learning in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    Of course friends, forex main kamyabi k leay learning bahut zaruri hoti hay....learning k bena kabhi bhi koi trader profit earn nai kar sakta...ap ki learning jetni zayada hogi ap k loss chances utnay kam hotay jain aur profit k chances increase hotay jain gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      learning bohat zyada zaroori hoti hay best trading kay liye learning tou basic hay basic knowledge ki hasiat shuru ki learning hoti hay jab tak koi bhi newbie learning nahe karay ga knowledge gain nahe karay ga success nahe ho sakta hay motsly log apni ghalti ki wajah se loss kartay hain uss se sekhna chaiye...
      • #1443 Collapse

        forex trading main trading ko acha aur faidy mand karna hy to as keleye hamen learning ki zarorat hy agar hum forex main achy learning gary rakhen to hum as mainn ak achty trader sabet ho sakty hain
        • #1444 Collapse

          forex main 1 kamyab trader banne k liye mere khayal say apko demo account pay bhot ziyda mehmat karni hoti hain jo k mehant hum say demo accout pay karte hain forex ko learn karne k liye hum ko google pay bhot c bhot c website mil skti hain jis say hum learn kar k apna feature badal skte hain forex main agar dil laga kar thek tara kaaam kare demo pay tu 4 5 mah main bhot kuch samjh aa skta hain agar koi thek teach karne wala ho tu umeed hain k pak froum say b log bhot kuch learn kar rahy hongy learn karne k liye b apko 1 best teacher ki zarorat hoti hain jo k sath ko pata hain k forex bina teacher k b aap learn nhe kar skte hain forex ko learn karna itna easy b nhe hain na he itna muhskil hain learn karne k liye aapko youtube pay bhot he best videos mil jygi agar ap 1 pair ko achi tara samjh lete hain tu 1 he trade say aap bhot kuch learn kar k usi trade say bhot earn kar skte hain
           
          • #1445 Collapse

            Forex ke kaam mein ek Aisa business hai Jisko aap kabhi bhi kisi bhi time par part time ke liye Ja full time ke liye use kar sakte hain isliye aapko bahut just management karna hoti hai aapko market ka idea acche se nikal Dena chahiye ki market Kaha kis site par Jyada Speed ke saath ho rahi hai uski direction Ke Us Paar Laga De
             
            • #1446 Collapse

              yes dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih traders hazrat k lye ye sab sey best tareeka hy kih wo sab sey pehley learnig karen ku kih learning is the best for trading jis sey traders hazrat achi tarha bouns hasil ker saken gey or wo loss sey bhi bach saken gey agar loss ajaey to is ko cover bhi kar saken gey ......
              • #1447 Collapse

                Learning is backbone for trading and there is no limit for learning but trading is a experiences then we success hum learn to kertay hain or Es per amal ni kerty na apnay rule na hi trading k rule ko follow kerty hain Jo k na kami k sabab banta hain 1 hi mistake ko bar bar dorana ni cheya Jo trader ko nakam banta hai
                • #1448 Collapse

                  jitna is main learn karein gay is main kam karny main bi learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur acha trader banany k liye boht hi experience hasil karna ho ga tab hi hum real main achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is say fiada ho saky ga ta k loss kam ho say ga
                  • #1449 Collapse

                    jo log forex mai bager learning ky kam karty hai nunhy just loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota is liye kamyab hony ky liye hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy
                    • #1450 Collapse

                      forex ke learning ke bohat importance hain forex mai kamyabe hasial karny ky ache learning hasial karna be zarore hain agar hum demo account py zada sy zada practice kary gy to hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or pher hum market mai run kar saky gy or agar hum bager learning ky kam kary gy to hamy just loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota
                      • #1451 Collapse

                        Dear ftend hm forex to kia kisi bussines ko join karty hai to starting mai hmy itni samjh nai hoti hai jab hmy samkh ati hai tab he hm os sy profit hasil kar sakty hai es loye jitna ho saky apne kam or apne galtiyo sy hmy seekhna chaye ta k din ba din ap ko forex ki learning ho or ap achy sy work kar saky.
                        • #1452 Collapse

                          learning ke forex mai bohat importance hain agar hum acha knowledge or experience hasial kar ky kam kary gy to hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar saky gy or agar hum bager learning ky kam kary gy to hamy siraf loss ho ga or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum is mai investment be kar sakty hain
                          • #1453 Collapse

                            Forex trading mein kamyabi k liye learning boht zarori hai,learning ka amal sari zindagi jari rehta hai, learning k liye demo account boht acha option hai,wahan se practice ker k aap real account join krein aur achi earning krein.
                            • #1454 Collapse

                              G janab forex mai learning bht depend karti hy ap ky fect par so forex mai ap ki think yay honi chahyay ap ki stragety bahtreen ho or planing par ap ka focus hona chahyay earning ap ko moto hona chahyay knowledge pr ap ka focus hona chahyay ap ko agy bharty rhna chahyay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                Dear friends umeed karta hun ky ap sub kharyat sy hon gy bhai ap sub ko pta hona chaye ky hmein forex trading mein pasa kamany ky liye earnig ky sath learning ki bi bohat zarorat hoti hai jeski waja agar humein learnig na aye to hum loss mein chaly jaty hein or kuch profit hasil nai kar sakty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X