""Crypto currency Trading in Forex Market""
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ""Crypto currency Trading in Forex Market""
    Crypto currency Trading:
    Forex market Mein trade karne ke liye different type ki crypto currencies available hai Jin par trade ho rahi hai aur Waqt Ke Sath Sath different crypto currency forex market Mein launch ho rahi hai aisa lagta hai ki Kuchh time period ke bad forex market ke sath sath market mein bhi trade ya sale purchase crypto currency mein Hi Hua Karegi so crypto currency digital currency Hai Jiska Koi note ya coin nahi hai yeah just digital hand job sele pressure ke liye use Kiye Jate Hain Jis Ke Apne willet hai Ke yah Ek wallet se dusre wallet mein transfer Ho Jaate Hain so forex market mein bhi ab bahut sari crypto currency rate ho rahi hai hai Jin mein Bitcoin ethrium dogecoin solana chainlink our aesi hi kuch our currency bhi Shamil Hai so crypto currency Mein trade karna bahut hi iji hai ki Jab yah forex market Mein launch hui hai ine ki value increase hi hoti ja rahi hai ab Be trader crypto currency ko buy kar rahe hain.

    Click image for larger version

Name:	IMG-20211113-WA0008.jpg
Views:	1
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12478562

    Market Timings for trading Crypto currency:

    Sabse bara fayda crypto currency Mein trading ka yah hai ki Jis Tarah other Tamam market Saturday aur Sunday ko close hoti hai hai to crypto currency ki market ine Dinon mein bhi open rahti hai Jab Ke Aise trader Joe forex market mein part time trading kar rahe hain unke liye yah best hai ki vah weekend per ful time forex market Mein trade kar sakte hain main ke yah market Kabhi close Nahin Hoti Jab Se crypto currency forex market Mein launch Hui Hai Tab Se trader ko Mande market open hone ka wate nahin karna parta balki traders Saturday aur Sunday ko bhi crypto currency Mein Apni trading ko continue Lete Hain To forex market Mein continue trading ka kaa bara advantage yahi hai crypto-currency main market close Nahin Hoti aur ham apni Marzi se trade kar sakte hain aur acche benefit Hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	IMG-20211113-WA0009.jpg
Views:	1
Size:	29.1 کلوبائٹ
ID:	12478561

    Bigger Spread Risk:

    Crypto currency Mein trade karne ka sabse bara disadventeg yah hai ky tamam crypto currency may spread bahut jyada hai hai jo thousands of PIPS Main Hai Ke Jab Ham trade open Karte Hain To Hamen bahut badi amount pahle spread Ki Surat Mein pet karna badhati hai hair Agar market Hamari favour Mein movement karti hai Hai To Hamara separate wala loss recover hone ke bad Hamen profit Hasil Hona Shuru Hota Hai lekin spread Jyada hone ki vajah se Kuchh crypto currencies Aisi Bhi Hai Jin Mein daily ki ki market ki moment bahut jyada Hoti Hai To Agar se movement Hamari open trade ki favour Mein Ho To Hamen bahut bada profit Hasil ho jata hai lekin Hamari e open trade ke against Hone Wali movement per Hamen bahut bada loss bhi ho sakta hai yahan cryptocurrency Mein trade bahut Soch Samajh Kar leni chahie lekin long term trade cryptocurrency main sirf buy Mein trading open Karni chahie.

    Click image for larger version

Name:	IMG-20211113-WA0010.jpg
Views:	5
Size:	45.4 کلوبائٹ
ID:	12478559

    Crypto currencies main Market Explanation:

    Crypto currency ki value Din BA Din increase hoti ja rahi hai aur aur accept Kiya ja raha hai ke Kuchh years ky bad trending sirf crypto-currency Mein Hi Reh Jayegi two cryptocurrency ke increase hone ki bahut badi vajah yah bhi hai ki traders yah mind banaa chuke hain ke solid currency Mein trading ki Bajaye ab online sale pressure hone per script currency ka hi use Kiya Jaega To is vajah se Krypton currency ki worth bahut jyada ho chuki hai jo next Kuchh years main Itni jyada ho jayegi ke crypto-currency mein 1 unit pressure karna bhi bahut Mushkil ho jaega Tu Agar Ham Aaj hi position Mein Hai Ke Kuchh unit Crypto currency purchase kar sakte hain To Hamen Har Surat mein Main purchase kar leni chahie save kar leni chahie Ki Ab iski price bahut jyada increase ho jayegi to use time is ko use Kiya Ja sakega Kyunki price bahut jyada increase hone per II Van unit purchase karna bhi Mushkil ho jata hai hi Jaise Bitcoin ki price ab near about one crore rupees for a single coin hai jo ap purchase krna bohr mishkil hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG-20211113-WA0011.jpg
Views:	1
Size:	39.1 کلوبائٹ
ID:	12478558
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot;&quot;Crypto currency Trading in Forex Market&quot;&quot;

