jab forex market mein buy r sell ke bat ate hey to humen soch samaj kar kaam karna chihay market mein buy ya sell ke entry kay ley har trader ka apna point of view hota hey or apna andaz hota hey es ke wajah yeh hey ke forex market dunea ke sab say bare market hey or ese wajah say trade ka koi rasta nahe hey
yeh janana keh forex mein hum kab buy ya sell kar saktay hein bohut say factor par depend karta hey laken es say zyada volume os wakt hota hey jab motalka zyda risk ke wajah say mrket unstable ho jate hein forex trading mein experience or different strategies ko estamal kar kay buy ya sell kar saktay hein
forex mein buy or sell ka matlab;
forex pairs mein buy ya sell karna aik currency ke kadadr ko dosre currency ke kadar appreciation / depreciation karnay ke wajah say hote hey es trade basic tor par technical analysis shamel hotay hein basic bananay kay bad trader technical or dosray pehlon par ghor karay ga Risk kay pehlon par ghor karnay kay bad trader entry or exit karnay kay ley key level par amal karay ga
factors jo currency par ko effect kartay hein;
political events;
Government instability, corruption, Government mein tabdelan currency ke value ko effect kar sakte hein mesal kay tor par jab president Donald Trump banay to $ dollar ke value mein ezafa hova
Economic policy;
fundamental nokta e nazar say forex currency kay trader bayrozgare kay adad o shomar GDP, monetary or fiscal policy par gahre nazar rakhtay hein jen ka currency ke value par asar hey humara economic calendar anay wallay events ko indicate karta hey jo keh financial market ko hela kar rakh dayta hey
technical analysis;
technical trader forex trade ko basic bananay kay ley key price level (support or resistance) trend indicator, RSI or dosray indicator ke favor mein bat kartay hein