learning in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    forex trading ky liye learning bohat zarori hai and aik successful trader banane ky liye bhi learnig bht important role play krti hai , knowledge ho ga to hum apne ap ko loss sy bacha skty and profit gain kar skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

       
      • #588 Collapse

        dear brother agr ap is main learning kar k work karo to ya be ap k liye beter hai ap is tarah say is main acha work kar sakty ho or is main succes hasil kar sakty ho or achi earning kar sakty ho
        • #589 Collapse

          g han humko apni galtion sy sabaq lena chahiy un ko nazar andaz ni karna chahiy is hum nuqsan ho ga uhm ko demo par zada sy zada pricticxe karn chaiy taky hum galtin ka pata chaly or hum is min profit eran kar sakin
          • #590 Collapse

            forex trading trading mai kamiyaab honay k liye apko learning ki bht zaroorat hai sahi kaha apnay q aur app demo account sey learn krsaktay hoo aur iss say apko experince aur knowledge dono milti hai jo apko trading real account mai bht zaroori hai
            • #591 Collapse

              ji bilkul forex mei kamaybi hasil karne k lea learning bth zaruri hai .. ak trader ko tarding karne ka treeka ata hai ya knowledge hoti hai tu wo forex mei zarur kamayb hota hai ... bina learn kea koi b trader trading nae kar sakti na kamyab hosakta haii ...........daily learning karty rehna chayie
              • #592 Collapse

                asalam o aliqum myu dear bro me aap ki baat se agree krta hn abhi ager aap lose nahe karo ge to mera nahe khyal k aap ls ko kabi sikh skte ho ls liye mere khyal me to aap apni galtno se he sikhte ho ls ko tabi aap ls me achye trader ban skte ho
                EAst ho ya West pak fOrUm iS bEsT ;) :o :p :rolleyes:
                • #593 Collapse

                  ji ha mei ap ki baat sy agree karta hon.agr ap ko forex pe ik kamyab trader banana ha tu ap ko sab sy pahle forex ki knowledge hasil karna ho ge,keyo k forex ka asool ha pahle learn pher earn.is leye forex ki learning bahot zaroori ha
                  • #594 Collapse

                    Forex trading learning aur skills kaa business hai aur agar app ess business mein successful trader banana chahtay hain too phr app koo pehlee candlestick pattern, Fibonachi aur support and resistance koo achi tarhan study karna chaiyee
                    • #595 Collapse

                      han ge bilkul hmain forex main achye se learning krni chye or is ko sekh kr or smjh kr kam krna chye ta ke hmain success hasil ho skhe.
                      • #596 Collapse

                        ferx

                        yes dear forex me learning ki koi ending nahi aap ko her time is ko learn kertay rehna chaahiay ore sub trader apni hi mistakes se learn kertay han .jo trader apni mistake ko control ker latay han ore in ko repeat nai honay detay wo kaamyaab ho jatay han
                        • #597 Collapse

                          g brother..Forex ka sab se important part learning hai ..jis trader ki learning jitni ziyada hoti hai wo uthna hi ziyada successful hota hai..hume loss se ghbrana nai chahye balke apni ghaltiyon se sekhte rehna chahye ta ke dubara une repeat na karen.
                          • #598 Collapse

                            forex trade main learning kitna zaruri hai iss ka ehsas hamain us time per hota hai jab hum actually or practically trade main enter hote hain. because iss main technical working and analysis bhi hota hai to aap ko learning kerna or training lena zaruri hota hai.
                            • #599 Collapse

                              trading ko shuru karne se pehly learn kar lena he best hai hum forex ko learn kare bina iss se kuch earn nahi kar sakty hain and jese jese hum demo per practice karte hain hum is business ko learn karte jaty hain . aap ko her time is ko learn kertay rehna chaahiay ore sub trader apni hi mistakes se learn kertay han .jo trader apni mistake ko control ker latay han ore in ko repeat nai honay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                bhai g hm jab koi b kam karty hain to is k bary main hmain learning honi chahiye or hmian apni galtiyun py ghabrana nai chahiye bal k apni galtiyun se sabaq sekhna chahiye or dobara aisi galti se bachna chahiye is tarha hm bohat se mushqalat se bach sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X