learning in trading
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main learning ki bari importance hoti hay kun kay agar aap learning karna band kar dengay to aap kamyabi milna bhi mushkil hojayga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      agar hum chaya ka hum kamyab ho jaya es kaliya hama zarori hen ka hum learning kara tk ham posting main mistake nahi kar saka es business kaliya learning zarori hen kuch bhe hasil nahe ho sakta app trade may jo mistakes karty han un say bhe learn kar sakty han is k ilawa aap apny friends aur other traders say bhe learn kar sakty han demo account ke madad say real account ke buhat achi practice kar sakty han
      • #468 Collapse

        ji haa forex trading mey kaamyaab honeey k liye bohet merahil sey guzernaa pertaa hey aap ko loss bi hoo ga aur tub jaa ker aap kuch gain ker sakoo gey starting mey jo bi traders aatey hai woo forex kay barey mey information tu kaafi collect kertay hai but unn ko loss ka mazaa chakhna pertaa hey tub jaa ker wo achey traders sabit hotey hai
         
        • #469 Collapse

          sir aap ne theek kaha mein aap ki baat se agree kerta hon ke insaan se ghalti zaroor hoti hai magar ager wo apne ghalti se hi seekhle to is se zayda kamyabi ki baat us ke liye kuch nahi hai, starting mein to sab ko loss hota hai but jab wo seekh jata hai to us ka loss kam hota hai.
          • #470 Collapse

            y ker k trade open kerni chaahiay ore apnay capital ko zehan me rukhtay huay hi volum set kerna chaahiay ore apni dailay earning ka target riukhna chaahiay .ore jesay hi target poora ho jaaey trading close kerni chaahiay great profitable business where you can earn great profit, if someone wants to be professional here then has to make his plans and strategies to trade in forex, he has to make strong decisions and have to trade with confidence. umare pas knowledge acha ho .
            • #471 Collapse

              forex trading mai brother i think ke learning ke bohot he ziada ihmait hai . forex mai jitne ziada learning kar ke app start karo ge tu otna he acha hai warna trading mai kamyabb hona kafi mushkil kaam hai ajj kal . learning ka best tool b IT ke doar mai Search engine aur forex fourum hai jin mai kafi kuch learn kar kay trading start kar sakty hain
              • #472 Collapse

                agar hum chaya ka hum kamyab ho jaya es kaliya hama zarori hen ka hum learning kara tk ham posting main mistake nahi kar saka es business kaliya learning zarori hen sakta app trade may jo mistakes karty han un say bhe learn kar sakty han is k ilawa aap apny friends aur other traders say bhe learn kar sakty han demo account ke madad say real account ke buhat achi practice kar sakty han
                • #473 Collapse

                  Asslam O Alaikum han gee forex trading may learning bohat zyada zaroori ha ap is may kisi b time learning kr saktay ho or yeh aik bohat acha business ha.....its my opinion
                     
                  • #474 Collapse

                    jb aap yaha pay atay hain to aap ko sub say pehlay ye cheez ko dekhna hota hai kesay apa ko yaha pay kaam ki samjh ae ge aur apa ko kesay earning ko kare gay ta k aap ko ye sub kuch samjh a sake.
                    • #475 Collapse

                      Yes indeed forex trading mein kaamyaab hone ke liye learning hona aur learning kartey rehna bohat zaroori hai . Aur agar by chance aap sey koi mistake ho jaye ya phir loss ho jaye tou aap ko depressed hone ke bajaaye uss mistake sey lesson lena chahiye aur uss ko overcome karna chahiye.
                      • #476 Collapse

                        yes forex mai humaray pas learning power hona bhut zarori hain jis se hum forex ko sahi jan pay gaye or learning hum apni mistakes ki b karni chahiye jis se hum agay b mistakes se bhaj saky or loss na karay
                        • #477 Collapse

                          ji hann bhai jaan apne bilkul theek kha ke agr to ham is forex trading business me zyada se zyada profit hasil karna chahty he to hamy trading karny k sath sath hi har din learning b karty rehna chahiy kiu k jitni zyada learning kary ge utna hi zyada success hasil ho ga.hem apne ap ko update rakhna chahiye
                          • #478 Collapse

                            g han forex me learning kabi b khatm nahi hoti kisi b business ko chalane k liye use learn karna bohat zarori he or forex wese hi bohat bra online business he.
                            • #479 Collapse

                              trading kay liay trading learning boht zaroori hai. learning kai baghair ap trading nahi kar saktay. is liay trading learning is very important for a trader.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                yes dear yeh bat apki bilkul sahih he keh abtdai dinoon main to kafi loss hota hy aur bar bar loss hota hy lekin phir bad main kafi learning aur experience sy us main pfofit bhi milna sharoo ho jata hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X