""Gold Analysis in Forex Market""

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ""Gold Analysis in Forex Market""
    Gold for Trade:
    Jis Tarah Ham other currencies aur commodities mein trade Karte Hain Is Tarah Ham gold main bhi trade kar sakte hain Jahan per market ki bahut bari moment hoti hai ke Aagar Ham Ek dusre ki maximum movement Dekhen to possible hai ki 1 Din Mein gold ki moment Mein 5050 pips ki movement Ho Jaati Hai gold mein surprised Bhi Jyada Hai Lekin Itna Jyada Bhi Nahin Hai Hai Jitna gold mein Main Market movement karti hai ky eighty pips car spread with in minutes recover ho jata hy our market ki fast movement per short time mein bhi bahut bada profit Hasil ho jata hai other currency Mein trade karne per Hamen thoda sa profit Hasil karne ke liye long time wait karna padta hai Magar gold Mein Hamen short time trade Karne Se Achcha profit Hasil ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG-20211113-WA0012.jpg
Views:	2
Size:	39.4 کلوبائٹ
ID:	12478575

    Gold Current Trade:


    Long time period se market selected support or resistance Ke Darmiyan hi movement kar rahi thi ke is bich Mein market ki uptrend mein big moment resistance ko break Karke uptrend Mein ja chuki hai aur gold market ka current trend upward hi so Agar Ham market Mein gold Mein trade continue karna chahte hain Hain To Hamen buy main trade open Karni chahie Kyon Ke upward direction Mein Breakout hone ki vajah se market ke maximum resistance Tak Jaane Ke chance increase Ho chuke hain show tab tak market maximum resistance per pahunch kar wapas Jana Shuru nahin karti tab tak Ham Agar gold Mein trade open karni hai to bye Mein Hi Karni chahie.

    Click image for larger version

Name:	IMG-20211113-WA0016.jpg
Views:	1
Size:	41.5 کلوبائٹ
ID:	12478574

    Gold Market Expectations:


    Jis Tarah all precious indices and commodities main market bahut jyada up ho chuki hai to ab accept Kiya ja raha hai ki gold maybe market bahut jyada ab ja chuki hai To Hamen is ke liye ready Rahana chahie ke Jis Tarah market Kisi Ek resistance ko break Karti Hai To Hamen main buy main trade open kar le next resistance Tak continue karne per acchi earning Ho Jaati Hai so market ka over all friend bhi upward Hai Jab Ke market ki ki expectation bhi maximum resistance ko break kar rahi hai lekin maximum market Ki Ab trend Mein movement kis limit Tak ho sakti hai is ka andaza Lagana Mushkil Hai Kyunki Kisi bhi indices ya commodity key value may increase demand vs supply base per Hota Hai lihaza Jab tak cold ki ki demand hai tab tak price increase rahti Rahegi lekin Jab gold overbought ho jay ga tab price decrease honi shoro ho jay gi lihaza market ki current position aur trend ko mind Mein rakhte Hue trade continue Karen.

    Click image for larger version

Name:	IMG-20211113-WA0015.jpg
Views:	1
Size:	57.6 کلوبائٹ
ID:	12478573

    Frequent Retracement in Gold Market:

    Gold mein Main Market beshak ek hi trend ko follow kar rahi ho lekin Bar Bar Itni Bare retracement leti rehti hai Jis Se friend ko find karna bhi Mushkil ho jata hai aur Agar market Delhi E Tod le kar Agar ek hi trend Mein movement karna Shuru kar deti hai to half day ke bad market retracement Lekar starting point ko ek dafa Jarur kara karti hai so Jab market half day Tak 1 fraction Mein moment kar chuki ho To Hamen same time per retrement krny ky liy ready ho jana chahie aur Jaise hi hi market retrement leti Hai Hamen same time per trade open karke achha profit Hasil ho jata hai laser Agar Ham friend ko follow karte hue trade open nahin karna chahte to market Ki Kisi bhi direction mein big moment ke bart retrement per trade open Karni chahie Jis Ke Liye ya confirmation bahut jaruri hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG-20211113-WA0013.jpg
Views:	1
Size:	31.1 کلوبائٹ
ID:	12478572

اب آن لائن

Working...
X