learning in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    learning har kam me zaroorat hoti hay learning ka baghair to ham kuch nhe kr skty aur jab tak ham ghalti nhe krain gy to ham kuch seekh nhe skty ghalti krny sy he experience hasil hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      ok good trading me kamyab hony k liye learning boht zarori hai ,, ek trader hamesha apni ghaltiyo se sekhta hai ,, jb me ny tading shuru ki thi to mjhy boht loss howa =========
      • #453 Collapse

        agr ap ko is ma kamkarna ha to is ka liy is ka demo account ma traing karn h ge sab is kam ko like karta ha sab ka liy ha forex ak acha business ha sab ko is ma boht pisa ap be kam saktaho sab is ma boht pisa har koi kam sakta ha
        • #454 Collapse

          trading kerny k ley hamain market ko chek kerna hota hai or is k ley hamain learning zarori ha agr hamara pas learning ha to ham kamyaab ha agar nahi to ham fail ha kerni hoti hai jis se hamain market ko analys kerny men help milti hai is tarah ham achi................
             
          • #455 Collapse

            g bilkul achi trading k liya humain achi learning ki bhi buht need hoti hy kabhi hum apni kn0wledge ko strong ker paty hy n achi trading kar paty hy....humain chahye k hum apni har ghaltio se sabaq haisl karai takay humara exprience acha hoo n hum profit earn ker krsakain....
            • #456 Collapse

              ha brother ap ne sahe kaha hai k forex k leye learning bohat zarori hai es k bagair tu trading ho he nahe sakti hai agar trading karnay ki kishish kare tu ap ko market ka knowledge nahe ho ga aur ap apni money loss kar lo sy so esay sekho aur oher karo
              • #457 Collapse

                Forex is a good money making business.forex me learning ki koi ending nahi aap ko her time is ko learn kertay rehna chaahiay ore sub trader apni hi mistakes se learn kertay han.good luck..............................................
                • #458 Collapse

                  forex trading aik wast field hay jis main ap jhat say aik kaam naheen seekh lyty ho. jab ap aik cheez seekh lyty ho to apko agly din nai cheez seekhny k lye milti hai do forex trading main seekhny ka amal jari rahta hay. forex trading aik learning ka process hay jis main insan practice say seekhta rahta hay rozana or akhir kaar aik professional ki post par pohnch jata hay
                  • #459 Collapse

                    yrs blkul ji forex trading ma kamyab hona k liye learing bht ZAroori han or han apki bat sahi han k ek trader apni he ghltiyo sa sekhta hain or han jis k pas learing hon uss ko koi mushkail nh hoti han .....
                     
                    • #460 Collapse

                      haan g bilkul is kaam mein agar aap chatay hain kay aapo kamyab hoon tu aap ko chayie kaay aaap is kaam ka proer knowlege rakeen ta kay aap kamyab hoon
                      • #461 Collapse

                        G han ye bat aap ki bhot hi achi kahi hai aap us wqt tak trading nahi sekh saktay hain jab tak aap trading me loss nahi kare ge jab aap loss kare ge is trahan se aap trading sekh jain ge aur phr trading me earning bhhi karnay lag jain ge har kui is trahan hi sekhta hai is me phelay har kui loss karta hai phr profit karta hai .
                        • #462 Collapse

                          Ji han learning kabhi nahi rukti agar yahan koi bht successful hai tu usey bhi hsmesha learning aur knowledge ki zarorat hogi...aur ye bhi sahi hai k insan apni galtiyon se seekhta hai...hamen apni galtiyon ko analyze kar k unhen next time k liye lesson bana lena chahiye is trha hum successful ho sakte hain....
                          • #463 Collapse

                            trading mai learning ki bth zarurt hoti hai kiu k yaha ap jb b glti kro gy tu ap ko feel ho jai ga k kn c jaga glti ki hai tu ap next time wh glti ni kro gy.yahi learnig hai.
                            • #464 Collapse

                              success in any business requires knowledge and experience; the Forex market is no exception. To become a successful Forex Trader in this huge market,besides technical and theoretical knowledge you also need Forex trading experience. To accomplish this goal.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                Brother ap ne thk kaha k insaan apni mistakes se hi seekhta hai or hm sb ko apni mistakes se sabaq haasil krna chahye or agr shuru mai naakaami mile to haar nahi maani chahye balke koshish krte rehna chahye taa k aage chal k zarur kuch kr sake or trading ko shuru krne se pehle usy achi tarhn learn karna bht zaruri hai ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X