    Dear friend, Jis k pass forex ki or crypto currency ki achi knowledge hoti hai wo us trader sy bhot agy nikal jata hai jis k pass knowledge ni hoti ya jo knowledge kay bgair trade karta hai. To is topic me ham crypto currency ko explain kren gay ayr is ko forex trading kay sath bhi compare krenn gy.

    Crypto currency Basic Concept

    Crypto currency wo currency hai jo serf digital form ma exist karti hai. Yani ham ye b keh sakty hain k ye currency physical state ma occur ni karti. Crypto currency ka sb sy bara side effect ye hai k es ma loss ka risk bhot zayada hota hai or trader ko loss ho jae to us k pass kuch baki ni bachta. Es he waja sy bhot sari countries ma ye business banned hai. aur jo chup chupa k is business ko carry karna chahta hai us ko bhot sari palenties or punishment di jati hai cyber crime Kay qanoon Kay mutabik.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-13T155228.743.jpeg
Views:	4
Size:	41.1 کلوبائٹ
ID:	12350218

    Currencies Pairs and Crypto Currency

    Jahan forex market main different currency pairs aur commodities CFDs waghera main trade kerty hain tou aesy hi market main ham crypto currencies main bhi trade ker sakty hain hamain market main normal currency pairs ky sath sath crypto currencies main bhi trade kerna hoti hai ky agar ham market main crypto currencies main trade kerny ka acha experience hasil ker lety hain tou market main hony wali crypto currency ki big movement per hamain bahot achi earning ho sakti hai jo bahot kam time main bahot acha profit Ham bana sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	1200px-Market_capitalizations_of_cryptocurrencies.svg.png
Views:	1
Size:	95.5 کلوبائٹ
ID:	12350219

    Crypto Currencies in Trading

    Crypto currency main trade kerny ka disadvantage bhi hota hai ky crypto currencies main spread bahot zyada hota hai aur kabhi kabhi market main trade open kerny per hamain long time wait kerna perta hai ky market spread main hi movement kerti rehti hai jabky agar ham market main aesy time per trade open kerty hain ky market continuously aik hi trend main movement kerti rehti hai tou same movement per ham trade open ker ky bahot kam time main bahot acha profit bana sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-13T155458.132.jpeg
Views:	1
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12350220

    Benifits Using Crypto Currency

    Agr benifits ki baat ki jay to hamen ye kam time main Jitna profit crypto currencies main trade kerny sy hasil ho sakta hai itna profit haman other currency pairs ya other indices main nehi ho sakta jabky fast moving pairs main hamain trading main bhi bahot ehtiat kerni perti hai ky ham market main successful trade kerty huey market ki big movement per hony waly bary loss sy bhi bach sakain aur hamain big movement per bahot acha profit hasil ho saky hamain market main trade crypto currencies main aesy time per open kerni chahiay jab market continuously aik hi trend main movement ker rehi hoti hai ky ham trade open ker ky long time period ky liay continue rakhty hain tou hamain profit bhi hasil hota rehta hai so other currency pairs ky sath sath hamain crypto currencies main bhi trade continue kerni chahiay.

    Click image for larger version

Name:	1200px-Market_capitalizations_of_cryptocurrencies.svg.png
Views:	1
Size:	95.5 کلوبائٹ
ID:	12350219

    Side Effects Using Crypto Currency

    Crypto currency ka ik or side effect ye b hai k es business ma liquidity bhot kam hoti hai. Crypto Liquidity ka matlab ye hota hai is business ma trade karny ki demand bhot kam hoti hai jis ka further matlab ye hai k kio trader es par buy or sell ki trade ko open karny waly trader bhot kam hoty hain. Serf limited franchieses sy he ye crypto currency cash out ki ja sakti hai. Forex trading ma crypto currency ma security par b bhot faraq hota hai. Forex trading ma security high hoti hai or crypto currency ma securiy kam hoti hai. Forex trading ma middle man ki waja sy he trade ki jati hai jis ko broker kaha jata hai. Crypto currency me koi middle man ni hota yani is ma koi broker available ni hota.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-13T155444.639.jpeg
Views:	1
Size:	23.0 کلوبائٹ
ID:	12350221
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

    اب آن لائن

    Working...
    X