Trading Chart?
Market ke price ko jabb bhe aapne dekhna ho to aap ko dekhny kay liey trading charts ke zaroorat parhti hai jiss say ye andaza hota hai kat market ke price past main kesi rahi aur yeh price aap different Timeframes main dekh sakty hain. Chart par aap ko vertical access aapko price zahir karta hai jabb kay x-axis aap ko time btata hai. Price ko chart par baain sy daain read kiya jaata hai aur jo sb sy daain janib price hoti hai wo current market price hoti hai. Charts ka zaida usse technical analyst karty hain jo kay sirf aur sirf charts ko use kar kay aany waly dino main price movement ke peeshangoi karty hain.
Billashuba technical analyst charts ko zaida use karty hain lekin charts koo fundamentals analyst bhee bahut use karty hain kun kay ess sy price sahi read hoti hai aur pichla data bhe available hota hai. So fundamental analyst bhe kaafi zaidaa charts ka istemaal karty hain.
1. Candlestick Chart?
Candlestick chart sb say zaidaa mashhoor chart hain, yeh japan main introduce huy aur thory time main baht zaida log istemaal karny lagg gy. Candlestick charts aur bar charts main itna zaida fark nahi hota hai candlestick chart main bhe apko open, close, high, low price ka pata chlta hay. Bar charts aik line ke tarha kay hoty hain lekin candlestick chart open price sy close price tak aik full candle hoti hai. Zaida tar trader Candlestick charts he istemaal karty hain kun kay es say opening closing ya low, high prices asaani sy read ho sakti hain.
2. Bar Chart
Bar chart mukhtas timeframe maiin price bars par mushatamil hota hai. aur harr bar chart par apko us makhsos time main price movement ko btaati hai. Har bar aapko buland tareen value aur lowest value us timeframe main btati hai jo aap select karty hain. Jabb kay opening price aik choti c horizontal line left side main aapko btaati hai aur right side pe horizontal line closing price btaati hai. Agar closing price opening price sy oper hoti hai to normally bar ka colour green ya white hota hai. Aur jab opening price closing price sy oper hoti hai yo bar ka color red yaa black hota hai
3. Line Chart
Line chart maain sirf mainly aik chez shamil hooti hai jo kay closing price hai , Aur ye closing price kise bhe timeframe main jab aap check karty hain to pata chalti hai. Kun kay jo traders daily trading karte hain un main aksr esy hottyy hain jo closing price par zaaida towajha dethy hain aur open price un kay liey matter nahi karti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим