RSI indicator with details
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI indicator with details
    what is RSI indicator;


    relative strength index RSI aik pemaish hey jo trader ko currency ya stock ke price ka andaza laganay kay ley estamal hote hey RSI kay pechay basic kheyal yeh hey keh trader kitni jalde say forex market up ya down movement mein entry lay saktay hein RSI indicator 0 or 100 kay darmean move karta hey 30 say nechay ke reading aam tor par es baat ko indicate karte hey keh stock zyada sell hova hey ya oversold jb keh70 say par ke reading es baat ko indicate karte hey keh stock over bought hy trader zyada tar es RSI ko security kay ley price kay chart ko nechay rakhen gay takeh woh current raftar ka market price say compare kar saken Click image for larger version

Name:	400px-RSIwiki.gif
Views:	27
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12478584


    oversold or Overbought;


    RSI ko 70 say oppar honay par overbought consider kea jata hey security ko bar bar 70 level yane overbought level or 30 say low level ko oversold consider kea jata hey ager overbought level tak pohnch rehe ho to es level ko 80 tak adjust karna chahen gay
    strong trend kay doran RSI long period tak overbought ya over sold ho sakta hey RSI zyada tar chart pattern banata hey jo ho sakta hey basic chart par show na ho jaisay double top , bottom, trend lines ka elawa RSI par support or resistance ko talash karen
    up trend ya bull market RSI 40 or 90 ke range mein rehta hey jes mein 40-50 zone support kay tor par kaam kartay hein down trend ya ear market kay doran 10 RSI or 60 range kay darmean rehta hey 50-60 zone resistance kay tor par kaam kartay hein
    ager basic prices aik nay trend ke base rakhen jes ke identification RSI say nahe hote ager last low say nechay necay movement karta jay to top swing ke nakame hote hey ager RSI onche nechay banta ho to phir pechle onchai say up ke teraf movement karta hey up movement kay sath follow karta hey or bottom swing mein nakame hote hey
    Click image for larger version

Name:	RSI2_Diverg602x345.png
Views:	11
Size:	37.6 کلوبائٹ
ID:	12478593
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI indicator with details

    What do you mean by RSI in FOREX ?

    RSI ek indicator main sy ek indicator hai jisko haam MT5 ya phr MT4 mian chart par apply karty hain.
    Relative Strength Index indicator Ek bahut hi important indicator hai. Agar aap market Mein relative strength index indicator ko acchi tarah samajhkar is per trading karte hain to ismein aapko do different levels ko acchi tarah understand karna hota hai. En level uski details main discuss karta hon.

    Click image for larger version

Name:	RSO.png
Views:	1
Size:	170.3 کلوبائٹ
ID:	12350253

    Overbought Level(Level 70) of RSI

    Over bought situation Ek aisa level hota Hai Jab market me prices bahut jyada increase Ho Jaati Hai. Is situation main market mein bahut jyada buyers ka pressure hota Hai. Jab market me regularly basis per prices increased ho rahi hoti Hai to is situation mein aap ek highest point ko observe karte hain is level ko aap Forex trading market Mein overbought situation kahate Hain. Buyer’s market paar hay hoty hain yeah kehna yahan par gaalt na hoga

    How to take Trade on Overbought Level

    over bought situation per trading karna chahte hain to ismein aap ko ya technique apply karna hoti hai ki aapko market Mein selling trade Lena hoti hai. Jab aapko overbought situation mein koi bhi achcha bearish candlestick pattern milta hai jo aapko yah confirmation deta hai ki market up down trend Mein Ja sakti hai. aisi condition mein aap market mein downtrend mein entry lekar bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain aur ismein aapko bahut jyada fayda ho sakta hai aura cha profit mily k chances increase ho jaty hain
    Click image for larger version

Name:	BOUGHT.png
Views:	1
Size:	68.2 کلوبائٹ
ID:	12350254

    Oversold Level (Level 30) on RSI

    jab market strong downtrend hota hai aur prices regularly basis per downwards hoti hai to ismein aapko market Mein Ek lower level milta Hai Jab market mein aisi situation hoti Hai to usko oversold situataion kaha jata hai. Jab aap market Mein dijiye situation dekhte Hain to aisi condition Mein market Mein sellers ka bahut jyada pressure hota hai aur Market ko vah regularly and consistently downwards movement per force karte rahte hain. yaah hameshaa market ka bottom level hota hai aur isko aap market Mein oversold situation ya over sold level kehty Hain is main aapko yeah expectation Di jaati hai ki market isase jyada down movement nahin kar sakti.

    How to Trade on Oversold Level


    Market jaab bullish level per hoti hai to usmein aap ko hamesha bullish trend Mein apni entry lene ke liye koi Achcha bullish candlestick pattern ya koi bullish confirmation Lena hoti hai. is level ko aap acchi tarah identify kar sakte hain aur relative strength index indicator aapko is level ki proper identification de raha hota Hai. Relative strength index indicator is level ko level 30 ke naam se a indicate karta Hai Jab prices is level Tak a jaati hai to usmein aap ko Bank confirmation mil sakti hai. Aur is traha haam acha profit hasil akr sakty hain aur achy sy kaam akr sakty hain. Is tahaa haama cha profit aur profit able trade ly sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	OVER SOLD.png
Views:	1
Size:	276.9 کلوبائٹ
ID:	12350255

    اب آن لائن

    Working...
    X