learning in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    Agar hum sirf learning per hi focus Karen gay tu forex me success kay liay ye kafi nahi hai. Live account per trading jab tak nahi ki jay gi or jab tak market me practical working nahi ki jay gi tab tak hum emotionally bhi train nahi hon gay. Is liay humen fearless ho kar ye business karna hoga. Loss iska part hai or hamari har trade me risk hai is risk se humen kaisy bachna hai yehi forex strategy hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      G han forex trade main learning kitna zaruri hai iss ka ehsas hamain us time per hota hai jab hum actually or practically trade main enter hote hain. because iss main technical working and analysis bhi hota hai to aap ko learning kerna or training lena zaruri hota hai.
      • #603 Collapse

        forex tradign me learnig hi sb kuch hoti ha achi learning ho giap ki to ap acha profit le pao ge forex trading account se forex me learnign bohat hi best thing ha forex me ager apachi lerning chahte ho to pher ap ko forex ki e book read kr k achi practice demo account pe krna ho gi
        • #604 Collapse

          g hai baghyr seekho to wesay b koi kam ni hota lekin ap ager forex mai learn karna chaahty hen to apko first iski demo video clips dekhni hongi then apko insta forex ka demo account banana hoga then us mai practice karni hoti hy
          • #605 Collapse

            jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai agar ap is kaam main kamyab hona chahtay hain to ap ko chaiey k ap is kaam ko proper learn kar k karain taa k ap ko faida ho is kam ko karnay main
             
            • #606 Collapse

              Yes dear Forex trading business mein success achi learning py he depend karti hai har trader k liye successful hony k liye zarori hai k woh Forex ki learning hasil kary without learning Forex mein koi bhi kamiyabi hasil nahin kar sakta.
              • #607 Collapse

                dost ap ke baat bulkul teak hai k hum ko apney galteyo se seekna chahye magar apney wo galtey per na dohraye mai ny be bohat loss keya hai magar aj shukar hai mai kafey seek gaya ho
                • #608 Collapse

                  yes it is the best thing for all those who want to earn maxximum money in very short time .. chahy wo ladies hon ya gents.. forex sab k liye hy .. chahy wo girl ho ya boy ... ladies jo k gher rehti hyn wo b forex main trade kr skti hyn
                  • #609 Collapse

                    doston har kaam mein learning bohat zaroori hoti hai,work koi ho jesa bhi ho apko us work mein hardwork karna parta hai forex trading bhi aesi he hai agar ap is mein hardwokr karen gen to ap is buisness mein zayada hardwork karen gen to ap is mein zayada profit gain karen gen so is liye jitna ho sakay ap forex trading ki learning kijeye.
                    :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                    Thanks in Advance
                    • #610 Collapse

                      Forex trading k liye aik or important cheez trading skills hoti hain kiun k proper trading skills k bagher ap forex trading bilkul nai krsaktay kiun yehi forex trading skills hoti hain jo apko forex trading sikhati hain or apko real trading me right decisions ka right time batati hain warna ham is k bagher bilkul nil hotay hain. bhai....
                      • #611 Collapse

                        bhai jan mein bhai aap hi ki tarha new trader hon aur mujy to meru senior trader nay bataya hai kay start mein 1:100 maximum leverage rakhni chahye,phir jab aap waqt kay sath sath experience hasil kar lein tau aap isko barha bhi saktay hain
                        • #612 Collapse

                          guyz mery khayal sy ky trading me kabhi b learning ka end kabhi b ne hota hai admi jitna marzi barha business man ban jay but wo roz kuch neya seekhta hai isi tarha knowl
                          edg ka kabhi b end ne hota hai
                          • #613 Collapse

                            learning to lazmi aor msit important chez ha aor jab tk koi acha tradre nhi bn skta ha aor na trding kr skain gy tb tk us ka learning acha na ho ga
                            • #614 Collapse

                              Bilkul g kisi bhi kam main aap ko os k about learning karna hoti ha aur jab aaap bohat zayada learning kar laity ho kisi kam k baray us main aap ka bohat sa experience hojata ha so main to yahi kahun g k koi bhi kam karu tu osay dil laga k karu aur apni ghaltiun sa seeekhu ta k aap ko profit ziada sa ziada hoasaky!
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                Bhi koi bi cheez shuru karny say phely us ka knowledge hona boht zarori hita ha aur agar ap forex par demo account karty ho tu to ap kay knowledge may boht zda isfa hota ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X