""Types Of Chart""
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ""Types Of Chart""
    Assalamu Alaikum!
    Dear forex member ummid karta hun aap sab log khairiyat se Honge aur Pakistan form Forex mein Main acchi trading kar rahe Honge aur aaj main aapke sath bahut hi important topic ko share Karne Laga Hoon. Type of chart kya hoti hai aur is ki Kitni types hai. Ummid karta hun type of chart ke knowledge se aapke knowledge Main Bhi izafa Hoga.

    1. Trading chart.
    2. Candlestick Chart.
    3. Bar Chart.
    4. Line Chart.


    1. Trading Chart:

    Market ki price Ko Jab Bhi aapane dekhna ho to aapko dekhne ke liye ye to trending chart ki zarurat parti hai jisse a aap yah andaza Laga sakte hain ki market ki price past mein kaisi rahi aur yah price aap different time frame Mein dekh sakte hain.
    Chart per aapko vertical access aapko price zahir Karta Hai Jab Ke x-axis aapko time batata hai. Chart ka Jyada use technical analysis Karte Hain Jo ke sirf aur sirf chart ko use Karke Aane Wale Dinon Mein price movement ki peshgohi Karte Hain.
    Click image for larger version

Name:	IMG-20211113-WA0004.jpg
Views:	1
Size:	26.3 کلوبائٹ
ID:	12478528

    2. Candlestick Chart:

    Candlestick chart sabse Jyada important chart hai, Japan mein introduce howa aur Thode time mein bahut jyada log istemal karne Lag Gaye Hain. Candlestick chart aur bar chart mein itna Jyada Fark Nahin Hota candlestick chart mein bhi aapko open, close, high, low, price Ka Pata Chalta Hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG-20211113-WA0007.jpg
Views:	1
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12478527

    3. Bar Chart:

    Bar chart Mukhtlif time frame Mein price Bars per Mukhtlif time Hota Hai. Aur Har Bar chart per aapko use Mukhlif time mein price moment ko batati Hai. Har Bar aapko Buland train value aur aur lowest value use time frame mein batati hai jo aap select Karte Hain. Jab Ke opening price Ek Chhoti Si horizontal line left side mein aap ko batati hai aur right side per horizontal line closing price batati hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG-20211113-WA0006.jpg
Views:	1
Size:	15.1 کلوبائٹ
ID:	12478526

    4. Line Chart:

    Line chart mein sirf mainly Ek chij Shamil hoti hai jo ke closing price hai. Aur yah closing price ki bhi time frame Mein Jab aap check Karte Hain To Pata Chalta Hai.
    Kyunki Jo traders daily trading karte hain UN Mein Aksar Aise Hote Hain Jo closing price per Jyada tavajjo Dete Hain aur opening price un ke liye matter nahin karti hai
    Click image for larger version

Name:	IMG-20211113-WA0005.jpg
Views:	6
Size:	38.8 کلوبائٹ
ID:	12478524

اب آن لائن

Working...
X