ya afrate zar baht zyada bharti hy or berozgari ya unemployment barhti hy. Jo ky mulk ke tanazli ke nishaani hota hy. GDP ko forex traders baht zyada Importance dety hain kun ky GDP say any waly months or years main Economy pr asrat zahir karty hain. Agr kse mulk ke economy ko positive momentum chaheay ho ya us ky GDP pr sab zyada time focus kiya Jata hy. Forex traders jab b analysis karty hain or specially fundamental analysis main sb sy zyada esy Importance de jati hy. Technical analysts b GDP pr lazmi nazar rakh kar technical analysis karty hain or analysis main sari cheezian GDP dekhty. Analysis krny k liye Hmain zyada Sy zyada knowledge hasil krna chaheay.tb he hm all factors ko easily smjh skty Hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is Gross Domestic Product And How It Plays Role On Economy?

      Purpose of GDP in Forex

      gdp main aap common military benchmark dekhe to total production dekhe in production ko samjhaie to aap ko pata lagta hai ki ham kis tarike se trading co analyse karte hain kaise trade hote hain jo market per aise market karte hain vah understand karne ki koshish karte hain hamen vah commonly ke sath hamen understand karna hai har concept ko lekar chalna hai market mein ek chhoti mistake bhi aapko kafi heavy lost a sakti hai

      Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12394815
      How The Indicator Works

      Indicator mein hun GDP ka indicator tarike se work karta hai ki Yahan per Jo Hamara indicator hota hai Ham usmein formula Lagate Hain for example Jo Hamara Hai For example, if the U.S. dollar has a 4% growth rate, while the Japanese Yen has a 1% growth rate, the NGDPD would be the difference between 4% and 1%, equalling a 3% differential.
      What is Net GDP Differential (NGDPD)?

      gdp growth rate mein dekhe indicator ko dekhe to ham net gross domestic product may differentiate trading co and sanjay trading ke liye aapko financially market ko samajhna hi understand karna hai har concept ko play rakhna hai to aapki kam ki quality bhi bahut jyada matter karne lag jaati hai gross domestic product main aapko dekhte hain ki jo net cloth hoti hai vah differentiate yah hota hai ki net growth mein hamen at the end cap value pata lagti hai ki kam ko aap log kaise kar rahe hain lekin jab aap newly hote hain to aapko kam samajh nahin aati

      How does Indicator Predicts Forex Price

      · If the differential is positive, this is a long bias on the currency pair
      · If the differential is negative, this is a short bias on the currency pair

      forex me aapko gdp growth rate ke bare mein analyse karna hoga kaise vah word karti hai iske knowledge se hamen trading kam kafi achcha profit ho sakta hai hamen kaafi kam ko samachar ja sakta hai isliye knowledge ke sath kam karen gdp growth ko increase karen aur trader ko kam ki quality aur performance ko lekar chalna hai igdp main thodi si bhi agar kishan ki mistake ka samna kiya hai to ham usmein kafi jyada hi volatile ho sakti hai hamen kam ko samajh ke chalna hai hamen ko understand karna hai

      اب آن لائن

      Working...
      X